sexstories

Administrator
Staff member
Hello friends, after almost more than 2 years now, I am going to start a new thread this time in hindi. (Not my life story but inspired from my college best friend whom I met again in new year eve in a pub at Mumbai). Kafi samay se main kuch gine chune threads per comment b karti aayi hun per aaj se main formally aap sab ke sath fir se ek rishte ki neev rakh rahi hun, hope I don't get upset. I am not too good in hindi but I will try my level best to write.

Yeh kahani ek Bhai -Behan ki hai. So pepole who don't like in**st, please don't go through. Magar ek guzarish yeh b hai ke ek nazar zaroor daliyega is story per. Ab aap per nirbhar karta hai ke aap ise padhen aur sarahen ya kinara kar lein.
To aaiye mere saath safar shuru karte hain ek anokhi kahani ka jismain ek behan kaise apne bhai ko apna sab kuch sounpne per je-jaan laga deti hai. Uski har tamanna ko apni tamanna bana kar kaise wo uske sath zindagi ki utraiyoon aur chadayioon ko par karti hai. Aaaiye padhte hain ke wo is rishte ko anjaam tak pahuncha sakti hai ya nahin. Be in touch..................
NOTE: Kahani main scenes ke mutabik kuch pictures dalne ki koshish karungi taki aap ko imagine karne main aasani ho.

Kahani ke patr:

1. Ashna, 20 years old, 5feet 6" {Occupation- Airhostess}
2. Virender, 33 years old, 5 feet 11" {Occupation- Successful businessman}

kahani main kafi characters aise hain jo wakt aane per apni chaap chodenge but main charaters Ashna aur Virender ke he rahenge. To aaiye shuru karte hain..........

Kafi lambi kahani hai, dheeraj rakheayga.

Pichle dus dinoon se badhaal zindagi main fir se ek kiran aa gei thi. Virender ko hosh a chuka tha, use ICU se cabin ward main shift karne ki tayiriaan shuru ho gei thi, Ashna ki khushi ka thikana na tha, wo jald se jald Virender se milna chahti thi, use hosh main dekhna chahti thi. Uski duaaoon ne asar dikhaya tha. Wo usse milke use apni narazgi batana chahti thi. Wo puchna chahti thi k zindagi k inte kahatarnaak moad par ane ke bawjood use Virender ne kuch bataya Kyun nahin. Wo janna chahti thi uski is halat ke peeche ke haalaat. Bahut kuch janna tha usko per sabse pehle wo Virender se milna chahti thi. Bas kuch he paloon baad wo usse mil sakegi, apne bhai ko 12 saal bad dekh sakegi.
Virender ki zindagi is nazuk moad per kaise pahunchi aur do bhai behan 12 saaloon se mile kyun nahin, janne ke liye padte rahe...........................

Jab tak Virender ji ICU se cabin main shift hote hain, aaiye chalte hain 12 saal pehle.
Ashna tab ***EDITED***saal ki choti si bacchi thi. Apne ma-baap ki ikloti santaan hone ke karan wo kafi ziddi thi. Zindagi ki har khushi uske kadmon main thi. Uske pita yun to ek mamuli wakeel they per apni beti ki har zid puri karna unka dharam jaisa ban geya tha. Patni ki mout ke baad wo dono ek dusre ka sahara they. Ashna ki maa use 2 saal pehle he chod ker chali gei thi. High BP ki shikaar thi. Jab Ashna 8 saal ki hui to uske pita ne use Dalhousie main ek boarding school main dakhil karwa diya. Ashna ki zid ke aage unhe jukna pada aur yahan se shuru hua Ashna ki zindagi ka ek naya safar. Wo apne papa se door kya gei ke uske papa hamesha ke liye usse door ho gey.
Hua yun k Ashna ke pita ji aur Virender ke pita ji sage bhai they. Virender us wakt 25 saal ka navyuvak tha. Mazboot badan aur tez dimag shayad bhagwaan kisi kisi ko he naseeb main deta hai. Virender ek aisi shakshiyat ka malik tha. Marketing main MBA karne ke baad usne papa ke business ko join kar liya tha. Virender ki mata ji ek grahini thi aur uski choti behan CA ki tayiari kar rahi thi. Pura parivaar hasi khushi zindagi guzar raha tha per Ritu (Ashna ki maa) ki mout ke baad unhone kafi zor diya ke Rajan (Ashna ke papa) dusri shadi kar lein ya unke sath settle ho jayeen. Rajesh dusri shadi karna nahin chahta tha aur apni wakalat ka jo sikka usne apne shehar main jamaya tha wo dusre shehar main jake fir se jamane ka wakt nahin tha. Isi silsile main ek baar Virender ke mata-pita aur choti behan ek baar Rajesh ke shehar gey taki wo kisi tarah use mana ker apne sath le ayeen per honi ko kuch aur he manzoor tha. Unhone rajesh ko mana to liya aur apne sath laye b per rastey main ek sadak dhurgatna mian sab kuch khatam ho geya.
Virender ko jab yeh pata chal to wo apne aap ko sambhal nahin paaya aur ek dam se khamoshi ke andhere main dhoob geya. Ashna aur Virender ne milker unka antim sanskaar kiya per Virender kisi hosh-o-hawas mian nahin tha. Ashna ki umer choti hone ke karan Virender ki company kePA ne samajdari dikhate hue use jaldi he boarding bhej diya taki wo is dukh ko bhul sake per Virender ko to jaise hosh he nahin tha ke wo kon hain aur use us bacchi ko sambhalna hai. Ashna ke dil-o-dimag per Virender ki shakshiyat ka kafi gehra asar pada. Wo usse nafrat karne lagi aur is nafrat ke he asar tha ke dono bhai behan 12 saloon tak ek dusre se nahin mile ya yun kahe ke Ashna ne kabhi milne ka moka he nahin diya. Dhere-Dhere Virender ki zindagi main thehraav aat chala geya. Wo sab se katne laga per apne business ko bakhubi anjaam deta aur Ashna ki Fee aur baki ki zaroortoon ka b dhayan rakhta per Ashna ko iski bhanak b nahin lagne di. Wo janta tha ke Ashna use pasand nahin karti aur usne b use manane ki koshish nahin ki. Zindagi se kat sa geya tha wo use koi fark nahin padta tha koi uske baare main kya sochta hai. Din bhar kaam aur sham ko ghar main Gym yahi uski routine reh gei thi.
Lekin uski zindagi main koi tha jise wo apna har haal sunata, mera matlab likh ke batata. Ji haan sahi samja apne Virender ko tanhaiyoon main Diary likhne ki aadat thi. Wo ghantoon baith ker likhta rehta. Us diary main wo kya likhta kisi ko b pata nahin tha. Kisi ko kuch pata b kaise lagta Itne alishan Bunglow main uske alawa Unka purana noukar Bihari he rehta tha jo ki anpadh tha. Pehle wo b Bahar servant quartes main rehta tha per ab wo ground floor main bane ek store main so jata tha taki Virender ko raat ko b kisi cheez ki zaroorat pade to wo foran use pura kar de. Aksar wo rat ko uthkar Virender ke kamre tak jaata aur Agar virender Diary likhte likhte so geya hota to use acche se chadar se dhak ker room ki light band kar deta. Aisa aksar hota ke Virender Gym karne ke baab kuch der aram karta, Phone per business ki kuch deals karta aur phir dinner ke bad apne room main diary likhne baith jaata. Loogon ki nazar main uski itni he zindagi thi per uski zindagi main aur b kafi tufaan they jinki sard hawa se Virender he wakif tha.
Miss Ashna Dr. apse milna chahte hain....... is awaz ne Ashna ki tandra ko toda.
Ashna: Bhiya ko shift kar diya aap ne
Ward boy: Haan, wo Dr. sahab aapse milna chahte hain. Ashna: tum chalo main abhi aati hun. Wardboy ke jaane ke baad Ashna ne Apni jacket ki zip band ki, Aaj kafi thand thi. Sard hawayeen shareer ko jhikjor rahi thi. Ashna Dr. room ki taraf mudi he thi ke uske kadam Ruk gey. Wo fir se mudi aur Cabin ke Glass se usne Virender ko dekha fir tezi se mudkar Dr. room ki taraf chal di.
 
Doctor ke cabin se bahar niklte he Ashna ne kuch decisions le liye they, waise yeh uski adat samaj lijiye ya uski nature ke wo har decision khud he leti thi. Bachpan main maa ke guzar jane ke baad aur uske baad Hostel ki zindagi ne use ek independent ladki bana diya tha jo ki apne decision khud le sake aur unpe amal kar sake.
Sabse pehla decision to usne apni chutti badhane ka soch liya tha, usne soch liya tha ke wo kal he Airlines main phone karke apni leave extend karwa degi aur agar leave extend na hui to wo Airhostess ki nokri chodne ko tayiyaar b thi. Aakhir kitna galat samja usne us insaan ko jisne uski har khushi ki keemat chukai wo bi bina use kisi bhanak lagne ke. Yeh to Dr. Mrs. & Mr. Gupta Virender ki family ke family Dr. they to unhone Ashna ko is sab ki jankari de di warna wo to zindagi bhar is sach se anjaan rehti. Doctor dampati se Ashna ko kuch aisi baaton ke baare main pata laga jo shyad use kabhi maloom na padti aur wo Virender ko hamesha galat he samajti. Hostel ki tough zindagi jeene ke baad bi Aaj Ashna ki ankhon main zara si nami dekhi ja sakti thi. Isse pehle ke wo toot jati wo Dr. cabin se bahar nikal aai aur seedha us cabin ward ki aur chal padi jahan Virender apni sanseen samet raha tha. Wo abhi bhi soya hua tha. Uske aas paas ki machino ki beep Ashna ko wahan zyada der tak thehrne nahin deti aur wo cabin se wahar aa jati hai. Bahar aate he use Bihari kaka dikhe jo ke ek tiffin main Ashna ke liye khana lekar aaye the. Bihari kaka ne roz ki tarah tiffin auke pas rakha aur jaane ke liye mude he they ke Ashna pe unhe pukara.
Ashna: aap kon hai jo pichle teen din se mere liye khana la rahe hain. Bihari kuch der ke liye tithka aur fir Ashna ki taraf muda aur bola, Bitiya main chote malik ke ghar ka noukar hoon. Jis din aap ayi to Dr. babu ne bataya ke koi ladki Virender babu ke liye hospital aayi hai. Muje laga ke unke clinets main koi hogi per yahan aake jab apka haal dekha to laga ke aap unki koi rishtedaar hongi. Aap us din saara din ICU ke bahar khadi rahin, Dr. ne bataya per aap ne kisi se koi baat nahin ki. Maine bi apko bulane ki koshish ki per aap kisi ki awaz sun he nahin rahi thi.
Ashna: wo main pareshan thi per ab Virender theek hai, Dr. kehte hain ke ab wo theek hain. Bihari: Virender babu ti pichle 8 saal se aise he hain. Kisi se kuch bolte nahin, na koi baat karte hain. Sirf kam aur fir haweli ake apne room main diary likhne baith jate hain aur kei baar to bina khan khake he so jate hain. Accha bitiya ab main chalta hun, ghar per koi nahin hai. Kisi cheez ki zaroorat ho to muje bula lena. Ashna: jee kaka.
Bihari: Bitiya tumhara Virender babu ke sath kya rishta hai ? Ashna: hadbadate hue, ji wo kaka main apko phone karke dungi jab koi kaam hoga. Pata nahin kyun per Ashna usko batana nahin chahti thi ke wo Virender ki choti behan hai.
Bihari kaka Jaane ke liye mude he they ke Ashna ne pucha: Kaka, haweli yahan se kitni door hai. Bihari: Beta gadi se koi 15-20 min. lagte hain aur bitiya tum haweli ka landline no. lelo taki koi bi kaam padne per tum muje bol sako. Ashna ne no. note kiya aur Bihari wahan se chala geya. Ashna ne tiffin ki taraf dekha aur use utha ker waiting hall main jaker lunch karne lagi. Aaj kitne dinon baad usne man se khaya tha. khana khake wo Virender ke cabin main gei to paya Virender abhi bi soya hua tha. Ashna ne mobile main time dekha, 3:30 bajne ko aye they. Ashna Dr. room ki taraf chal padi. Knock karne per Dr. Mrs. Gupta ne use andar aane ke liye kaha. Ashna: Virender ko abhi tak hosh nahin aaya hai Dr. ? Mrs. Gupta: muskurahe hue, don't worry my dear. He is absolutely Ok now. Dawaiyoon ka asar hai 15 se 20 ghantoon main Virender puri tarah normal ho jayega. Haan puri tarah se normal life jeen ke liye use kuch 8-10 din lag jayenge. Itne din uska kafi dhayan rakhna hoga. I think use inte din hospital main he rakh lete hain yahan Nurses uska dhayan achhe se rakh sakengi.Asnha: nahin Dr. ap jitni jaldi ho sake Bhaiya ko discharge kar dein. Muje lagta hai ke bhaiya ghar per jaldi theek ho jayenge. Mrs. Gupta: ok to fir hum kal subah he Virender ko discharge kar dete hain aur unke sath ek nurse appoint kar dete hain jo ghar per unka khayal rakhegi.
Ashna: Don't worry Dr. "Bhaiya ka khayal main rakhungi". Dr.: are you sure? Ashna: absolutely Dr., aap bhool rahe hain ke main ek Airhostess hun and i can manage that. Dr. ok then fine, we will discharge him tomorrow morning. Ashna: thanks Dr.
Mrs. Gupta: Ashna, agar tum shaam ko free ho to hum dono kahi bahar coffee peene chalte hain, tumse kuch baaten bi discuss karni hain. Ashna: no problem. Dr. Mrs Gupta: ok then, theek 5:30 muje mere cabin main aker milo. Ashna bahar aate hue soch rahi thi ke Mrs. Gupta unhe kya batan chah rahi hai. Abhi use Dr. ki pichli meeting main khade sawaloon ke jawab be dhoondne the. Yahi sochte sochte wo Virender ke cabin se bahar rakhe sofe pe baith gei aur kafi halka mehsoos karne per kuch he paloon main uski aank lag gei.
 
Ashna sapno ki duniya se bahar aayi Mrs. Gupta (Dr. Beena) ki awaz se.
Dr. beena: Ashna utho sham hone ko hai. Ashna hadbada ke uth gei aur thoda sa jenp gei. Dr. Beena: Are sona tha to guest room use kar leti, yahan sofe per baith ker thode soya jata hai. Ashna: nahin Dr. wo main bhaiye ko dekhne aayi thi to socha yahin baith kar intzaar kar loon, pata nahin kaise aankh lag gei. Dr.: itne din se tum soi kahan ho. Meri mano aaj rat ko tum haweli chali jao. Subah achi tarah se fresh hoke Virender ko apne sath le jana. Ashna: sochungi Dr. pehle aap kahin chalney ki baat kar rahi thi, kya 5:30 ho gey hai Ashna ne udti hui nazar apni mobile ki screen pe dekhte hue pucha. Oh my god, 6:00 baj gey. Sory Dr. wo main neend main thi to pata nahin chala time ka. Dr: muskurate hue, its ok Ashna. Main b abhi free hui hun. Room main jaker dekha to tum wahan nahin mili, isiliye tumhe dundti yahan aa gei. Chalo ab chalte hain.
Dono hospital se bahar ake parking ki taraf chal dete hain. Dr. ne gadi ka lock khola aur Ashna Beena ki bagal wali seat per baith gei. Beena ne engine start kiya aur gear dal ker gadi ko hospital compound se bagar le gei. lagbhag 15 minute ka rasta dono ne khamoshi se kata. Ashna ke man main dher saare sawal they. Dr. ne use jo bataya tha abhi wo usse nahin ubhar payi thi ke Dr. ne use coffee shop pe chalne ke liye bol ke use aur pareshan kar diya tha. Pata nahin Dr. mujse kya discuss karna chahti hain. Wahin driver seat per baithi Beena soch rahi thi ke kaise main Ashna ko sab kuch samjaun. Aakhir hai to wo Virender ki behan he na. Isi udherbun main rats kat geya aur Ashna apne khayaloon ki duniya se bahar aayi jab car ka engine off ho geya. gadi band hote he dono ne ek dusre ko dekha, dono ne ek dusre ko halki si smile di aur gadi se uter gei. Ashna Dr. ke chehre pe pareshani saaf pad sakti thi wahin Dr. bi Ashna ki ankhoon main uthe sawaloon se anjaan nahin thi. Doono Nescafe coffee shop per enter karti hai. Is thahde mahoul main bi andar ke garam watawarn main dono ko sukoon mila aur Beena ek corner table ki taraf bhad gei. Ashna bo uske peeche chal padi. Donoon ne apni apni chairs kheenchi aur baith gei.
Kuch minutes tak dono ek dusre ki ankhoon main dekhti rahi fir jaise he Ashna kuch bolna chahti thi ke waiter ne akar unka order note kiya aur chala geya. Ashna: Dr. aap yahan aksar aati rehti hain. Dr.: haan main aksar Abhay (Dr. Abhay gupta, Beena ke husband) ke saath yahan aati hun. Yahan kuch der baith ker hum hospital ke watawarn se door aane ki koshish karte hain aur din bhar ke cases ki discussion kartehain. Ashna: yahan par bi hospital ki he baaten karte ho aap log?. Dr.: roz nahin per kuch zaroori cases jo uljhe hue hoon jaise ki Virender ka. Ashna ke chehre ka rang ekdum udh geya. Ashna: kya matlab Dr. bhaia theek to ho jayenge na? Dr.: don't worry , he is absoloutely normal now but uski conditions fir se aisi ho sakti hai, agar .............Ashna: Dr. ki taraf dekhte hua, Agar ?. Dr.: batati hun. yeh kehker Dr. kuch der ke liye khamosh ho jati hai aur Ashna ke chehre ko dhayan se dekhti hai. Uske chehre se udha hua rang saaf bata raha tha ke Ashna kafi pareshan hai Virender ko lekar. Ashna: Dr. bataiye na, meri jaan nikallt ja rahi hai, Akhir aisa kya hua hai bhaiya ko.
Dr: Ashna, yahan tak hum (Beena & Abhay) jante hain ke tumne Virender ko 12 sal bad dekha hai. Isse pehle tum kab aur kahan mile hame nahin pata. Kya tumne kabhi kahi se yeh suna ke Virender ki zindagi main koi ladki aayi thi? Itna sunte he Ashna ka chehra ekdam safed pad geya. Iska matlab bhaiya ki yeh halat kisi ladki ke peeche hai. Per Ashna ko is sab ke bare main kuch bi pata nahin tha. Hota bi kaise, pichel 12 saloon se to wo ek bar b Virender se nahin mili, halanki Virender ne kai baar koshish ki per Ashna ne her baar padhai ka bahana bana diya. Abhi do saal pehle he jab Ashna ne 12th ke exams clear kiye to Virender ne kafi zor diya ke uska admissin medical college main kar de per Ashna upna raste khud chunna chahti thi. Usne Frankfinn institute se Airhostess ki training li aur pichle saal he use ek Airlines ka offer mila to usne jhat se join kar liya.
Ashna: Dr. muje is baare main kuch pata nahin, Kya bhaiya ki halat ka isse koi link hai. Dr: hai bi aur nahin bi. Ashna: mian samji nahin Dr. Beena: main samjati hun Ashna. Dekho Ashna bura mat manna wo tumhara bhai hai per aur koi nahin hai aisa jisse main is baat ke baare main discuss kar sakun. Abhay ne muje mana kiya tah tumse is baare main baat karne se, isiliye main tumhe yahan layi hun. Ashna: you can trust me Dr, ( yeh kehte hue Ashna ka dil zoron se dhadak raha tha) Beena: Dekho Ashna, Virender ek healthy insaan hai aur is umer main aker insaan ke sharee ki kuch zaroortein hoti hain jo usmain ek umang, ek nayi urja ka sanchaar karti hain. Yeh sunke Ashna ki nazarein neeche jhuk gei. Beena: dekho Ashna, Is waqt tumhare bhaiya ko shadi ki shakhat zaroorat hai. muje nahin lagta ke wo apne aap ko relieve karte hain tabhi to unhe yeh problem hui. Dr. Beena ne yeh line ek hi sans main bol di. Ashna jo ki ankhen juka ke yeh sab sun rahi thi, Dr. ki yeh kine sun ke ek dum se Dr. ki tarf dekhti hai, uska muh khul jata hai aur gaal laal ho jate hain. Beena: isiliye maine pucha tha ke agar Virender ki zindagi main koi ladki hai to jald se jald un dono ki shadi karwa deni chaiye. Taki Virender ki sharirik zaroortein puri ho aur uske bollo ki thickness kam ho, jiski wajah se yeh problrm hui hai. Iske baa Beena khamosh ho gei aur ektak Ashna ko dekhna lagi. Tbhi waiter unka order le aya. Donoon ne aapna apna coffee mug liya aur waiter wahan se chal diya. Ashna ne charoon taraf nazar ghumayi, kafi bheed ho gei thi wahan, per unka table ek corner main hone ke karan unhe shayad he koi sun sake.
Ashna: Blood thickness ? main samji nahin Dr. Beena: Ashna, jaise hum aurtoon main naye cells bante aur fir MC main release hote hain jisse body parts sucharu roop se kaam karte rehte hain aur aksar excitement main hum apne body parts se khelte hai jab tak humari sharirik bhukh na mit jaye, usi tarah purushoon main bi aisa hota hai. Jab unke shareer main semens ki quantity zyada ho jati hai, wo ya to nightfall main release ho jate hain, ya self relief (masturbation) se ya fir kisi ke sath sex ke douraan. Aur yahan tak muje lagta hai tumare bhaiya ne aaj tak self relief ka sahara nahin liya aur sex ka to sawal he nahin uthta. Yahi karan hai ke unke shareer main blood bahut zyada thick ho geya hai aur unhe yeh problem hui. Iska seedha asar heart per padta hai. Yeh sari baaten sunker Ashna kafi sharam mehsoos kar rahi thi per wo yeh b janti thi ke wo yeh sab ek Dr. se discuss kar rahi hai.
Ashna: baki sab to theek hai per nightfall se to kuch farak padta he hoga blood thickness per. Dr.: zaroor padta hai, jab shareer main semens zyada ho jaate hai to unka bahar nikal jaana lazmi hai per Virender ki tandurusti ke hisaab se utne semen nightfall main nahin nikal pata shayad tabhi use yeh problem hui. Wiase main koi sex specialist nahin hun but ek physician hone ke naate itna to samaj he sakti hun. Ashna: to Dr. iska ilaaj kya hai. Beena Ashna ki taraf dekhti rahi aur kuch samay bad boli. Sirf do he ilaaj meri samaj main aate hain ya to Virender shadi kar le ya fir masturbation. Is baar Dr. ne direct masturbation word use kiya to Ashna ki saans he atak gei coffee ki chuski lete hue. Beena ne jaldi se use pani offer kiya jise pee kar Ashna normal hui. Beena: i am sory muje tumse yeh discuss nahin karna chaiye that but i don't have any other option. Virender kab tak medicines ka sahara lega. Kuch haftoon ki baat to theek hai per tumhe jald he koi rasta dundna padega ke wo shadi ke liye razi ho jaye. Baatoon- baatoon main dono ki cofee khatam ho gei thi. Beena ne bill pay kiya aur wo dono uthkar jaane lagi.
Beena ne car unlock ki aur donon usmain baith gei. Beena ne jaise he engine start kiya to Ashna ne chounk ker uski taraf dekha jise Beena ne notice kar liya. Beena: kya hua Ashna, tum much puchna chahti ho. Ashna ka chehra surkh laal ho geya usne nazreen neeche karke na main ishara kiya. Beena: come on Ashna, tell me what you want to know. Ashna: nazrein neeche jhukaye hue, aap itne yakeen se kaise keh sakti hai ke bhaiya mast...... mera matlab self relief nahin karte ya unka kabhi kisi ladki se koi se......x......ual relation nahin raha. Ab sharmane ki bari Beena ki thi but usne apne aap ko sambhaltey hue kaha Ashna tum bhul rahi ho ke main ek Dr. hun. Ashna uska jawab sunker chup chap use dekhti rahi. Doonon ki nazrein mili per Beena zyada der tak uski nazroon ka samn nahin kar payi aur sir ko jhuka ke boli: jab Abhay ne Virender ki blood report muje dikhai to muje kuch samaj nahin aaya ke itni thickness bloo main kaise ho sakti hai. Fir abhay ne muje iske reasons bataye. Mian sunker hairaan thi ke ek 33 saal ks sehatmand mard jisne kabhi masturbation na kiya ho aur itna khoobsoorat sath main itna bada businessman jiska kabhi kisi ladki se koi relation na rah ho namumkin sa hai. Virender ki blood report padne ke baad muje yakeen to ho geya per fir bhi mere dimaag main kafi sawal they. Itna kehker Beena chup ho gei. Ashna ne sawaliya nazroon se use dekha, jaise wo aur janna chati ho. Beena ne uski taraf dekha fir sir jhuka ke boli, Ashna jo main tumhe batane ja rahi hun wo pls kisi ko mat batana. Ashna: you can trust me Dr.
 
Beena: Kal raat ko jab Virender ki halat main kuch sudhar aaya to rat ko main ICU main chup chap chali gei. Main kafi dari hui thi per apne dimag main uthe sawaloon ka jawab pane ke liye mainne yeh risk uthaya. Maine uske trouser ko hata ker dekha to muje uski penis nazar aayi. Maine dhayan se use dekha to muje yakeen hua ke Abhay was right. Virender ne kabhi apne penis ka use he nahin kiya. He is pure virgin man. Itna kehker Beena ne sir utha ker Ashna ko dekha, jiski ankhoon se aansu moti bankar beh rahe they. Beena ka dil ek dam se dhak kar utha. Beena ne use apne paas khech ker uske sar per hath ferte hue kaha"I am sory Ashna"aur wo donon ek dusre ke gale lag ker ro padin. Ashna ne apne aap ko sambhala aur Dr. se boli aap bahut gandi ho aur hans di. Beena ne bhi muskura ker use jawab diya"waise wo jo bhi ho per tumhare bhai se bahut khush hogi". Ashna ne sawaliya nigahoon se Beena ko dekha. Beena ek shararti muskaan ke sath bolti hai, your bro is well endowed. Is bar sharmane ki bari Ashna ki thi. Itni baaten hone ke baad ab wo doonon kafi khul gei thi. Beena: really main maine apni zindagi main aisa insaan nahin dekha jo 33 saal tak bhi pure virgin ho. Ashna: per apko kaise pata chal ke bhaiye virg......Beena: rehne do tumse nahin bola jayega, main he bol deti hun. Tumhare bhaiye isliye virgin hain kyunki abhi unki seal intact hai. Ashna: Seal?????. Beena: jaise Jab ladki virjin hoti hai to uski nishani hai uske vagina ki seal usi tarah ek mard ki penis per bhi ek saeal hoti hai jo ki uski chamdi ko pura peeche nahin hone deti. Ashna: dhatt, aap kitni besharam ho. Beena: shadi kar lo tum bhi ho jaogi aur dono hans di.

Beena: muje lagta hai Virender ka koi na koi raz to hoga nahin to abhi tak wo shadi kar chuka hota. Raz ka sunke he Ashna ko Diary ka khayal aaya jo Bihari kaka use bata rahe thay. Ashna: chounkte hue. Aap muje Haweli chod dijiye main kuch pata karne ki koshish karti hun. Ek bar ke liye to Beena bhi chounki per fir usne gear daala aur 10 minutes main he Ashna ko gate ke bahar drop kar diya. Beena: kuch pata lage to phone karna, yeh kehkar usne apna card Ashna ki aur badhaya. Ashna ne card apne handbag main rakha aur Dr. ko bye bola.Dr.: bye take care and pls take rest too. You need it very bad. yeh kehkar Beena ne gadi aage bada di.
 
Shaam ke 7:30 baj rahe they , pura bungalow roshni se jagmaga raha tha. Bahar se dekhne per koi nahin keh sakta tha ke is bungalow ke andar rehne waloon per kya guzri hogi. Aas paas ka ilaka bhi kafi saaf suthra aur shant that. Charoon aur kafi badi badi bulidings thi. Ashna ne idhar udhar dekha to use gate ke pillar per marbel ka signboard dikhai diya. Jisper saaf lika tha "Sharma Niwas" Marble ke sign board ke left side main lagi bell pe usne ungli dabai aur kuch seconds rukne per use Bungalow ka bada sa darwaza khulta hua dikhai diya. Bihari kaka sir per topi pehne aur ek mota sa kambal odhe gate ki taraf aaye. Gate se Bungalow ke darwaze tak ka safer tay karen main unhe ek minute se bhi zyada ka samay laga. Kafi zameen Khareed rakhi thi Virender ke pita ji ne. Itni badi zameen ke beecho beech ek shandar bungalow unki shano shokat ko cheekh cheekh kar bayan kar rah tha. Ashna ne apne zindagi main itna bada bungalow kabhi nahin dekha tha. Uska apne ghar is Bungalow ke aage to kuch bhi nahin tha. Jis school aur hostel main wo padhi wo bhi is bungalow ke aage chota tha. Aur fir school ke baad wo kiraye ka flat to uske ghar se bhi chota tha. Tabhi Bihari kaka ne thodi door se Awaz lagai. Kon hai? Ashna ne hadbadate hue jawab diya "ji kaka main hun hum hospital main mile they". Bihari ne ek nazar usper dali aur fir doudkar gate khola.

Bihari kaka: Are bitiya, kuch chaiye tha to muje bula leti main to bas nikelne he wala tha apka khana lekar. Ashna: nahin kaka, aaj main khan yahin khaungi aur kuch din yahin rukungi Ashna ne andar aate hue kaha. Bihari ne gate band kiya aur peeche mudker dekf to Ashna kafi aage nikal gei thi. Ashna ne apni nazar charoon taraf ghumai. Samne pavement ke left aur right side donon taraf rang birange gardens they. Chardiwari ke charoon taraf kafi badey badey ashoka trees lage hue thay. char diwari bhi itni badi kke bahar se kuch makann he dikh rahe they. Bugalow ke right side per Ek bada sa swimming pool aur uske backside per bada sa garage jahan 4 chamchamati gadiyaan khadi thi. Ashna bahar se pure bungalow ka muyana karna chahti thi lekin bahar ki sard hawaon ne use thithur ker rakh diya tha. Tabhi Bijari kaka uske paas pahunce aur bole bitiya bahar bahut thand hai, aap andar chalo main aag ka intzaam karta hun. Ashna ne bina koi jawab diye bungalow ki taraf apne kadam mod liye. Pavement per kafi sunder marble ki parat chadi thi jispe chal ker Ashna main darwaze tak pahunchi. darwaze ke andar guste he use us Bungalow ki Bhavayata ka pata chala. Uski aankhen chundiyaa gei aisi nakkashi dekh ker main haal ki dewaroon per. Farsh per kafi mota lekin saaf aur kareene se saja hua kaleen aur haal ke charoon taraf faila furniture dekh ker Ashna ko aisa laga jaise wo kisi riyasat ke mahal main ho. Haall ke charoon tarah12 kamery, kitchen, washrooms sab kuch dekh kar wo ek dum se dhang reh gei. Haal ki ek diwar per itni badi LCD ko dekh kar aisa lag raha tha ke wo kisi mini theatre mian aa gei ho. Bilkul Beechoon beech soofon ka ak bada se circular arrangement. Ashna ki tandra tuti jab Bihari kaka ne kaha Bitaya yahan baitho. Ashna ne us taraf dekha to wahan haal ke ek koney main Bihari kaka ne wahan bani ek angethi main aag jala di thi. Ashna wahi angeethi ke samne ek sofa chair per baith gei apni jacket utar ker ek side per rakhi aur apne thande ho rahe shareer ko garam karne ki koshish karne lagi. Baithte he uski nazar Hall ki chat per padi jahan ek bada sa jhoomar jhool raha tha jisme lage chote chote moti roshni se chamak ker rang birangi roshni charoon aur faila rahe they.
 
Bihari kaka wahan se chale gey aur Ashna ke liye ek soft sa shawl lekar a gey. Bihari kaka: jab bhukh lage ya kisi cheez ki zaroorat ho to muje bula lena, main us kamrey main hun. yeh kehker Bihari kaka ne kitchen ke sath bane ek kamrey ki taraf ishara kiya. Ashna ne dhere se apni gardan haan main hilayi aur shawl ache se odhker baith gei. kafi der aag ke paas baithney ke baad aur dimag main kafi sawal lekar wo uthi aur wash room mian chali gei. Itna bada washroom usne aaj tak nahin dekha tha. Unke purane ghar ki main lobby se b bada bathroom dekh ke wo apne aap ko rajkumari samajne lagi. Bathroom ki tiles aur wahan lage har cheez ko dhayan se dekhne lagi. Bathroom ke left side main Jaccuzi ko dekh ker wo apne aap ko nahane se rok anhin pahi aur jaccuzi ka mixture on kar diya. Ashna ne wahan per rakhe towels main se ek towel uthaya aur use jaccuzi ke sath lage ek handle per tang diya. jaccuzi bahr jane ke baad usne usmain liquid soap dala aur pani ko hilaker usmain kafi jhaag banaya. Fir ek badey se sheeshe ke aage jaker usne apni jacket utari aur fir apni T-shirt utarne lagi. Aiine main pani parchai dekh ker wo sharma si gie aur fir palat ker usne apni t-shirt aur fir apni bra aur pant utar di. Ashna ne T-shirt ke andar ek white colour ka front open warmer pehna tha, Ashna ne dhere dhere se uske sare buttins alag kiye. Use kafi sharam aa rahi thi, wo mud ker sheeshe main apne aap ko dekhne lagi aur sharma ker ekdam palat gei.

Fir use khayal aaya ke wo extra panty to laayi nahin apne sath isliye usne apni panty aur fir baad main white undershirt b nikal di.

Ashna ka dil zoroon se dhadak raha tha, wo apne aap se he sharma rahi thi. uske gaal kafi laal ho gey they aur uski sanseen kafi tez chal rahi thi. Usne fir se palat ker apne aap ko dekha to ek pal ke liye wo chouk gei. Is nazar se shayad he usne apne aap ko dekha ho. Height to kafi achhi thi Ashna ki, Ab to shareer bhi apna aakar le chuka that. Khub gori thi Ashna, Shareer per koi dhaag nahin. Breast 36 C itne bade ke do hathoon main na sama payeen aur ekdam kadak. Aakhir ho bhi kyun na, Unhe aaj tak koi daba jo na paya tha. Ashna ne palat kat apni Ass 36 ki taraf dekha to dhak se uska dil dhadak ker reh geya. uski vishaal ass, aaj pehli baar usne itne gour se use dekha. Ashan ki colleuges hamesha kehti ke Ashna to har department (Breast & Ass) main humse aage (Badi) hai to fir yeh koi boyfriend kyun nahin banati, Ashna har baar unhe taalne ke liye kehti " yeh to maine kisi aur ke naam kar diye hain". Uski friends kafi puchti per koi ho to Ashna batati per uski sari friends yahi samajti ki uska koi secret boyfriend hai per Ashna batati nahin . Ashna bhi unki galatfehmi ko dur karne ki koshish nahin karti kyunki wo janti thi ke ek baar wo haan kar de to uske male colleuges aur yahan tak ke uske Ailines ke pilots bhi line main lag jayenge. Wo in sab se dur he rehna chahti thi. Yeh sochte sochte ashna Jacuuzi main uter jati hai aur itne dinon baad garam pani ka ehsaas use andar tak romanchit kar deta hai.

Kuch picture dal rhi hun Ashna ki body structure se related.

kafi dinon ke baad ache se nahane ke baad Ashna kafi accha mehsoos kar rahi thi. towel se apne aap ko acchi tarah se pochne ke baad usne wohi apne kappdey pehne aur bahar aayi. wo fir se jakar aag ke paas baith gei. koi panch minute ke baad Bihari kaka apne kamrey se bahar aaye. Bihari kaka: naha liya bitiya? Ashna ek dum chounk gei. Bihari: wo main kuch der pehle bahar aya tha per aap yahan nahin mili. Bathroom ki light jali hui dekhi to laga shayad naha rahi hongi. Ashna: jee kaka. Bihari: accha bitiya ab khana kha lo, 9 baj gey hain. Ashna ne chounk ker deewar ghadi ki taraf dekha jo ki 9:10 ka time bata rahi thi. Ashna (man main): bap re pichle ek ghantey se naha rahi thi main. Ashna: ji kaka khana laga do aur aap bhi kha lo. Bihari: aaiye bitiya, aap dining table per baithen main khana paros deta hun. Yeh kehkar Bihari aage aage chalney laga aur Ashna uske peeche Dining room ki taraf chal padi. Dining room kya yeh to ek bahut bada haal that Kamre ke beechoon beech ek bada sa table aur uske ird-gird 12-15 aaramdayak kursiyaan. Haal ke ek side per ek badi si mej aur uske ird-gird 8 sofa chairs. Ashna ne charoon taraf nazarein ghuma ke dekha. Samne deewar per ek bahut badi LCD lagi thi.

Ashna: kaka kya Virender bhai......., mera matlab ki kya Virender bhi khana yahin khate hain. (Ashna ne badi safai se kaka se Virender ka apna rishta chupa liya tha). Bihari kaka: nahin beti yahan to aaye hue bhi unhe 8 saal ho gey. Jab se unke parivaar ke sath yeh hadsa hua hai wo yahan aaye he nahin. Aksar wo apna khana uper apne room main khate hain. Ashna: uper????? Bihari: haan bitiya yeh jo kamre se bahar ki taraf seediyaan hain na yeh uper ke floor ko jati hain. Virender babu ka kamra wahin hai. Ashna ekdam palti aur kamrey se bahar aker pehli seedi per khadi ho gei. Ashna: kaka tum mera khana Virender ke room main he lekar a ajo. Bihari: nahin bitiya Virender babu ko agar pata laga to unhe bahut dukh hoga. Bolonge to wo kuch nahin per main unka dil dukhana nahin chahta. Ashna: aap chinta na kariye Kaka, main sambhal lungi unhein. Bihari ajeeb si kashmkash main pad geya aur fir bola, aap thehriye main unke room ki chabi lekar aata hun. Bihari yeh kehkar apne room main chala geya aurek bada sa chabiyoon ka guccha lekar seediyaan uper chadney laga. Ashna bhi unke peche peche seediyaan chadney lagi, uper pahunch ker Bihari kaka panchvein room ke darwaze ke paas jaker ruk gey aur ek chabhi se tala khol diya. Darwaza kholne ke baad unhone mud ker Ashna ki tarf dekha jo ki dusri taraf dekh rahi thi.
 
Tabhi Ashna ne pucha: kaka neeche ki tarah Yahan bhi Har kamrey per taala kyun hai? Bihari: Virender babu ka adesha hai. Saare room haftey main ek hi baar khultey hai wo bhi sirf safai ke liye. Ashna: kaka kya sara ghar aap akele saaf kartey ho. Bihari: nahin bitiya main to Virender babu ji ka raosiya hun aur kabhi kabhi unka kamra saf kar leta hun kyunki unke kamrey main jane ki kisi aur koijazat nahin. Baki ka ghar saaf karney ke liye 3noukar hain jo pehle yahin peeche servant quarters main rehte they per ab virender babu ke kehne per yahin paas main he rehte hain. unke rehne ka saara kharcha Virender babu he dekhta hain. wo haftey main ek baar aker bahar swimming pool, lawn aur baki kamroon ki safai kar dete hain.

Ashna:hummmmm. Acha kaka bahut bhukh lagi hai, aap jaker khana le aao. Bihari: ji bitiya per Virender babu ji ke aane ke baad apko he jawab dena padega ke aap unke room main kyun thehri hain. Ashna: aap chinta na karen. Main unhe kal he yahan le ayungi aur hum milker yahan unka dhayan rakhengi. Bihari kaka ne yeh jab suna ke Virender babu kal a rahe hain to khushi se unki aankhen chamak uthi aur Ashna se puch ke Kye tum bhi yahi rukogi unka khayal rakhne ke liye. Ashna ne haan main sir hilaya. Kaka: jeeti raho beti, muje nahin pata ke tum Virender babu ko kaise janti ho per yeh wishwas ho geya ke ab wo puri tarah se theek ho jayenge. Yeh kehker Bihari neeche khana lene chala geya. Ashna ne pura kamra bade gour se dekha. Har ek cheez kareene se sazi hui. Ashna ne LCD on ki usper Star sports channel chal rah tha. Ashna wahin bed per baith gei aur charoon taraf dekhne lagi. Uski nazar bed post par padi diary per padi. Wo jaise he use uthane ke liye bed se uthne lagi tabhi Bihari kaka khane ki trey liye kamre main aaye. Ashna wahin bethi rahi. Kaka ne khana parosa. AShna: kaka aap bhi kha lijiye kuch der baad bartan lejaiyega. Bihari neeche chala geya.

Ashna ne khana khaya. karib adhe ghantey ke baad Bihari ne room knock kiya. Ashna: aa jaiye kaka. Bihari andar aaya aur bartan uthane laga. Ashna: Kya Virender ji sports channel pasand karte hain. Bihari: bitiya bhaiya ko car racing aur WWF bahut pasand thi per us hadsey ke baad to wo sab kuch bhul he gey. Aaj 8 saal baad aap ne yeh TV on kiya hai. Bihari: accha bitiya ab aap aram karo main bartan saf karney ke baad aone kamrey main so jaunga. Kisi cheez ki zaroorat ho to muje bula lena. Ashna: jee kaka. Bihari kaka: per bitiya aap apne sath koi bag to layi nahin to kya aap yahi pehan ke so jaogi. Ashna: ji kaka aaj manage kar lungi, kal kuch shopping kar lungi. Bihari: bitiya wiase Madhu (Virender ki choti behan jo accident main mari gei thi) mem sahab ki almari kapdoon se bhari padi hai per agar maine usmain se apko kuch de diya to ko bura lag sakta hai.Ashna: koi baat nahin kaka, aaj ki raat main mnage kar lungi. Kaka ne Almari se Ashna ko ek quilt nikal ke diya aur wo neeche chale gey. Ashna ne andar se darwaza band kiya aur apni jacket utar di. Fir usne diary uthai aur bed per baith gei. usne pillows ko bed post per khada karke usse tek laga ker apne uper quilt le liya. Naram mulayam quilt ke garam ehsaas se wo ek dum romanchit ho gei. Usne diary uthaker cover khola, pehle page per Virender ki sari details thi Jaise naam, adress, contact no. etc etc. Wo agla page paltne wali thi ke uski nazar page ke last main padi. Wahan likha tha "With love from Rupali to Viru." Yeh line padte he Ashna ke dil ki dhadkaneen tez ho gei. Yeh Rupali kona ho sakti hai uske man main sawal aaya. Kahir agla panna paltne se pehle ashna ne quilt ke andar he apni pant aur t-shirt utar ker ek side rakh di kyunki wo kafi uncomfortable feel kar rahi thi itne tight kapdoon main. Apne aap ko puri tarah quilt se cover karne ke baad usne diary padna shuru kiya.
 
Ist page: 20-04 2000.(Yeh tarikh us accident ke 3 din pehle ki hai)

Viru, aaj main bahut khush hun. Muje laga ke London jane ke baad tum muje bhool jaoge per 12-12 1999 ko jab tumne muje shadi ke liye propose kiya to main ek dam hairaan reh gei. Main us wakt tumse bahut baaten karna chahti thi lekin muje jaan pada. Mera last semester tha aur main miss nahin karna chahti thi. Tum bhi to yahi chahte they ke main engineer banu. Itne mahinoon se na main tumse contact kar saki aur na tumne koi phone kiya. Main janti hun ke tum mujse naraz honge. Lekin ab main a gei hun, sari narazgi dur karne. Maine apni ek manzil paa li hai aur ab main wapis a gei hun tumhe haasil karne.

Yeh diary meri taraf se ek choti si bhent hai. Tumhari jo bhi narazgi hai tum muje isper likh ker bata sakte ho kyunki muje pata hai tum muje kuch bologe nahin aur kisi ke samne baat karne se to tum rahe. Lagta hai hamari shadi ki baat bhi muje he apne gharwaloon se karni padegi. Main 3 din baad tumhare gahr Madhu se milne aaungi, tum jo likhna chahte ho is diary main likh ker muje chori se pakd dena.
Waise ek baat bolun "I LOVE YOU TOO VIRU".
Ashna ek ek lafz ko dhayan se pad rahi thi. Usne agla panna palta.

20-04-2000:

wohoooooooo, I love you Rupali. Tum nahin janti aaj main kitna khush hun. Tumko London main hamesha miss kiya aur ghar aane per pata lage ke tum Banglore main Engg. karne chali gei ho. Main janta tah ke tum mujse pyaar karti ho per kehne se darti ho, isiliye maine himmat karke tumhe us din propose kar diya. Us din achanak tum mili to main reh nahin paya, maine apne pyar ka izhaar ker diya per tum bina kuch bole he chali gei. Mian kafi dar geya tha ke shayad tum mujse pyar nahin karti. Agar us din tumhare papa sath na hote to main bhi tumhare sath Banglore a jata. Khair koi baat nahin, main tumse kabhi naraz nahin tha aur na he kabhi hounga.
kal mom-dad aur Madhu, chachu ke ghar ja rahe hain, unke aate he main unse baat kar lunga hamari shadi ki. Tum meri ho Rupali. Main tumhe har haal main paa kar rahunga. Miane abhi tak apne aap ko sambhal ker rakha hai aur asha karta hun ke tum bhi mere jazbaatoon ki kadar karogi aur muje ruswa nahin karogi.Bas itna hi likhunga is diary main. Apne dil ka haal main tumhe milke tumhari ankhoon main dekh ker kahunga .

Aur haan ho sake to yeh diary muje jald wapis kar dena taki main un paloon ke baare main likh sakun jo ab muje tumhare bin guzarne hain jab tak tum meri nahin ho jati.
Ashna ne bed ke sath rakhe stool se pani ka glass uthaya aur use peene lagi. pani itna thanda tha ke wo sip karke use peena pada. Ashna ka shareer quilt ki wajah se kafi garam ho geya tha. Sip by sip pani peene se use kafi sukoon mil raha tha Ashna ne mobile main time dekha abhi sirf 11:00 he baje they. Usne sari diary aaj raat he padne ki than li aur fir se bed per quilt ke andar ghus ker agla panna palta.
 
27-05 2000.

Aaj kafi dinoon ke baad diary likhne baitha hun. In beete dinoon main maine bahut kuch khoya hai. Mere maa-baap, meri choti ladli behan, mere chachu sab muje akela chod ker hamesha ke liye is duniya se chale gey hain. 23-04-2000 ka din main kabhia nahin bhul sakta. us din main kafi khush tha. Apne family members ka wait kar raha tha aur unhein khushkhabri dena chahta tha ke maine unki bahu doondh li hai per shayad bhagwan ko yeh khushi manzoor nahin thi. Mera pura parivaar is hadse ka shikaar ho geya tha. Wo din mujse sab kuch cheen ker guzar geya tha. Main is kadar sadme main chala geya tha ke meri chacheri behan Ashna ka bhi muje koi khayal na raha. Main use zara bhi sambhal nahin paya. 28-04-2010 ko wo bhi mujse naraz hoker chali gei. main use rokna chahta tha per mujme itni himmat nahin thi ke main uska masoom chehra dekh sakta. Us bechari ne itni choti umer main kuch he saaloon main apne maa- baap ko kho diya tha. Main uski har zaroorat to puri kar sakta hun per uske maa- baap ki kami ko pura nahin kar sakta. Isiliye maine use rokne ki koshish bhi nahin ki. Shayad agar use main rok leta to use muje aur muje use sambhalna nahut mushkil hota. Itne saal ghar se bahar rehne ke karan mujmain kuch social kamiyaan thi jis karan main use khush na rakh pata, isiliye uska dur jana he uske liye theek tha.

Yeh padte padte Ashna ki ankhoon se aansu tapak kar diary per gir pade. Jis insaan ko wo matlabi samajti thi wo uske liye itna sochta hai use is cheez ka kabhi ehsaas he nahin hua. Jis gunah ke liye wo Virender ko saza de rahi thi wo gunah virender ne kabhi kiya he nahin aur agar kiya bhi to uski bhalayi ke liye. Ashna ka man zor zor se rone ko kar raha tha. Usne kisi tarah apne aap ko sambhala aur diary padne lagi. Har ek panna pad ker Virender ki izzat Ashna ki nazroon main badne lagi. Use pata chala ke kais Virender ne use kei bar milne ki koshish ki per Ashna ne hamesha use ignore kiya. Jahan tak ke ek baar Virender khud usse milne Uske boarding school main aaya per usne apni saheli ko yeh kehke Virender ko wapis bhej diya ke Ashna Educational tour per gei hai. Ashna in sab ke liye apne aap ko kose ja rahi thi.Kuch panne padney ke baad Ashna ko pata laga ke Rupali ke baar baar samjane per Virender wo hadsa nahin bhul pa raha tha. Rupali ne Kise usse shadi ki baat ki to Virender ne saaf mana kar diya ke use ek saal tak wait karna padega. Magar Ruplai ne use 4 mahinoon ka wakt diya aur chali gei. Virender ne kafi baar usse milne ki koshish ki per wo har baar shadi ki zid karti aur is tarah dhere- dhere donoon main differences badtey gey. Virender ko yakeen tha ke Rupali dhere dhere maan jayegi. Magar uska yakeen us din toota jis din Rupali ske ghar use apni shadi ka card dene aayi. Un lamhoon ke Virender ne kaise bayaan kiya use pura padna Ashna ke bas ka nahin tha.. Virender use beinteha mohabbat karta tha per Rupali uski mohabbat thukraker kis aur ki hone wali thi. Virender ne dil per pathat rakhker usse shadi karne ka bhi kaha per Rupali ne use yeh kehkar thukra diya ke wo ek normal zindagi shayad he dobara jee paye. Virender ne use laakh samjane ki koshish ki ke wo dhere dhere normal ho raha hai aur us hadse ko bhulane ki koshish kar raha hai. Virender ne use yahan tak kaha ke agar Rupali sath de to wo jald se jald ek normal zindagi je sakega. Magar Rupali ne uska dil yeh kehker tod diya ke Virender ab kafi der ho chuki hai. Jab tum mujse dur jane lago to Avinash( Ruplai's would be) ne muje sahara diya. Usne muje bataya ke ek normal mard ek ladki ko kaise khush rakh sakta hai. Muje to shak hei ke tum iske layak bhi ho ya nahin.

Itna sab padne ke baad Ashna ko rupali se nafrat si ho gei. Ashna sochne lagi ke Rupali kaisi ladki hogi Jo Virender ke pavitar pyar ko thukraker kisi aur ke bahoon main chali gei. Kya ladkiyoon ko sirf sahara chaiye jo ek se na mila to wo ducri taraf chali jayengi. Pyar aisa to nahin hota. Halanki usne kabhi kisi se pyar nahin kiya per uska dil yeh manne ko tayiaar nahin tha ke kaise ek insaan itna ghir jata hai ke wo kisi se aseem pyar ki kurbani dene se bhi nahin katrata.

Ashna ne ghadi ki taraf dekha jo ki raat ka 1:00 baja rahi thi. Ashna ne apni aankhen pochi aur aage padna shuru kiya. Aage zyadatar pages per usak Rupali ko manana likha tha per wo nahin maani aur Avinash sa shadi kar li. Virender ne likha ke us din wo saara din ghar se bahar nahin nikla. Uske baad to jaise uski routine si bangei. Gahr se office, office se ghar. Bas itni hi zindagi reh gei thi Virender ki. Agale kafi pages per har din dates ke hisaab se thoda bahut he likha tah. Per uspe itni baar overwrite kiya geya tha ke Ashna ko use padna bahut mushkil ho geya tha. Har line ke end main likha hota "I love you rupali, please come back, I can't live without you". Uske baad to her line per bas Rupali ka he naam tha jismain Virender usse mafi mangta usse gidgidata. Ashna sochne lagi ke Virender kitna bhola insaan hai ke wo Rupali ke dhoke ko apni galti maan kar dil he dil main ghut raha hai. Sari diary khatam karte karte Ashna ko 3:30 baj gey. Jaise he wo diary ke middle main pahunci, ek date ne use chounka diya.
 
13-08-2012. Yeh date to aaj se 12 din pehle ki hai. Ashna ne padna start kiya.

Aaj kareeb 12 saal bad Rupali ko dekha, waisi ki waisi he hai wo. Wo apne pati ke sath mere showroom main aayi thi. Jaise he usne muje dekha wo ekdam ruk gei, shayad use pata nahin tha yeh naya showroom mera hai. Khair usne apne pati aur ek choti si bachi ke sath kuch electronics items ki shopping ki. Miane usse baat karne ki koshish ki per Avinash ki upasthiti main usse baat karna theek nahin laga. Jaise he wo log payment karne counter per aaye, uske pati ko kisi ka phone aa geya. Usne Rupali ko payment karne ko kaha aur khud Showroom se bahar chala geya baat karte hue. Maine usse bachi ke bare main pucha to usne kaha ke 7 saal pehle use beti hui thi. Wo baar baar darwaze per dekh rahi thi, kafi uncomfortable feel kar rahi thi wo. Main use is halat main dekh nahin sakta tha. Maine jaldi se unke saman ki receipt unhe thama di bina payment ke to Rupali ne bina na nukar ke receipt li aur bag main dal ker mudne lagi. Maine use pukara to wo ek pal ke liye ruki aur fir palat ker boli. Agar tumhe payment ke paise lene hain to le per mere rastey main dobara mat aana. Main tumse nafrat karne lagi hun Virender. Tum kabhi kisi ladki ko sukhi nahin rakh sakte, tum mentally beemaar ho. Jao aur pehle apna ilaaj karwao. Itna kehker wo mudi aur tezi se darwaze se bahar nikal gei. Main hakka- bakka use jate hue dekhta raha. Kya mera pyar pagalpan hai?. Kya main is kabil nahin tha ke use zindagi ki har khushi de sakta tha? Kya mere family members ke prati uski koi zimmedariyaan nahin thi? Agar main unki mout se pareshan tha to kya uska farz nahin tha ke wo muje sahara de? Kys use he sahara chaiye tha, kya muje sahare ki zaroorat ne thi? Aise he kitne sawal uske agle do pages per likhe they jise padte padte ek baar fir Ashna ki aankhen geeli ho gei. Wo samaj sakti thi ke Virender us din kis haalaat se guzra tha. Ab use Virender ki asli beemari ka pata lag chuka tha. Ant mein us diary main likha tha " Aaj muje pata laga ke duniya main pyaar ki koi ahmiyat nahin, sab apna fayda dhundte hain. Ashna ne bhi mere sath aisa he kiya. Us hadse ke baad jab use laga ke main toot chuka hun aur use sambhaal nahin sakta to wo bhi muje chod ker chali geyi. Tab to wo choti thi lekin ab to wo bhi samajdar ho gei hogi, lekin usne kabhi mujse milne ki koshish bhi nahin ki, muje samajne ki bhi koshish nahin ki. Sab ladkiyaan aisi he hoti hain. Agar ek jagah baat na bane to wo kisi ko bhi dhokha dekar kahin aur sahara dhund leti hain. Ab samja Rupali ne kabhi mujse pyar nahin kiya, muje nahin samja. I hate you Rupali, I really hate you. I hate you Ashna. Main duniya ki har ladki se nafrat karta. I really hate girls".

Akhiri lines padte padtey Ashna ke chehre per chinta ki lakeereen saaf dekhi ja sakti thi. kafi samay tak Ashna last lines padti rahi aur ektak us har ek akshar ko dekhti rahi jismain Main Virender ne pane dil ka ghubbar nikala tha. Wo Virender se naraz nahi thi per use accha nahin lag raha tha ke Virender use bhi galat samajta hai. Kafi der tak wo isi baare main sochti rahi fir achanak usne gahdi ki taraf dekha jo ki 5 bajane se kuch he duri per thi. Ashna achanak bed se uthi jaise use kuch yaad aya ho.
 
Back
Top