• Hello Friends You can Register on the Forum and by posting you can earn money too.

धड़कन...

S

StoryPublisher

Guest
नमस्कार मित्रों... मैं आपका दोस्त अभय एक बार फिर हाजिर हु...

कपके सामने नई कहानी लेकर यह कहानी मेरी खुद की है...

पूरी काल्पनिक है बस्तविक्ता से कोई मेल नही है...

इसमें कपको इंसेक्ट , थ्रिल, और बहुत सारा रोमांस है...

यह कहनी अंग्रेजी फ्रंट में रहेगी....
 
Update.... 1

Introduction

Hero... Abhimanyu singh ( age 19 height 5.11 ) rang

gora koi dekhe toh fan ho jaye ladkiyan marti hai ispe

pr yeh kisi ko bhaav nhi deta . Body six pack koi

dekhe to aache aache k paseene chut.. jaye .

Suryaveer singh ( age 42 height 6.1 ) yeh fitness ko

bhut maante hai isiliye abhi bhi 30 k aas paas hi lagte

hai . State k top bussiness man mai inka naam aata

hai . state k C M tk inko milne k lie appointment lete

hai . But apne bete se bhut pyaar krte hai .

Sandhya singh ( age 41 height 5. 7 ) yeh bhi apne aap

ko fit rkhne k lie bhut maintain krti hai . Iss umr me

bhi inka sharir 25 ki umr ki mahila jaisa . Khubsurti to

kehar dhaati h college me haar saal beauty contest

winner rhi thi sandhya . MBA kiya h or apni company

ko yha tk pahunchane me sabse bda hath inka hai .

Yeh bhi apne bete k lie jaan bhi de sakti hai bhut pyar

krti hai abhi ko or ho bhi kyu naa Abhi hai hi aisa koi

bhi uske bina rh nhi sakta .

Sonali singh ( age 21 height 5.8 ) inke baare me jitna

kaho kam hai yeh bhi apni maa ki trh college ki

bueuty contest winner hai . Neeli aankhe ek baar koi

dekhe to iski aankho me hi kho jaaye . Figure

34-28-36 kisi heroine se kam nhi hai , jaane kitne

ladke mar mite hai ispe lekin yeh kisi se baat tk nhi

krti . Iski wajh aapko kahani me pta chal jaayegi .

Or bhi carecters hai jo story me aate jayenge hum

unse milte rhenge ......

Abhi.... Utho na betu... aaaj college ka pehla din hai

utho abhi....

Me .... Kya hai di... Abhi 9 hi bje hai itni subh .... Kyu

pareshan kr rhe ho...

Di mujhe hug krte hue ( sonal )..... Betu aaj college nhi

jaana aaj pehle din... hi late ho jaoge .

Mai Sonal ko hug krte hue .... Di yeh baat pehle nhi

bta sakte the mai ye gya or yu aaya .

Yeh kehke main di k gaal ko kiss krke bhaag gya ....

Sonal bhi muskurati hui chali gai apne room....

Idhr dinning table

Dad... Abhi kha h aaj uska collage ka pehla din.....

Usse pehle dad kuch or bolte maine unko piche se hug kiya ....

Mai .... Gud morning dad...

Dad.... Gud morning beta ... Aaj itna late kaise ....

Mai.... Dad fir se wohi sapna aya ( darasal abhi ko

bachpan se ek sapna aata hai jisme woh kisi ladki ko

bachane k lie goli khaata hai pr woh aaj tk uss ladki

ka chehra nhi dekh saka . Har baar goli lagte hi uski

nind udd jaati hai . Fir woh nind ki goliyaan khakar hi

sota hai )

Dad.... Beta hum bade se bade doctor ko dikha chuke

hai , pr iska koi ilaaj nhi hai ...... ( Fir thodi der ruk kr )

mujhe maaf kr de beta me tere liye kuch nhi kr sakta .

Or unki aanko me aansu aa gae ...

Mai... Dad isme aapki kya galti hai cup ho jayege

warna mai bhi ro dunga ....

Dad... ( Aansu poochte hue ) nhi beta aisa mt krna .

Dekh mai nhi ro rha chal ab has de .

Maine bhi dad ko kass k hug kiya or hasne lga ...

Tabhi mom kitchen se nasta lekr aai....

Mom... Meri toh kisi ko padi hi nhi hai humesha

baap beta hi pyar me lage rhte ho .

Maine dad ko choda or mom ko hug kiya.... Sorry

mom woh kya hai na dad fir se senti ho gye the

isiliye... Warna meri mom ko mai kaise bhul sakta

hun...

Or unke gaal pr kiss kiya mom bhi mere gaal pr

halki si chapat lagate hue... Chal badmaash mai

sab janti hun yeh tum dono ki mili bhagat hai ...

Fir hum naste ki table pr baithte hai tabhi sonal bhi

wanha aati hai aaj woh kuch jayada hi khush lg rhi

thi .

Mai.... Kya hua di aaj itna khush lg rhi ho...

Khi BF toh nhi mill gya aapko.

Sonal... Betu meko kisi ki jarurat nhi hai...

Tu hai na mera pyara bhai bas bhut hai mere liye....

Itna bolke woh mere paas wali seat pr baith gai yeh

uski permanent seat thi... Woh humesha mere pass

hi rhna pasand krti or mujhe bhi

uska aisa krna accha lgta tha .

Tabhi sonal boli.... Kya hua betu kya soch rha hai...

Aaj breakfast nhi krna kya chal muh khol main

khilati hun... Apne bhai ko .

Yeh bhi uski aadat thi. Chahe duniya idhar se udhar

ho jaye agar hum sath. Hai toh khana khane se pehle

mujhe khilati fir khud khati

Mom... Kya sonu tu abb bhi bacchi hai .

Jab saadi krke jayegi toh kya hoga tera .

Sonali.... Mom abhi meko koi saadi nhi krna....

Ek hi toh bhai hai mera isko chodkr mai khi nhi jaungi...

Fir mujhe hug kiya maine bhi unko hug kiya...

Dad.... Jaldi kro beta aaj phle din hi

late hona hai kya . Or jaldi bhaar jao aaj

tumhare lie surprise hai .

Fir maine jaldi jaldi nasta kiya or

di k sath bahar aakr deka toh...

Muh khula ka khula rh gya .....

Saamne ek red colour ki Audi car thi .

Mai use dekh kr itna khush ho gya ki

chillate hue sonali ko kass k hug kiya

or thank you , thank you bol kr uske

chehre pr har jagh kiss krta rha .

Tabhi mom boli..... Are wah beta

car tumhare dad ne gift ki or

thank you sonali ko kyu....

Tabhi maine sonali ko dekha wo

bhut khush thi but kuch nhi boli tabhi maine kaha.....

Mom yeh meri dream car hai mai isse

kab se lena chaah rha iski photo mere

laptop me hai . Or shyad woh di ne dekh li

or dad ko bta isiliye pehla haq to di ka hai na .

Meri baat pr sabhi hasne lge tabhi dad bole .....

Waah beta aise time pr bhi tera

dimaag kitna chalta hai .

Mai.... Dad aise hi thodi state topper hun....

Fir sab hasne lge to Dad bole.............

jaldi kro beta collage k lie late nhi ho rha ...

Mai.... Sorry sorry bye ... Dad bye mom ...

Fir mai or sonali meri new car me

baith kr collage k lie nikl gye . Collage city k

bahar tha or city ka best collage tha .

Sonali bhut khush thi ab se woh roj mere

sath collage jaya kregi . Woh Cs engineering

k 3rd year mai hai Or Mujhe bhi software

engineering krna tha isiliye same

collage me admission liya ...

Pure raste woh mujhe collage k bare

me batati rhi me sunta rha isi trh hum dono

collage k gate tk pahunch gye ......

To be continue....
 
Update..... 2

Fir mai or sonali meri new car me

baith kr collage k lie nikl gye . Collage

city k bahar tha or city ka best collage tha .

Sonali bhut khush thi ab se woh roj

mere sath collage jaya kregi . Woh Cs

engineering k 3rd year mai hai Or Mujhe

bhi software engineering krna tha isiliye

same collage me admission liya ...

Pure raste woh mujhe collage k bare

me batati rhi me sunta rha isi trh hum

dono collage k gate tk pahunch gye ......

Ab aage....

Jaise hi hum gate k pass pahunche maine dekha....

Ek bhut bda gate lga hua jispe likha hai

****** collage of Engineering . Jisse dekh kr

mai bhut khush tha . Maine di ki trf

dekha wo kab se mujhe he dekhe jaa rhi thi .

Mai.... Di kya superb... Collage hai ...

Sonal.... Betu bhar se kaise pta chalega abhi

gaadi andar lga tab dekhna tere hosh

hi udd jayenga.

Ab mujhse bhi control nhi ho rha tha

maine gaadi gate se andar ki

( Andar bhut bda campus tha jisme

grass bichi hui thi or uske centre mai

ek murti l gi hui thi ganesh ji ki

. Har department k lie alag alg block the . )

Dekhte hi maine di ko bola.... Oh my God Di

.... Kya aap yha padhti ho .

Sonal.... haan betu... Chal ab jaldi kr class 10 min

me start hai chal mere sath me dikhati hun...

Sonal ne mera hath pakda or uthaya jaise hi

gaadi ka gate khola maine dekha sab k sab mujhe

Hi dekh rhe the . Mai Car se utra or Di ka hath pakda

Or chal diya apni class ki trf . Ladkiya to Di se jal rhi

Thi or ladke bhi mujhe ghuur ghuur k dekh rhe the .

Pta nhi kyu lekin yeh sab mujhe accha lg

tha tabhi Samne Di ki frd Trisha fresher ki

ragging le rhi thi apne group k sath tabhi Di

ne mujhse kha... Sorry betu tera first lecture

miss hone wala h

Mai.... Kyu Di aisa kya hua ?

Sonal... Woh dekh samne Trisha Ragging

le rhi h or maine usse promise kiya h ki me

use kabhi iss kaam me nhi rokungi .

Mai.... Kyu Di aapne aisa kyu kiya ?

Sonal.... Kyuki jb trisha or me collage mai

aaye the to first day usski bhut ragging hui thi .

Woh bhut roi thi tb se woh sab se bdla leti hai .

Qki kisine uski help nhi ki thi . Usko sirf me rok

sakti hun... But usne mujhe promise liya h ki

kabhi bich me na aau so.... Betu taiyaar ho ja .

Mai.... Thik hai Di... Koi baat nhi...

Or hum age bade tabhi Trisha ki najar hum

pr padi or apne dosto k sath humare pass aai .

Intro... Trisha pathak ( age 22 height 5. 11 )

meri di ki one and only friend . Figure 32 26 34 l

adke marte hai ispe but yeh ladko se nafrat

krti hai qki.... Jab bhi usko jarurat padi koi uski

mdat nhi kya ..... Or woh jab bhi kya hai age story

me pta chalega .

Trisha mujhe ghurti hui kha jane wali

najron se dekhti hui boli...... Kya sonu... meko

bina btaye BF bna li .

Sonal.... ( Kash aisa hota ) nhi yr BF nhi . Tu

pta kr le yeh kon hai . Meri trf dekh kr smile kr di .

Mai bhi samjh gya beta sab log mile hue

hai tu kahi se bachke nhi jaa sakta . Ek hi

rasta hai joh bole chup chaap kr .

Mai abhi soch hi rha tha ki trisha boli.....

Oye.... ghonchu.. kha kho gy chal idhr aa.

Or woh hasne lgi .

Mai ( beta lg gai teri ) .... Ji bulaya aapne .

Trisha.... Abe khwabon se bhahar aaja

sehjade chal apna naam bak .

Mujhe bhut gussa aa rha aaj tk kisi ne

mujhse aise baat nhi ki thi . Mai bola....

My self Abhimanyu Singh . & I am here to

become an software Engineer .

Trisha.... Abe o angrez... Ki aulaad kuch

jayada hi English jhadd rha hai . ( Sabhi Hasne lge )

Di ko bhut gussa aaya woh kuch bolne waali

thi maine unko rok diya .

Trisha.... Oye ghonchu chal idhar aa .

( Mai unke samne gya ) ..... Sale style maar

rha hai humare saamne chal goagle utaar .

Jaise hi maine goagle utara meri neeli aanke

dekh kr Trisha to jaise kho hi gai . Wo ek tak

meri aankho me dekhe ja rhi thi . Tabhi uske

kisi frnd ne use hilaya or woh hosh me aati hui .

Trisha... Haan... Haan... Bol kya hua .

( Trisha friend ko hum TF bolenge )

TF..... Abe tujhe kya hua kab se awaaj de rha hun....

Trisha ( khud ko sambhalti hui )
 
Hii guys...

Sorry yrr kuch jayada hi late ho gya..

But i promise wapas jarur aaunga. Or story incomplete nhi chodunga so here we go i am back...

Sorry doston mere final year k papers the and after that my grandmother has been expired so usi me busy tha...

Kl hi free hua hoon or thread pr aaya toh dekha bhut log mujhse naraj hai.. sorry doston i hope aap samjh sakte hai yeh cheez kitni important hai...

Mai chahta toh direct update de deta but you are my second family members.. i love you all.. jo log bhi meri dhadkan se jude rhe rhale hi kuch negative comments aaye but woh bhi iss story ho bhut pyaar hai.. and trust me i miss you a lot guys...

So back to story... Update jld hi start kr dunga soch rha hoon 3,4 din ke liye back up bhi likh loon kya pta khi phass gya or update na de paun toh back up rhega...

Again thank you so much...

#AbhaySmarty..
 
Back
Top