[color=rgb(184,] Update - 34
Ab tak aapne Rimpy ko antidote banate hue dekha....
A1 trishul ki khoj mein nikal chuka hai....
ab aage......[/color]
[color=rgb(184,]8 ghante k intezar k baad , jab dad aur main Rimpy ki lab mein pahunche..
dad - beta kya tumahara antidode pura hogaya...
Rimpy - haa uncle ho toh gaya lekin hume pahle iss ka kisi par prayog karna padega tabhi isska result pata chalega....
dad - lekin beta aise hi kisi par isska experiment karna kya thik rahega
Rimpy - karna toh padega sir...
mein - kya muzh par ho sakta hai isska experiment
Rimpy - nahi yeh experiment ussi par ho sakta hai jo uss drug se affected ho.....kisi normal par nahi
Dad - dekhte hai kaya kar sakte hai
lekin problem toh yeh bhi hai iss drug ka asar kai saharo mein phail chuka hai..
hume kaise pata chalega ki kaun infected hai aur kaun nahi.....
Rimpy - sir ek baata aur hai jinki body ne iss DNA change ko accept kar liya hai unka hum iss medicine se koi ilaj nahi kar sakte....
abhi yaha yeh baatein hi chal rahi thi....
ki dad ka ph baja....
kuch baatein hui ph par....
Dad - lagta hai hume experiment k liye koi mil gaya hai...
mein - kaun..
Dad - pappu bhai ka ph tha ....bol raha tha k usska beta bandha hua bahut tadaf raha hai .....woh isski aisi haalat nahi dekh sakta......toh maine medicine k baare mein bataya toh woh raazi ho gaya...
Dad hum ko lekar pahuch gaye ek room mein waha humne dekha ki 7 saal ka ek ladka ek bed se bandha hua hai jo ajeeb tarah ki awaaje nikal raha tha aur gurra raha tha....
usske ek haath par paati bandhi thi..
humko aaya dekhkar waha pappu bhai uthkar humare paas aagaya...
pappu - dekh rahele ho baap yeh apun ki eklauta jeene ka sahara kaise tadaf raila hai......isska maa apun ki goad mein issko dekar ..pahelich chala gaya ab yeh bhi .....itna kahkar woh ronelaga....
Mein - yeh haath mein lagi paati ki taraf baar baar muh kyu le jaaraha hai
shayad patti kholna chahta hai....
pappu - yeh issi ne apna haath khaya hai......baara baar yeh apna hi body ka mass nochkar khane ki koshish kar raha tha isiliye isse bandhkar rakha gaya...
Rimpy ab ready ussne pappu bhai ki taraf ek baar dekha ...toh ussne apna sir hilakar haa mein ishara kiya...
aur woh dawa ka ek drop ussko inject kar diya ....abhi koi 30 sec hi hue honge....ki woh baccha tadpne laga
chillane laga ki ...maar do muzhe...
uska dard badta jaaraha tha...
ek chote se bacche ko aise tadapte hue dekhna kitna takleef deh tha ...
pappu - sahab yeh kya ho gaya lagta hai mere Mannu ko ab koi nahi bacha sakta mein aur bahi dekh sakta sahab issko tadapte hue Aur usdne gun nikali...abhi woh fire karta iske pahele
dad ne uska gaath pakad liya
dad - pagal ho gaya hai apne hi bacche ko maarega...
pappu - toh aur kya karu sab mein isse aise nahi dekh sakta ....
tabhi humne dekha ki uss bacvhe Mannu ka tadapna band ho gaya aur uska hilna dulna band ho daya
Ussko aise shant dekhkar humko laga ki bahut der ho gayi hai...
Tabhi Rimpy aakar uski pulse check karti hai....
Rimpy - sir he is alright now......
yeh abhi behosh ho gaya hai......itna pain sahne k baad iske body ko rest chahiye.....24 hr k baad hi uthega..ab
Pappu bhai - Sir agar mera beta bach gaya toh aaj se yeh papou bhai tumahara gulam ban gaya......tumahare waaste apun jaan bhi dene ku picche nahi hatega...
Dad - dekh paapu apne bete ko dekh aaj tak tu jinko lootata aaya hai unki bhi family hogi .....jinko tumne maara hoga unke bhi bacche honge jo yateem ho gaye honge...
Pappu - sahab muzhe apni galti ka ahsas ho gaya hai mein apne saare gunaho ki saza bhugatne k liye tayar hu....bas asp mere bacche ko sambhal lena...
Dad - abhi saza bhugatne ka nahi saza dene ka wakt hai.....kya tum nahi chahte jinnke drug se tumahare bete ki aisi haalat hue ynhe saza ho...
kya tum bata sakte ho ki wih kaun hai
papou - sahab mein bas itna jaanta hu
Koi MS naam ka aadmi hai Jo DK reasearch centre ka md hai aur world k saare underworld don uss k liye kaam karte hai aur India mein Lala jo famous drug dealer hai wohi yaha ka supplier hai...
usske baad Dad ne RAW aur bhi govt security agencies Police ...aur apne agents ko DK reasearch lab par chappe marna shuru kiya ....Lala k godown mein chappe maare gaye jaha par woh drug badi maatra mein paayi gayi thi ........
mein Rimpy k saath milkar aur jyada maatra mein antidote bannane mein laga tha ......
aur dheere woh dawai bhi asar karne lagi
Lala k ek thikane par uska ek laptop baranad hua ...jissase unn school colleges ki list saamne aayi jaha yeh drugs pahunchayi gai....
issase aafected baccho ko dhundne mein aasani hogi.....
unn sabhi school ..colleges k students aur teachers ki list aur address nikale gaye.....aur unn ka ilaj chalu ho gaya.....
yaha ek bade se godown mein ......
Mayasur - Ha ...ha..ha...dhundo dhundo ...mayasur ek mayajaal haiisse pakadna assan nahi hai
asli reasearch toh yaha chal rahi hai
waha ek side mein bahut bade pinjre se the jissmein kuch ajib se jeev kaid the ....jinnka aadha shari insano ka aur aadha kisi ajeeb se jeev ka
MS - kitno ko thik karoge sangharak
tum thik karte jaao hum bigadte jaayenge .....dekhte hai kaun safal hota hai .....ha ha......ha
maza aayega...iss khel mein[/color]
[color=rgb(41,]innko yahi chodte hai aur dekhte hai A1kya kar raha
Mandir k niche galiyare mein A1 chalta jaaraha tha lekin woh galiyara tha ki khatam hone ka naam hi nahi le raha tha......
Tabhi mera dhyan galiyare ki deewaro par bane hue chitr par gaya ....toh pata chala baar baar woh hi chita aaraha hai ab mein samzgaya ki mein iss galiyare mein aise hi gol gol chakkar laga raha hu.......ab mein ussgaliyare ko dhyan se dekhne laga
tab muzhe dhyan aaya ki waha k deewaro par bane sabhi chitro mein ek chij ki samanta hai....
un chitro mein ek vyakti haath mein ulta kamal lekar niche ki aur dekhraha tha.....ab mein galiyare k farsh par kuch nishan dekhne laga to muze ek jagah par waise hi kamal ka nishan dikhayi diya.....
maine socha ki ho na ho yahi se koi marg hoga......maine apni 5 tatvo ki shakti ka upayog kar ke dekha lekin yeh dehkkar bada hairan hua ki meri koi bhi shakti yaha kaam nahi kar rahi hai.......
main kya karu kuch samaz mein nahi aaraha .... tha .....toh maine GK ko yaad kiya lekin woh bhi nahi aaya
apne gale mein padae hue Shivali k locket ko pucha lekin uss mein bhi koi hulchul nahi hui........ab mein gurudev se samparak karne ka praytna karne laga lekin woh bhi vyarth
ab mein apne aapko iss galiyare mein fasa hua mehsus kar raha tha....
mera dum ghutne laga tha....[/color]
toh socha gyan se har samasya ka haal prapt ho jaata hai.....
main gurudev k sikhaye hue ved aur upanishad k gyan ko yaad kar raha tha
toh upanishad ka ek sutra muzhe yaad aaya
ATMANAM BRAHMA
jiss shakti ki mein khoj kar raha hu woh aakash tatva se judi hui hai
aur aakash tatva k devta hai parabrahma aur hamare bhitar AATMA hi brahma ka swaroop hai
ho na ho yeh marg kewal aatmashakti se khulega aur aatma shakti tak pahunchne ka maarg hai Anahad naad
OM
tab maine Om ka dhyan karke apni aatmshakti ko jagane ka prayas kiya badi der tak prayas k baad mein bhiter hridaya gufa tak pahucha waha maine ek prakash punj ka darshan hua
ussi prakash k kendra mein ko dhyan karte hue jab maine uss kamal k nishan par paaon rakha toh wha ek tej roshni hui aur jab maine aankhein khol kar aapne saamne dekha toh meri aankhein khuli ki khuli raha gayi woh drishya dekhkar mere rongte khade ho gaye....
abhi k liye yaha tak....
agla update jald hi......