[color=rgb(41,]Update - 69[/color]
[color=rgb(41,]ab tak aapne dekha .....Rimpy ki shakti jagrit hogayi....aur usske prabhav se kai danavo ka naash hua......Abhi Baaki danavo ka naash karke ......Mayasur k pooja wali gufa tak pahuncune ka maarg khojta hai .....toh usse waha ek sandesh milta hai.....
ab aage.......
Abhi ne socha na haath aur na paao ....aisa toh Naag roop mein hi pravesh paaya jaa sakta hai.....aur ....naagjaati....mein tamogun hota hai .....aur tamogun ...tamogun ko nahi rokta,.....isiliye.......naag roop mein woh aasani se pravesh paa sakta hai.......
Abhi ne apne Nagshakti ka dhyan kiya.......aur dekhte dekhte woh ek chote se naag mein badal gaya.....aur waha bane chote se chidra se bhiter pravesh kar gaya.....
ander jaakar usne dekha ki Mayasur hawan kund mein mass ki aahuti de raha hai........maya sur ko dekhkar abhi ka krodh badne laga........kyuki pahele bhi isne bahut utpat machaya tha.........
Abhi wapas apne roop mein aagaya........mayasur ko pata hi nahi chala ki koi gufa mein bhi pravesh kar gaya hai........
Abhi aage bada aur ek jor dar laat mayasur k pith par de maari.....aur mayasur karahte hue dur jaa gira.........
Acchanak hue humle se woh hadbada gaya........aur jab ussne Abhi ko apne saamne dekha toh......
mayasur - dard se karhte hue .....ahhhhh...ahh....Rakshak ....mein toh tumhe Shoorveer samazta tha ....tum kab se picche se waar karne lag gaye.......
aur kisi ki pooja mein vighna dal adharm gai......
Abhi - Mayasur tum jaise paai k muh se dharm ki baatein shobha bahi deti........tumahare jaise paapi asuro ko samapt karne k liye jo bhi kiya jaaye woh dharm hi hai.....
Mayasur - lekin tum yaha aaye kaise........Yeh jagah toh Sudhakar dwara rakshit hai........ohhh toh .....mayasur k saath viswasghat......Sudhakar ...pahele isse dekh....lu....baad ..mein tumhe aisi maut dunga ...k fir kabhi koi mayasur ko dhoka dene ki sochega bhi nahi.......
Mayasur ne apni maaya ka prayog karne k liye haath aage kiya lekin yeh kya aaj woh kisi......maaya ka nirman nahi kar paa raha...tha.......
woh hawan usski saari maya khatam kar chuka tha......
kyuki ki woh jo hawan ka raha tha usme manv maas nahi danav ka maas tha......
Abhi mayasur k paas kewal shastro ki aur do tatvo ki shakti thi.....
Mayasur ki maya ko khatam hua dekhkar Abhi ne apne shakti trishool se uss gufa ko tod diya ab dono khule maidan mein aagaye.....
Abhi - Chinta mat karo mayasur.....jaanta hu ki tumahari maya ab nahi rahi......ab yudh hoga sirf bahubal se .....aur shastro se......
ab dono aamne saamne apni apni talwar lekar aagaye.......
Mayasur ne mera upar talwar ka humla suru kar diya........ Mein martial arts ki technique ka istemal karke uske war se bach bhi raha tha aur uske har war ko block bhi kar raha tha.....ab muzhe is khel mein maza aane laga tha...... ....Vo lagatar ek hi speed sa mujhpar humla kar raha tha...
Mein usse dhuri bana kar lad raha tha.....
, jiski vajah sa usse mujhpar humla karna mei kaafi pareshani ho rahi thi ........jiski vajah sa uski gatti kam ho rahi thi....aur issi ka fayda uthakar mein apne pairo ka istemal karke ....uspar kicks barsane laga ........
Ek toh uska koi war muzh tak nahi pahunch raga tha aur dusra ...kabhi uske chatti par kabhi pet par mere kicks pad rahe the.......isse usska krodh badne laga ....
yahi toh mein chahta tha ....kyuki ....yudh k samay ka krodh .....buddhi har leta hai......aur vyakti aisi galti kar baithta hai jo uske ant ka kaaran banta hai....
Apne saare waar bekar jaate dekhkar usska krodh badh gaya aur
ussne ...[/color][color=rgb(41,].jal tatva ki urja se [/color]
[color=rgb(41,]humla kiya ussne ek bahut bada paani ka ghera muzh par choda ........., jisse meina badi aram sa rok liya aur uska ek bhi humla mujh tak nahi pahucha....
Maine usske pani k war ko ki vayu tatva ka upayog karke barf k tukdo mein badal diya...
aur ussi par chod diya.......
woh ab maalla yudh ( wrestling) ka prayog karke ladne laga .......
Usna sabsa phele apna haatho ka istemal karna suru kara.. Uska suru ka kuch humla to meina idhar udhar karka bach gaya.. Par uska ek punch mujhe apna face par laga....
muzhe punch lagta hi dhur jaakar gira jamin par.. Mera muh sa khoon nikalna laga tha... sach mein mayasur bhi kou kaam nahi tha takat mein......tabhi toh asuro ka senapati bana
Uska punch mei bahut takat thi.....
mere girte hi Mayasur k chehre par khusi aagayi....... mein fir sa khada hua aur apna muh saaf kara.. Mujhe khada hota dekh usska gussa phir badne laga....... Vo mujhpar humla karna ka liya ek baar fir sa tayar tha...
Vo iss baar meri taraf teeji sa aaya aur apna haath sa mujhe maarna ki koshish karne laga ... Par isbaar meine ninja technique sa uska ya humla block kar diya... Meina jaisa hi uska humla block kara
ab ussne apni aakhiri vidya jissmein usse maharath hassil thi ....
Dhanush vidya ka prayog karne ka socha .........
maine bhi Dhanush lekar uska saamna karne laga.......
mera paas kewal panch tatva k divyaastra the........unhi ki sahyata se mein usse yudh karne laga........
usske kai teer muzhe aakar lage the jisse mein ghayal ho gaya tha..........
Tabhi usne apna dhanush ko aakash mein uthaya aur kuch badbadane laga.......
aakash ka raang badal ne laga......bijliya kadak ne lagi .....tabhi ....mere mann se Shivali ne phir sampark kiya..........
Savdhan jaan yeh Brahamastra ka prayog karnewala hai.....jaldi se isska dhanush tod do........
tab maine turant apni gada ko uspar chod di.......jo jaakar usske dhanush se takrai.......jisse uska dhanush tut gaya aur woh dur jaakar gira.........
uski haalat bahut kharab hogayi thi.........mein sochne laga....mere itne byayankar war se isse kuch nahi hua ........lekin iss gada k ek prahar se usska aise bura haal hua......
woh gada apas mere paas aa gayi thi.....
aur mein chal pada jamin par gire mayasur k paas.....jo tadpta hua karah raha tha.....
Maya sur - nahiii yeh nahi ho sakta.......bhramha ji Vardan se koi satvik aur devik urja muzhe maar nahi sakti......ahhhhh...kewal ....aasuri urja hi.....meri mrityu ....ka kaaran ban sakti hai....ahhhhh....lekin yeh gada.....
( asal mein bhim ki gada Jo abhi ne prapt ki thi....mahabharat k yudh k samay jab Ghatotkach ka vadh hua ...tab usski saari urja apne pita ki gada mein sama gayi thi......jisse bhim ne maha balwan 100 kauravo ko issi gada se maara tha )
Mayasur badi katinayi se khada hua .....aur meri taraf bada.....ab mein aur der nahi karna chahta tha........maine apni gada ka ek jordar prahar uske sir par kiya.......
aur uske saath ki samapt hui mayasur ki jeevan leela......
Mayasur maara ja chuka tha........
Abhi phir waha se sabko teleport hokar wapas water park k kone mein chala gaya........
ab sab par kiya gaya sammohan samapt ho gaya tha.....
Abhi ne sab k mind ko control karke yeh bitha diya k swimming k baad sab yaha aaram karne aaye ...hai....
lekin Addu ....Ritu ..aur ..Rimpy k mind ko nahi control kar paaya......
Addu - bhai hum yaha kaise ....muzhe toh aisa laga tha ki kisi ne muzhe paani mein kich liya tha...
Ritu - haa betu ...hum sab toh swimming kar rahe the ...........
mein - nahi di ...hum sab toh yaha aaram kar rahe the ....aap sab se puch lo..
Rimpy meri taraf ghur ghur kar dekh rahi thi....
usski aankhon mein bahut saare sawal the.........
Rinku - yar Abhi kuch khilayega bhi ya hum sabko ab bhuke maarne ka irada hai.....
Lima - Rinku ki taraf dekhte hue....tumhe toh bas khane ki suzhti hai.....udhar Sanku ko dekho....
yaha Sanku aur sophia dono ek dusre mein khoye hue the........
muzhe pata lag gaya ki yaha sabke pair ban gaye hai........
Addu - Bhai chalo na .....ab ....muzhe bhi bhook lsgi hai....
phir hum waha ek restaurent mein gaye ...aur ..apni pet puja ki.......
aur chal pade apne ghar ki aur..........maine pahle Addu ...Deepu....aur...di ko ghar choda ....phir Rimpy ko lekar nikal gaya.........
mein Driving kar raha tha.......
Rimpy - Babu ...kta ab mere saare sawalo ka jawab milega.....
mein - Rimpy thoda intezar aur.......tumahre room mein chalkar baat karte hai.....
aur woh chup ho gayi......bas muzhe ghure jaa rahi thi....
Ab hum Rimpy k ghar pahunch gaye the.......
Room mein aate hi usne door band kar diya ....sawalo ki zhadi laga di....
Rimpy - yeh sab kya hai Abhi......tum ....kaun ho .....aur yeh ....super powers.....kaha..se ...aayi........aaj k jamane mein bhi ...woh ajeeb sa danav.......
muzhe kuch samaz nahi aaraha.........
woh log kaun the jo sabko le gaye the.....woh koi insan nahi lag rahe the........
aur jab meri aankhien waha khuli.....toh mein kaise unse ladi....muzhmein itni takat kaha se aayi..........jab piche se mere sir par mara uske baad mere sharir se hara prakash nikalne laga....uske baad kya hua muzhe kuch malum nahi......
aur jab abhi dekha rahi hu toh woh ghav aur chot ka nishan kuch bhi nahi hai.........bolo....chup kyu ho......mein pagal ho jaaungi.....uffff
mein - bas karo meri zhansi ki rani ......ek saath itne sawal ........ab bilkul chup.......
pahele yeh dekho jo dikha raha hu.....
phir maine apni maya ka prayog karke ......usse gufa ka woh scene dikhaya jab woh danavo ko patther mein badalkar .......maar rahi thi....
Rimpy - kya yeh main hi hu ....par maine yeh kaise .......kya mere paas bhi super power ....hai....
phir maine apne baare mein sabkuch usse bataya ..........aur yeh bhi k 14 loko mein meri shakti bati hui hai.....unko muzhe haasil karna...hai.....
Rimpy - ohhh toh mera babu iss shristi ka Maharakshak hai...wow....
yane k bahut bada super hero Super man se bhi bada....
lekin woh 14 loko ki shaktiya tumhe kaise milegi......aur mere paas jo power hai woh ....usska kya......
Mein - jaan chodo na iss baat ko ab .....baad mein bata dunga ....pahele ......thoda karib toh aao na......aur maine usse apni baahon mein khinch liya ....aur jaise hi usse kiss karne wala tha...k usne apna haath bich mein rakg diya.....aur muzhe alag ho gayi
Rimpy - nahi jo kuch bhi hai abhi batao ....baaki sab baad mein......
mein apni 14 patniyo wali baat abhi usse nahi batana chaha raha tha.....
Mein - kyu zid kar rahi ho jaan ....kuch baatien samay par chod deni chahiye.....
Rimpy - Abhi aur bahane nahi......yadi tum muzhse pyar karte ho toh tumhe meri kasam.....sab kuch batao.....
Mein - yeh kya hai Rimpy.....kya tumhe apne pyar par vishwas nahi jo kasmo ka sahara le rahi ho.......jaha pyar hota hai waha vishwas hota hai ....aur jaha vishwas hota hai waha kasmein nahi hoti.....kya yahi hai tumahara pyar.......
Rimpy - rote hue bas karo ...jaan ...bas..karo...aise mere pyar ..ka apman toh na karo......
yadi tum hi muzhse roith gaye toh meri saanse bhi roith jaayegi....
Rimpy ka roni mera dil chir raha tha.....
maine socha ki 14 shadiyo ki baat sunkar woh woh dukhi ho jaayegi ...kyu ki woh bahut possesive kism ki thi.....mein baat ko taal raha tha........
lekin mera taslna gi uske dukh ka kaaran ban gaya....
Mein - thik hai jaan toh suno.......
Rimpy - nahi ab muzhe nahi sunnana hai.....jiss baat ko tum chupana chahte ho jarur kou wajah hogi........mein hi galat thi......aur phir se rone lagi.....
mein usske paas gaya......aur usse kandho se pakadkar apni taraf ghumaya......aur uske hontoh ko chumne laga.....badi der tak hum ek dusre k hontho ko chumte rahe jab saanse bhari hone lagi toh hum alag hue......ab uska rona band ho chuka tha.......
mein - ab thik ho ...ya ab bhi kuch kahna hai.....
ussne na mein ishara kiya......
phir maine Apne 14 shakitiyo k raaz ko bataya.......
aur 14 patniyo k raaz k baare mein bhi.......
unn 14 mein se meri ek shakti tum ho jo hamare milan k baad muzhe prapt hogi....
Rimpy - yani ki meri 13 sautane aur hogi......mein toh tumhe kisi aur k saath bardast nahi kar sakti......toh Aur 13 kaise........
Mein - Rimpy tum sab alag alag hote hue bhi ek ho ....kuyki tumsab ek hi sakti k alag alag ansh ho.......mera pyar sab k liye barabar hoga.....
baaki tum ab soch lo tumhe kya karna hai.......
yadi tumhe swikar hai ...roh kal tum mere ghar aaogi roz ki tarah ....
ab main chalta hu aur mein waha se sidha apne ghar aagaya.....
lekin car drive karke
aaj k liye itna hi......
agla update kal.......
[/color]