[color=rgb(41,] Update - 83[/color]
[color=rgb(41,]ab tak aapne dekha k Raktasur ka anth ho gaya ....aur pret lok asuro se mukt ho gaya .......[/color]
[color=rgb(41,]ab aagee....
Abhi Gk & team ..Pj & Bhadra k saath Pretlok k mahal mein aagaye
........Pret lok se asuro ka aatank toh khatam ho gaya tha .........Abhi ko yeh aabhas ho raha tha k uska aage badne ka marg yahi se hokar jaata hai.....
Yaha Patal lok mein ......
KS - Nahiiiiii...yeh nahi ho sakta ......aur jo sainik Raktasur ki mrityu ka samachar laaya tha uski garden apne khadak k ek hi waar se alag kar deta hai.........
kroddh k kaaran uski aankhien laal ho jaati hai jaise jalte hue laal angare ho.....
KS k saamne kisi ki bhi bolne ki himmat nahi ho rahi thi........
KS - Bhayaksh kya kaha tha tumne ......awasar do ......diya awasar ....toh kiya hua ......maine pahele hi Kaha tha k sawdhan raho ........
Main apni sadhna k wajah se bandha hua hu ......Abhi kewal 5 hi bali hui hai 9 abhi baaki hai ......
Nahi toh main hi akela kaafi tha Rakshak k liye ........
Abhi kewal apni shaktiya badhane ka prayatna karo.........Aur Maarkesh tum apne guptacharo ko 14 bhuvan mein kriya shil kardo ......
koi toh kamjori hogi Rakshak ki hume wohi hi pata karni hai ......jab tak mera aadesh nahi milta ....tum nazar rakhne k siwa kuch nahi karoge.......
Sabha barkhast ho jaati hai.........KS waha se apne pooja kaksh mein jaata hai .....aur hawan kund k aage baith jaata hai .......
KS - Rakshak bada shauk hai na tumhe shatruo ka saghar karne ka ....ab ...dekh mera indra jaal
aur hawan mein apni dahine haath ko chira lagakar kuch mantra bolta hai .....toh usmein se ....sammohak naam ka ek sapt rangi . ..Baccha..jiske sharir se alag alag rang pragat ho rahe the.......
Sammohak (sk) - Aagya kare asur samrat.......
KS - Sammohak Tumhe pata hai kya karna hai.....
lekin dhyan rahe apne aapko uske saamne pragat mat karne ........bas
uski shakti ko hi astra banakar uske virudh prayog karna hai.......
Yaha Abhi ab ATAL LOK ko asuro se mukt karne ki yojana ko aage badhane k liye .......Abhi apne naye safar ki shuruwat k liye jaane liye Pretraj ki aagya lene gaya...
unse unhe pata chala k Atal lok jaane ka marg pretlok se hi jaata hai.......
Bhadra bhi saath jaane ki zid karne lagi, .lekin Abhi usse le jaane k paksh mein nahi tha ....
..Abhi - Nahi jaan mein tumhe nahi le jaa sakta ...aage pata nahi aur kitni chunautiya aane wali hai, ..aur tumhe abhi aur abhyas ki awashyakta hai ..
.kyuki abhi tumahari shaktiya nayi hai ....tumhe unke baare mein gyat nahi hai..
.
Pj - aap uski chinta na kare rakshak ....Bhadra ko mein swayam prashikshan dunga....jisse yeh jaldi hi saari vidyao mein parangat ho jaaye.....
Abhi - aur waise bhi vivah k baad tum mere mann se jud chuki ho ...ab jab bhi tumahara mann kare tum muzse baat kar sakti ho ....
Abhi waha se vida hokar GK aur uske sainiko k saath Atal lok jaane wale portal mein praveah kar jaata hai..........
jaise hi woh sab log uss portal se bahar nikle unke saamne ek vishal aur ghana jungle tha ....lagta tha kai varsho se yaha suraj ki roshni tak nahi pahunchi.....
Ghane van k uss raaste par jaane ka vichar tyag kar pahele toh unhone aakash marg se jaane ka vichar kiya....
phir socha k isse shatru satark ho sakta hai.....
Toh Abhi ne apna prwt roop dharan kar liya aur uss van k pedo se hoya hua apni tez gati ka prayog karte hue Van ko dekhne laga .....
lekin poore van mein siway bade bade pedo k kuch nahi tha.........
Abhi ne socha kahi yeh maaya toh nahi .....toh apni antarman ki drishti se dekha toh woh kou maaya nahi thi charo taraf ghane jungle se woh log ghere hue the.......
Abhi ne ab aakash marg se hi jaane ka nirnay liya .......Abhi aur GK dono aakash mein uss jungal k uper pahunche .....tabhi jungle se kisi bacche ki madat k liye pukarne ki aawaj aayi .....
jab dono ne nicche dekha toh jungle mein kaale andhere k siwa unhe nazar nahi aaya
tab Abhi ne apni agni urja se waha thoda sa prakash kiya toh unhone dekha k ek baccha buri halat mein bhag raha tha aisa lag raha tha jaise qoh kisi se apne pran bachane k liye bhag raha ho.......
Jab Abhi ne dhyan se dekha toh ek bada sa kaala bhediya uas bacchw k picche laga hua tha.....
Abhi turant niche aagaya aur bhedyia aur uss bacche k bich khada ho gaya.....
apne shikar k bich mein Abhi ko aaya dekhkar bhediya guraya ..uski aakhien andhere mein chamak rahi thi......
Uss bache ne abhi ko jab dekha toh usko ekdum pakad liya ,
Baccha - Bhaiya muzhe bacha lo ...dekho na yeh bhediya muzhe kha jaayega........
Abhi - chinta mat karo beta , ...tum abhi bilkul surikshit ho .......
Bhediya Abhi ki taraf ghuraye hue dekhne laga ......uske muh mein bade paine daant aur bahti hui laar usse aur bhayavah bana rahi thi
tabhi uss bhediya ne Abhi par chalang laga di......aur Abhi ne ek jor dar punch uske jabde par maara .....aur woh bhediya sur jaakar gira .....jisse dwkhkar baccha khushi se taali bajane laga
Bhediya phir Abhi k taraf aaya ....toh Abhi ne apne haath se jabda pakad liya ...aur chir diya ......jisse woh bhediya wahi mar gaya .....baccha khushi se uchalne laga.....
Baccha - aapka bahut bahut dhnyawad bhaiya ...aaj aapne meri raksha ki hai .......agar muzhe kuch hota toh ...meri dadi ka kya hota.....
Abhi - beta yaha toh dur dur sirf jungle k alawa aur kuch nahi hai ....na koi basti hai toh tum kaha se aaye
......aur Abhi yski aankhien padneki koshish karne laga
lekin safal nahi ho paa raha tha ....kyuki ki jab bhi Abhi uss bacche ki aankhon mein kuch pata karne k liye dekhta ....toh woh jaane kyu apna sa lagne laga tha .......
Uss bacche ko dekhar Abhi aur GK dono ko bhi woh apna sa laga .....
Baccha - Bhaiya yah paas mein hi hamara gaon hai chaliye dikhata hu
....aur woh baccha aage aage aur dono piche piche tabhi baccha ek badi si chattan k piche pahunch jaata hai aur dono ko bulata hai ......
jab dono waha jaate hai toh dekhte hai uss patther piche ek surang hai....baccha usmein chala jaata hai......
Abhi - accaha beta aapka naam kya hai....
Baccha - mera naam Mohak hai
Abhi - sach mein tum bade mohak, aur pyare bhi .....meei wk bahen bhihai bolkul tumahari hi tarah.......
uss surang se ek maidani ilaka tak pahucnhe ....jaha thodi thodi dur par chote chote ghar bane hue the , ...
Abhi poori tarah satark tha usne phir antarman ki drishti se uss gaon ko dekha k ywh maaya toh nahi....lekin woh sab ghar asli the.......
Abhi - Accha mohak ....tumahare ghar mein kaun kaun hai......
Mohak - sirf mein aur meri dadi ,, Dadi kahti hai ki jab main bahut chota tha toh bhediyo ne mere mata pita ko maar diya tha ......
Ek ghar ki taraf ishara karte hue.....lo aagaya mera ghar......aap yahi ruko ...mein dadi ko dekhkar aata hu ......aur Mohak ander gaya........
Lagta hai dadi kahi jaruri kaam se bahar gayi hogi....abhi jald hi aajayegi........
Abhi ne dekha k Mohak ka muh kuch utara hua hai........
Abhi kya baat hai beta ....aise udas kyu hogaya.....
Mohak - aapne meri jaan bacahyi lekin mein aapki koi sewa nahi kar saka.......dadi bhi pata nahi kaha hai.........
Abhi - Koi nahi beta hume kuch nahi chahiye
Tabhi mohak apne aas paas dekhta hai usse apne ghar k bahar.....kuch phool khile hue dikhe .....
Mohak waha gaya aur unn phoolon ko lekar aaya ...yeh phool bade hi alag the ....yeh saat tang k the aur inse nikal ne wali sugand badi hi acchi thi .......
Abhi aur GK ne muskurate hue uske haatho se phool lekar sunghne laga.....uski suganda dono kho se gaya......
tabhi Abhi Aur GK ne dekha k waha bada hi bhayanak Asur khada unki taraf hi bad raha ..dono ko alag asur dikhayi de rahe the .....
dono apne apne saamne dikhayi dene wale asur se yudh k liye tayar ho gaye .
......Gk apni talwar lekar uss asur ki taraf dauda aur jordar war kiya ..
toh uss asur ne badi furti se uske war ko block kar diya ....aur use kick maarne hi wala tha k GK piche hat gaya .....
woh asur aage bada aur ek mukka GK k pet mein maara......jissase Gk niche zhuka toh uss asur ne apne ghutne se GK k naak par prahar kiya ......jisse GK dur jaakar gira ......
GK apne aapko surakshit karne k liye khud wahi chip gaya aur apne danavo ko uss asur se ladne bheja
Yaha Abhi ne jab uss asur ko dekha jo dikhne mein bada bhayankar dikh raha tha......toh dekha ki woh apni talwar lekar abhi k taraf dauda ...jaise hi uska war Abhi par padta Abhi ne uskw waar ko block kiya , aur ek kick uske pet mein maari lekin woh bach gaya .....
Abki baar phir Abhi ne uuspars par waar kiya toh Abhi ne ek jordar kick uske pet mein maari jise woh zhuk gaya toh abhi ne jordar prahar uske naak par kiya jisse woh asur dur jaakar gira .....
abhi uss or badne hi wala tha k .....ab uske saamne do asur ek saath aagaye.....Abhi undono k saath ladne laga , ....woh dono viparit disha se abhi ki taraf apna khadak lekar daude .
..toh Abhi ne apni gada se bijli ki gati se unke sir par war kiya ...jisse un dono k sir tarbuj k tarah khil gaya.....
Abhi GK ko dhundne laga toh woh waha kahi bhi dikha nahi....
woh kuch aur karta k waha ab 4 asur aagaye .....unko bhi Abhi ne apne gada k war se dharashayi kar diya....k Tabhi Waha 8 asur aagaye ......
jaise jaise Abhi unko marta gaya unki sankhya badti jaa rahi thi ....
.Abhi alag alag shastro se unpar war kar diya ....lekin phir bhi unku sankhya badti jaa rahi thi.....
Abhi ko yaad aaya k aisi shakti Uske mitra GK k paas bhi hai ........
ho na ho jiss asur se pahele mukabla hua tha wahi in sab lagatar badte hue asur ka mool hai .....pahele usse hi samapt kar na hoga.....
Abhi ab un asur k pran naa lekar bad apne prahar se bas unhe murchit kane laga ....jisse Asuro ka badna ruk gaya taha......
Ab Abhi pret roop dharan kar ke, uss asur ko dhundne laga ....aur ped k bhiter sama gaya.......
jab Uss asur ne dekha k ab waha koi nahi hai ...Apne aapko surakshit dekha bahar aagaya....
jaise hi Abhi ne ped k ander rahte huve uss asur ko dekha toh Abhi ne apni gada se ek jordar prahar uss Asur k sir par maara ..jissne woh asur niche pada tadapne laga.....
Woh asur jameen par pada apni Akhri sanse le raha tha.....Abhi ne uska khel ek zhatke mein
khatam karne k liye apni gada uthayi.........ki tabhi dur se kisi ki aawaj sunayi dene lagai......nahhhiiii
aaj k liye itna hi ......
agla update kal.......
[/color]