UPDATE 2
aab agge in class room.
Dev :arre akash kaya haal hai
akash :sab mast tu bata yaar.
5
Dev :bus apna to tuu jannata hi hai na aurr dev ka shir nicche ho jata hai
akash:yaar tu uss ke baare mai jada na soccha kar
dev :tu thik kahhatta hai yaar ab teri baat maaan kar to maine ghar par bhi
darama shuru kar diya hai par yaaar mujhe bahut bura lagata hai asse sab ko
erritate karrna aur maa ko esse bolnnna to khuch jada hi bura lagata hai bhai
Akash- yaar ab kar bhi kaya sakkate hai bus too yaar ghar sai nikkal jaa
Dev: yaar ye too kaya kah rha hai bhai
Akash : sahi yaar agr unn logo ko ye patta chal gay to vo log to maarr hi
jayenge aur dono ke aakho sai aasu nikal jatte hai par madam ko aate dhekh kar
dono apna face rumal sai saaff karte hai
Madam: good morning baccho mera naam Meera hai aur mai aap ki english and class
teacher bhi hoo too agar koi bhi help ki jarruat ho to mujhe bata dena only
study related any doubt
class: No mam
Meera :that's good to ye aap logo ka pahela din hai 10 standerd mai too aap sab
ko pata hi hoga ki ess saal aap logo board denna hai too bahuut hardwork karana
hoga
6
class :yes mam
Meera : to thik hai apnni books nikaloo ....
..asse hi 3classess ke baad inteval ho gaya sab Canteen mai janne lage
Akash:yaar aaj kaya order karu
Dev : yaar kuch spicy order kar bHai
Akash

k
tabhi ladka1[sam naam hai ess ka ]
Sam- abe chutiyee tu kab sai spicy kahhnne laga
Ak:jab sai teri bhen Ess ke picche padi hai
Sam: jada mat bol nhi too
Dev :sorry sam akash yaar tu ja lekar aaa
第 7
sam :ye ki na kaam ki baat aur tu ab chup chhap ess faattu ke sath beth ja
samajHa
Akash-tri tooo.......
dev usse pakad kar agge bad jata hai
Komal :bhai app uss sai assa ku bolte ho...
Sam : ussne tujhe naa kaha kaise jab tumhare sath ghumatta tha tab to baada
accha lgata tha ab kaya ho gaya
Komal : bhai app ko kuch doubt nhi ho rha jo ladka aap ke jaan dene to tyaar
rahhata tha aaj 1mahine mai kya badal gya sam ke dimag kharab ho jata hai
Sam :komal gusse ke vajah sai maine to ye soccha hi nhai
Komal:bhai kuch to pata kareyenaa
Sam :tum sahi kaheti ho oyee rajiv (ladaka 2) jara yaah aa
8
Raiv (rv):ji bhai
Sam :yaar tu ja kar pata laag ye saale dono kaya khicchadi pakka rahe hai
Rv(rajiv ): kaya didi ki shaadi ho gayi aur humme bulaya bhi nahi ye to galat
hai party to banati hai
Sam(gusse mai )-abe yaar tujhe harr time bakkchodi sai fursat nhai hai yaar mai
yaha serious baat kar rHa hu aur
Rajiv -sorry bhai sorry sis
Komal-koi baat nahi bhai par jo bhai kah rahe hai uss kam ko kar do please
Rajiv-bhai bhi bolti ho aur please bhi
9
Komal-sorry bhai aage sai essa nahi hoga
Rajiv-par tum dono uss mai etana intrest ku le rahe ho jab usse apani dosti ki
kimat hi patta nahi hai
Komal--phele app pata to karoo aap ko khud patta laga jayega ayr bhai morning ke
liye sorry
Rajiv-koi baat nahi sis accha mai Phir kaam pe lag jatta hu
Sam-mere kaam pe laganna ladkiya maat ghurnne lag jaanna
Rajiv-tu nhi shudhrega ga yaar kass vo time phir aa jaye
Sam-chal jada santi maat ho
10
Rajiv-ye shaam ko milte hai
school kahatam honne ke baad dev aur akkah kisi ke ghar ke baahar (bell
ringingg) kahhtak
Dev-aunty namaste auntny
Aunty (rekha akash ki maa )-aaoo beta.
Dev :arre aunty uncle kaha hai
Aunty -upper hai
Akash-chal yaar uppar chal
Dev-hello uncle namaste kaise ho aapp
Uncle -bus badiya tum battoo
Akash-abb vo sb chhodo ye battoo kaya patta chala
11
Rakesh -(akash ke papa)-beta khuch kah nahi sakkte par US sai mera dost aa raha
hai vo tum logo ki maddad kar sakatta hai kyuki mujhe vo kah rha tha ki ussne
kuch to naya bannya hai
Dev-par uune researsh sai humara kaya fayeda
Rakesh- abb ye to vo hi jaanne mai dr ho buss dava de sakata hu aur baaki sab
upper wale ke haath mai hai (mahol jada garam hota dhekk)
Dev-upper wale room mak koi aya hai kaya (tinoo jor sai hassne lagate hai par
unnhe ye nhi pata ki koi unnki baate record kar raha hai