S
StoryPublisher
Guest
UPDATE * 152 (B)
Mai—aap ratna ko bulao to pahle
Maya—ratna…yaha nahi hai
Mai—yaha nahi hai…..? kya matlab….?
Maya—vo Trikal ke kabze me hai
Mai—kyaaaaaaa……? Trikaaaaallllllllll
Ab aage…………….
Divya—lekin vo to apke sath thi na………?
Maya—ha magar…..
Mai—mujhe aap poori baat bataiye….
Maya—Ratna bechari bahut tadpi hai tumhare intazar me.....tum dono ki mrityu ke baad ke baad Prachandasur ne use qaid kar liya.....har roj use tarah tarah ki yaatnaye deta raha
Us bechari ke nazuk zism par kode baraste rahe kintu usne himmat nahi hari....kitne hi varsho tak uske upar julm hota raha....lekin ratna ne neel mani ka raaz nahi bataya us papi ko
Trikal us samay sadhna me leen tha......jab Prachandasur kuch bhi raaz ugalwa pane me asmarth raha to usne beech chourahe par uski izzat lootne ki koshish ki....bechari ko ghasit kar vaha laya gaya
Vo roti rahi...saajan..saajan chillati rahi lekin koi uski madad ko aage nahi badha....tabhi jaise ek chamatkar ho gaya jab ratna ki izzat bilkul lutne hi wali ho chuki thi ki tabhi vaha ek jaljala aaya...
Ek bahut hi bhayanak chehra sabke samne aa gaya....jise dekhte hi kisi ke bhi rongte khade ho jaye....Yamraj..ha yahi naam tha uska...vo sach me yamraj hi tha
Usne aate hi vaha kahar dha diya....jo bhi uske samne aata...use vo do tukdo me cheer phad deta....charo taraf uske naam ki dahshat phail gayi
Prachandasur bhi Yamraj ke prakop se nahi bach paya.....usne us dushta niradham ko kutte ki mout maar kar jaise aandhi ki tarah aaya tha vaise hi toofan ki tarah chala gaya
P’asur ke marte hi maine ratna ko sahara dekar apne ghar tak le aayi....aur vo yahi rahte huye mujhe apni aap beeti sunane lagi
Ratna ki kahani sunane ke antim din ki baat hai....us din Trikal ki sadhna poorna huyi to use P’asur ki mout ki jankari aur ratna ke uske changul se azad hone ki bhanak lagi
Ye sunte hi Trikal gusse se pagla gaya....usne turant hi ratna ko pakad lane ko kaha.....lekin kisi ki bhi himmat nahi ho rahi thi ratna ko hath lagane ki Yamraj ke darr se
Trikal ne phir apni maya se kuch daityo ko prakat kar ke unhe bheja....un khunkhar nishacharo ne jabran ratna ko hath pair baandh kar ghasit le gaye
Tab bhi vo rote huye bas ek hi naam pukar rahi thi saajan ayega aur sab ko maar dega.....mujhe bachane jarur ayega mera saajan.....tab se uska koi pata nahi hai....ki Trikal use kaha le gaya...vo jinda bhi hai ya...
Maya ki jubani ratna ki dukh bhari dastan sun kar meri ankhe gusse se laal hone lagi.....mai gusse me apna khud par se niyantran nahi khona chahta tha isliye ankhe band kar ke ek jagah baith gaya
Vahi payal didi hairan pareshan khadi hokar mujhe dekh rahi thi unke to kuch bhi samajh me hi nahi aa raha tha... kuch der tak ankhe band rakhne ke baad mai apni jagah se uth gaya
Mai—aap in dono ka dhyan rakhna
Payal—nahi…mai tujhe akele kahi nahi jane dungi
Divya—mai bhi
Mai—maine faisla sunaya hai....salah nahi mangi
Payal—nahi jane dungi akele....mujhe aisa faisla manzur nahi hai
Mai—agar aap gayi to ratna ki jaan ko khatra badh jayega aur sath me mere liye bhi
Payal—mai uski gardan kaat dungi
Mai—Trikal apki dharti ka koi mamuli admi nahi hai balki vo ek tantrik hai aur vo bhi siddhi prapt tantrik...apki kulhadi uske sharir ko chhu bhi nahi sakti....samajh gayi aap
Payal—mai kuch nahi janti
Mai—theek hai ...........unicorn chalo
Unicorn—chaliye malik
Mai dono ko sath le unicorn ke sath adrishya ho gaya....unicorn hame Trikal ke usi gufa wale kshetra me le jakar ruk gaya
Unicorn—ab iske aage mai nahi ja sakta…..
Payal—kyo nahi ja sakte..... ?
Unicorn—ye poora kshetra maya se bandha hua hai....har kadam par mout hai aage
Mai—tum yahi rah kar dono ka dhyan rakhna
Payal—mai sath jaungi
Mai—aapke vaha jane se ratna ke sath sath meri jaan ko bhi khatra ho sakta hai….kya tab bhi…..?
Payal—nahi…nahi…tujhe kuch hua to mai jee kar kya karungi
Mai—to phir aap aur divya yahi ruko
Payal—lekin tu pakka ayega na.... ?
Mai—Trikal me itna dum nahi ki vo apke Raj ka samna kar sake
Unicorn—malik Trikal ab pahle se bhi adhik shaktishali ho gaya hai....use devil ki sari shaktiyan mil chuki hain
Mai—koi baat nahi....shaktishali hi hua hai na..... amar to nahi hua na....tum dono ka yaha khyal rakhna....vaise maine abhedya kawach bana diya hai tum teeno ke charo oor
Unicorn—theek hai malik
Mai unicorn se utar kar jaise hi kadam aage badhaya to vaha charo taraf se jahreele naago ke jhund meri oor tezi se badhne lage
Payal (chilla kar)—raaajjjjjj....apne apko bachaooooo
Mai (mushkura kar)—cool down didi….bas dekhti jao
Vo naag mujhe dasne ke liye jaise hi mere paas aaye….unke sharir me aag lag gayi aur vo sab jhund ke jhund usi aag me dhu dhu kar ke jalne lage
Mai nirantar aage badhta raha....vo jhund me aate rahe aur jalte gaye....aise hi chalte huye mai gufa tak pahuch gaya kintu aaj gufa me kahi se koi dwar nahi tha andar jane ke liye
Shayad Trikal ne apni maya se gufa ko charo taraf se pack kar diya tha....maine gufa me ek ghoonsa mara to apne aap vaha ki chattane chakna chur ho gayi aur ek marg andar jane ka ban gaya
Mai usi raste se gufa ke andar ghus gaya....ghuste hi mere samne kayi pishach aur daitya aa gaye...unhone mere upar aag ke gole fekne shuru kar diye
Lekin un aag ke golo ne mere sharir se takra kar unka hi vinash karne lage.....thodi hi der me vo khud apne hi kiye gaye praharo se mout ki need me so gaye
Gufa ke andar dhoom dhadake ki awaz sun kar Trikal jo ki koi kriya me baitha hua tha…uska dhyan toot gaya....usne ankhe band karke dhyan me jaise hi mera chehra dekha to uske ashcharya ki seema hi na rahi
Trikal (shocked)—agyant......par vo to mar chuka hai…..ye kaise ho sakta hai…ye jinda kaise ho gaya…itne varsho baad
Maine samne ki deewar me ek laat maar kar use gira diya……meri nazar sidhe samne hawan kund ke paas baithe Trikal par gayi
Trikal—ye nahi ho sakta…..tum yaha kaise aa gaye…..yaha koi nahi aa sakta
Mai—maine tujhe ek baar jeevan dan diya to tune uska duruprayog karna shuru kar diya…..
Trikal—mai Trikal hu Trikal…hahahaha….tu yaha tak aaya kaise….?
Mai—mere bare me jaan leta to achcha hota tere liye…..par afsos tujhe batata koun….? Kyon ki Raj ek Raaz hai
Trikal—achcha hua ki tu jinda hai....ab mera kaam asan ho gaya….hahahaha
Mai—maine suna hai tere paas bahut si shaktiyan hai.....khud devil ne tujhe apni shaktiya de di hain
Trikal—bilkul sahi suna hai tune ladke
Mai—theek hai...to devil ko bhi bula le phir...koi shakti deni baki na rah gayi ho...to vo bhi de de
Trikal—tere liye mai hi paryapt hu.....bachche....sidhi tarah se vo mani mujhe de de
Mai—mai to tere samne khada hu...agar tujhme himmat hai to le le
Trikal—tu mujhe lalkar raha hai....iska anjam bhi janta hai..... ?
Mai—tu kal bhi mera kuch nahi bigad paya tha aur na aaj kuch kar sakta hai
Trikal—hahaha....tabhi vo divya ke bina ghum raha hai...ab ratna bhi maregi....hahahaha
Mai—murkh divya aur ratna dono mere hi paas hain
Trikal—jhuth
Mai—tu to bahut bada tantrik hai...khud hi dekh le ....bahar khade hai dono
Trikal ne turant kuch mantra padh kar paas rakhe pani me dekha to us gufa ke bahar divya aur ratna (payal) unicorn ke sath dikhayi de gayi...use ghor acharaj ho gaya
Trikal—nahi...ye kaise sambhav hai....divya to mar chuki thi aur ratna meri tilismi qaid se kaise azad ho sakti hai...ye asambhav hai....ye nahi ho sakta
Mai—tujhe bahut ghamand hai na apni shaktiyo par....chal mai tujhe poora mouka deta hu...tere paas jitni bhi shaktiyan hain tu un sabko azama le...mujhe maarne me......mera vada hai tujhse ki jab tak tu apni sabhi shaktiyo ka prayog nahi kar leta mai tujh par koi vaar nahi karunga....jiase hi teri shaktiyo ne tera sath chhoda tujhe maar dunga
Trikal—tu trikal ko marega.....hahahaha...chal tujhe to mai marunga hi ab....phir mani bhi chhen lunga
Trikal gusse me aakar mere upar apne prahar karne laga....kabhi aag to kabhi pani...lekin har baar uske prahar use hi chot pahuchane lage....vo jo bhi vaar karta mere sharir se takra kar vo reverse hokar use hi jakar lagte
Vaar karte karte vo adhmara ho gaya...mai bas ek jagah khade hokar mushkurata raha....aur uski halat kharab hoti rahi... uski koi bhi maya mere upar kaam nahi kar rahi thi
Aur na hi koi ashtra shastra hi kaam kar raha tha....dhire dhire kar ke usne apni sabhi shaktiya use kar dali kintu koi fayda nahi hua
Trikal—ye kaise ho sakta hai
Mai—mere bare me jaan leta to achcha hota….par afsos tujhe batata bhi koun…? Kyon ki Raj to ek Raaz hai
Trikal—rajjjjj
Mai—ha….Raj…..aur ab tere paas koi shakti nahi hai trikal…ab tu ek sadharan admi se adhik kuch nahi hai
Trikal—nahi…ye nahi ho sakta…
Trikal ne bahut koshish ki phir se mere upar vaar karne ki lekin koi fayda nahi…..vo pareshan hokar yaha vaha chakkar kaatne laga
Mai—apne devil ko bhi bula le…..dekhu uski gaand me kitna dum hai…chal bula use bhi
Trikal dhyan me baith kar devil ko bulane laga......kafi der baad vaha ek bhayanak shakal vala chehra liye devil prakat hua kintu mere upar nazar padte hi vo gayab ho gaya turant hi
Trikal (shocked)—nahi...ye nahi ho sakta
Mai—ab tera samay khatam ho gaya Trikal…….chinta mat kar mai tujhe nahi marunga…..tu Yamraj ka shikar hai
Trikal—meri shaktiya kaha gayi…ye tujhe koi nuksan kyo nahi pahucha rahi
Mai—kyon ki Raj ek Raaz hai…..chal tujhe ek baat bata hi deta hu….jo bahar khadi hain vo divya aur ratna ka agla janam hain….aur ab tere marte hi ye ratna bhi apne aap azad ho jayegi
Trikal—nahi…mai aisa hargij nahi hone dunga…..tu hai koun…? Tu saajan ya agyant nahi ho sakta...kabhi nahi.....mujhe koi nahi maar sakta...hahahaha....na pahle tu maar paya tha aur na ab maar payega
Mai—tu Yamraj ka shikar hai aur tujhe vahi marega....mai to ye chala bahar
Trikal (chillate huye)—tu hai koun.... ?
Mai—Raj...ek..Raaz
Mai use vahi akela chhod kar bahar nikal gaya.....Trikal paas me padi Talwar utha kar mere piche bhaga lekin tabhi kisi ne use utha kar andar phenk diya
Trikal—aaaaaa.....koun ho tum..... ?
Y……A……M……R……A……J
Yamraj ka chehra dekhte hi Trikal khade khade apni jagah par gir gaya….phir utha aur bahar ko chillate huye bhagne laga….
lekin Yamraj ne uski ek taang pakad ke khinch li aur use beech se cheer diya…poori gufa me Trikal ki dardnak cheekh goonj gayi…….uske sharir ka poora khoon pine ke baad haddiyo ko aag me jala diya…
Yamraj—kitna samjhata hu..magar koi samajhta hi nahi….
“Mout Se Bhi Bhala Koi Bacha Hai Aaj Tak”