Update-41
Maine usko chhod phir vahi aaya tab sanjana ektak muje dekhne lagi... Usko yakeen nhi ho rha tha ki mai aisa b kr skta hu... Khair ab kya...
Ab aage --
Itna sab hone k baad rohan ne mujhse kaha ki usko uski behen ki safety pyari h. Maine usko kaha b ki ab tum logo ki marji h jo chaho vo karo..
Rohan : bhai... Aap mera ek kaam karoge...
Main : haan bolo
Rohan : aap sanjana ko apne pass rakhlo. Maine isko kabhi itna khus nhi dekha .. Jabse iske boyfriend ne isko dhokha diya h.... Tab ye bilkul toote gai thi... Vo isse galat kaam karwake bhaag gaya ... Usne sanjana se ek seth ramesh goyal ki account hack karwai.. Aur saara paisa leke sanjana ko dhokha de diya...
Main : kahin ye ramesh goyal shanti industry ka malik to nhi...
Rohan : haa vahi... Bechara bahut acha aadmi tha.. Ek accident me maara gaya aur jab iske gharwalo ko company k ghaate ko poora krne ki jarurat padi tab pata chala ki account me paisa hi nhi h... Company k share kisi dhanraj ne khareed rakhe the .. Usne usko hadap liya... Unke parivaar ka kabhi pata nhi chala... Unka ek beta h ankur jisko mai jaanta hu ... Bahut hi ghatiya kism ka aadmi tha vo... Apne baap ko gaali deta tha... Kehta tha ki ye mera baap nhi h... Meri maa ne kisi k sath muh kaala kiya h... Uski aulad hu mai... Asli baap ka naam nhi bata skta...
Ankur ko nayi nayi ladkiyo ka shauk tha.. Saala kameena...
Main : lekin itna sab kaise jaante ho
Rohan : kyuki vo sanjana k boyfriend ka dost tha ... Mai uska naam nhi leta lekin jab tum pooch rhe ho to suno...
Uska naam h vipin Chaurasiya....
Ankur aur vo dost the sath me ladkiya chodte the ... Phir vipin ki nigaah meri behen per padi... Jab mai fight club me account per tha... Mujhe jyada time nhi milta tha... Tab vipin ne meri behen ko bhola bhaala banke fasa liya... Ankur bhi uske hi raste per tha... Usne b ek anaath ladki ko fasaya tha ... Rani...Haan raani naam tha uska ... Bechari bahut samajhdaar ladki thi..
Kabhi bhi sanjana aur rani ek dusre se nhi mile kyuki unka plaan fail ho jaata... Vipin aur ankur sanjana ka rape krne wale the ...jab unka kaam ho jaata lekin sanjana maan nhi rhi thi... Tab ankur aaya.. Uski shadi thi us din... Usne kaha ki uski baraat me jaane wali bus ka accident ho gaya h... Bahut paisa chahiye kaha se lau... Tab vipin ne kaha tu chal mai paisa leke aata hu... Vipin ne sanjana se paisa nikalwaya... Aur ankur k sath faraar ho gaya...
Main : bhenchod... (Saala mere ander kisi ka past aur future jaanne ki shakti kyu nhi h... Bas thoda hi dekh paata hu.vo b samajh aane laayak poora nhi)
Rohan : bhai aap sanjana ko apni family me rehne dijiye... Mujhe lagta h vo yaha khus rahegi... Jab mai un dono se apna badla le lunga tab mai usko le jaunga..
Main : theek h
Vo ye kehke chala gaya... Vaada karake gaya ki mai uski behen ko family maanunga... Lekin bahut si cheeje aisi bata gaya ki saala dimaag hi confuse ho gaya ki ramesh goyal yaani mera baap... Ab to vahi mera baap h jab asli ka pata nhi... Mera baap apni maut se pehle itna pareshan tha... Mere jaane k baad kya kya hua.. Kaash mai na gaya hota...
Shanti teri maa ka bhosda... Aa rha hu.. Abhi tak teri chut pyaar se maari thi ab dekh teri kaisi halat karta hu mai...
Khair usko chhod mai ghar mahal me aa gaya... Chhoti aur neha chale gaye the.... Ruhi aur suryalekha to prabha ki khatirdaari me lage hue the... Jabki kavita aur roopa usko chhedne me lage the.. Vahi priyanka apni behen k room me thi... Uski sharm lag rhi thi... Isliye usne rani ko bheja ki vidya ka khayal rakhe... Vo b vidya se baate krne lagi aur priyanka kaam krne lagi... Sanjana setup me naye change krne me lagi hui thi...
Ab mai vaha pahucha tab ye najara tha... Maine halka apne hone ka ehsaas karane k liye khans diya .. Tab sabka dhyan mere uper gaya .. Prabha boli
Prabha : dekhiye na.. Ye sab mujhe kuch krne nhi de rhi
Main : ab isme mai kya kahu... Tumhari behene k tum hi samjhao...
Prabha : lekin abhi to mujhe aaram ki jarurat hi nhi h to ye sab kyu...
Main : ye ruhi ko bolo... Vo to sab jaanti h tab b aise kr rhi h... Maine isko saari ayurveda chikitsa ka gyaan diya h tab bhi ye aise karegi to mai kya kahu.
Ruhi : ye to mera prem h iske liye varna aap dekhna hamara bachcha kitna sunder aur taqatwar paida hoga
Main : hmm... Karwao.. Jo karana h
Itne me vaha sanjana aa gai aur boli
Sanjana : kya karaane wale ho?
Main : kuch nhi.. Ye sab exercise karne ko bol rhe h
Sanjana : are waah... Aapne pehle kyu nhi bataya... Mai isme expert hu... Mai sabko sikhaungi
Main : haan ye sahi rahega... Kal se in sabki training chaalu... Vidya aur prabha ko chhodke... Kuch din baad usko b le lena...
Kavita : suniye
Main : haan...
Kavita : mujhe apne maa aur bhai se milne ka man kr rha h
Main : are to isme poochne ki kya baat h... Tum jaa skti ho to jao na
Kavita : ji aapse pooche bagair kaise ja skti hu
Main : kyu... Tumhe lagta h mai naraj ho jaunga... Are agar aisa hota to mai gate kyu banata... Maine tum log kahi b aa jaa sako isliye to banaya h...
Kavita : nahi ji .. Vo baat aisi h ke... Vo hamare yaha pati ko bataye bina kaam nhi krte... Chhote mote kr lete h lekin jab badi baat ho tab poochna jaruri hota h
Main : ? muje khusi h is baat ki lekin aaj k baad tumhe jo krna h vo karo... Mai kuch nahi kahunga... Tum sabko Maine aise hi nhi chuna... Shadi dekhke ki h... Agar tum meri patni banne layak na hoti tab mai tum logo ko dikhata... Ki mai kya hu... Lekin ab pyar krta hu... Meri taraf se full aazadi h sabko... Ye bag bharke paisa h niche tehkhane me... Jisko jo chahiye laao...
Meri aisi baat sunke meri patniyaan khus ho gai... Paiso ki baat nhi... Meri caring dekhke kyuki mai unko band nhi rakhna chahta.. Chardeewari me...
Ve sabhi aake mujhse lipat gai... Khair Maine kaha ki chhoti k aane k baad hum log chalenge.. Isliye bag pack kr lena... Hum teleport hoke nhi... Train se jayenge... Taki agar koi pata b kare to use ye na lage ki mai koi bhoot ho jo kahin b chala jaata h...
Abhi mai baat hi kr rha tha ki mere mobile per call aane lagi... Unknown number tha... Maine pic ki...
Main : hello
Suman : ji mai suman bol rhi hu
Main : kaun suman?
Suman : ji vo bus me ?
Main : haa... Suman bolo
Suman : vo aap ne kaha tha ki aap hame job doge... Mai vaha se job chhodke aa gai hu... Aap meri job lagwa sakte h.. Bura mat maniyega lekin aap jaisi b job doge mujhe manjoor h ... Is waqt mere ghar ki halat achi nhi h... Plss aap adress likha dijiye
Main : are chinta mat karo... Tum shanti industry pahucho.. Mai tumhe vahi milta hu...
Suman : okay... Mai pass me hi hu
Main : aa jao mai b yahi hu..
Mai teleport hua shanti industry ki building k top floor per... Aur niche aaya... Vaha mujhe dekhke sab ajeeb sa muh bana rhe the... Maine kaha mai yaha k maneger se milna chahta hu...
Tabhi maneger b aa gaya aur mujhe dekhte hi bola... Tum ander kaise aaye... Guards bahar nikalo isko...
Maine rakh k diya uske gaal per thappad... Jiske lagte hi vo gira dhadaam se jameen per... Baaki sab dekhte reh gaye aur guard b apni jagah ruk gaye...
Main : i am the BOSS right now...who the hell fucking mess with me...
Sab aankhe faade mujhe dekh rhe the... Maine vakeel ko call milaya usne mera kaam karwa diya tha.. Maine usko apni company ka naam neha industry rakhne bola tha vo b ho chuka tha vakeel ne kaha 10 minute k ander sab ready aur vaha mera aadmi aa jayega...
Tabhi vaha suman b aa gai... Aur vaha ka mahol dekhke usne kisi se poocha tab use usne bataya mai aake yaha maneger ko thappad maara aur bol rha hu ki ye company meri h
Suman ye sab sunke chaunk gai... Uska viswas thoda halka pad gaya kyuki usko laga ki mere pass company nhi h aur mai usko naukri dene bola... Aise naukri nhi chahiye usko... Lekin ab tak meri najar uske uper pad chuki thi... Maine turant usko aawaj di... Vo darti hui mere pass aai...
Main : tumhare pepers kaha h
Suman : yeyye... Ye rhe sir
Main : kaha tak padhi ho tum
Suman : ji vo .. Vo... Post graduate hu
Main : pehle kya kaam krti thi
Suman : sir accounts dekhti thi
Main : hmm... Aaj k baad yaha tum kaam karogi vo b 'as a manager '
Sab ki aankh fati ki fati reh gai aur ve log muh faade muje dekh rhe the ki aaj company me ajeeb hi din.. Sabko sapne jaisa lag rha tha.. Tabhi maneger bola ki mai police ko call krta hu
Maine phir rakhke diya sale ko.. Uski naak se khoon aa gaya...
"Saale tu bahut akadta tha na apne dhanraj per... Tu dekh jis din mujhe vo mila na mai uski gaand me danda daal dunga... Uper nikaal ke phir tere muh me dunga ""
Khair Maine dekha ye language muje istemaal nhi krni thi... To mai bola chal uth aur dafa ho yaha se... Maneger iska account block krwa do... Suman mai tumse keh rha hu... Aaj hi iske saare account block chahiye mujhe...
Suman : ji.. Ji... Sir ji... Ho jayega
Tabhi usne police ko call kr diya aur saala mera vakeel nhi aaya tha abhi tak.. Maine b vakeel ko call mila di...
Vakeel ne kaha ki bas aane wala hoga. Kahin traffic me fas gaya hoga
Police aur vakeel k bande ki entry sath sath hui... Dono sath aaye...
ACP kiran ne jab tak mujhe nhi dekha tha... Usne order diya ki giraftar karlo jisne b office me utpaat machaya h...
Sipahi meri daude aur mai jaise hi ghooma tab kiran ne kaha STOP
Aur mere pass aai.. Aur boli
Kiran : sir aap
Main : haan.. Kyu chaunk gai na
Kiran : aap jaha b milte ho shock hi dete ho... Aapki complaint aai h ki aapne jabardasti ki maneger ko maara...
Main : haa vo rha
Kiran : sir lekin aap aisa kyo kr rhe h
Main : abhi pata chalega... Aye tum idhar aao... Mai hi ajay hu
Kiran : ohh... Ye to mashoor lawyer ka secretary h...
Main : haa vo mera banda h ... Ye lo file aur check karlo
Kiran : ye miss neha?? Ye kaun h
Main : sabkuch jaante hue b bol rhi ho
Kiran : ohh sorry sir...
Main : ab isko uthao aur leke jao... Iski ache se khatirdaari karna
Kiran : ji sir... Aur sir mere kaam. Ka kya bana
Main : ho jayega... Banda nikal Chuka h
Kiran : good sir.. Thank u sir
Sabhi hamaari baatcheet ko gaur se sun rhe the... Lekin samajh kuch nhi aa rha tha unko... Maine order diya ki sabhi kaam. Per lago...
Main : Suman...
Suman : ji sir
Main : aaj k baad ye company me tum manager ho... Aur jisko b nikaalna ho nikaal dena... Mujhe yaha acha staff chahiye...
Suman : ji sir
Maine usko uska cabin dikhaya aur ek aadmi ko bula ke usko set karaaya....suman ne mujhse thode paise ki demand ki...uski aankho me sharm dikh rhi thi...vo jhijhak rhi thi lekin usne keh diya...maine usko paise diye 1 lakh.. Vo mana krne lagi lekin maine de diye...
Main Suman ko vaha chhodke bahar aaya aur guards se 2 guard aur laane kaha ki madam ko koi dikkat nhi honi chahiye...
Mai phir se mahal aa gaya aur sab k sab bahar samundra k kinare khel rhe the... Mai b aake unme shamil ho gaya... Meri patniyo ne to hadd kr di... 4 aai aur mere hath -pair pakad k mujhe Samundra k pani me fenk diya... Maine jyada kuch nhi kiya... Kahi kisi ko chot lag jaati to....
Iske baad hum sab fresh hue jharne k pani me... Sanjana sab kuch gaur se dekh rhi thi... Jiski vajah se meri aankho me Dar tha ki kahin agar isne mujhe dhokha diya to mai iska kuch bigaad nhi paunga...
Jo hoga dekha jayega... Mujhe bas iski najro me acha banke rehna h...
Sanjana ko jab ye pata chala ki ye sab meri biwiyaan h to shocked ka b baap laga usko... Koi aadmi itni biwi kaise rakh skta h aur ye baat uski muje priyanka ne batai... Kyuki Maine usko sanjana ki chaukasi per rakha tha...
Chhoti aur neha aa gaye the... Chhoti bhaagke aai aur meri gaud me baith k aaj jo hua vo batane lagi... Vo ab badi ho rhi thi... Uska chehekna jyada ho gaya tha... Maine usko bataya ki mai jaa rha hu duty krne aur raat ko aaya karunga...
Chhoti : bhaiyya aap naukri karoge
Main : haa betu
Chhoti : bhaiyya mai b aapke sath naukri krungi
Main : beta pehle bade ho jao jab krna
Chhoti : okay... Pehle mai khoob padh likh lu.. Baad me naukri...
Vaha per rani kuch lene aai tab Maine kaha ki bhabhi... Aap company me ghoom aana... Shanti industry ab hamare naam h... To jaake ek baar sabko kaam per laga dena aur vaha ek maneger rakhi h Maine Suman usko sath rakhna...
Rani ko mera bhabhi kehna khatak rha tha.. Ab usko confirm ho gaya tha ki mai uske bahar aane jaane k bare me jaanta hu... Lekin kuch bol na pai vo.. Bas gardan hilaake chali gai..
Khair Maine suryalekha se kaha aaj tumhe train ka maja dilaane wala hu mai... Kya bolti ho..
Suryalekha k mind me jab Maine yaha ka culture daala tha tabse vo jaanti to thi train kya hoti h... Lekin baithi nhi thi... Dekhi nhi thi...
Usne samaan pack kr liya tha... Aur jab hum chale tab mujhe pata chala ki ve sab mujhe kitna pyaar krte h...
Sab bari bari se aake mere gale mile... Aur muje jaldi aane ko kaha... Jab kavita mujhe mili tab Maine uske kaan me kaha ki tension mat lo ... Jab pahuch jaunga roj raat ko yaha aa jaya karunga... Tab tum tayyar rehna hamari suhaagraat Pending h ?
Vo ye sunke sharma gai... Roopa ne aake muje kaha ki aapko agar vaha koi jarurat pade tab aap batana hamara ek aadmi h us area me... Jo aapki madad kr dega...
Roopa ka ye kehna neha ko khatka... Vo is baat ko ghamand me rakhti h... Roopa ki baat sahi thi... Agar mere pass power na hoti tab bhi to Mai aise hi aadmi dhoondhta agar aise kaam krta... Lekin neha vo ye baat nhi samjhi aur boli
Neha : ye kya keh rhi ho...ye apna kaam kisi se b karwa lenge lekin madad nhi chahiye... Chutkiyon me kaam karwa sakte h kisi se bhi .. Tumhe kya lagta h inhe kisi ki madad ki jarurat h
Roopa : didi mera vo matlab nhi tha
Main : koi baat nhi roopa... Jab mujhe lagega tab mai tumhe bata dunga... Aur tum... Hamesha shaktiyon per depend nhi reh skta mai... Dimaag lagana hi padega har kaam me...
Mujhe laga ve dono ladegi ab.. Lekin neha ne phir muafi mangi aur boli... Ki use lagta h aasaan kaam h.. Jaldi hi dhoondh lenge...
Khair Maine sabko bye kaha... Aur chhoti ko pappi deke nikal pada suryalekha k sath...
Vo ek typical wife ki tarah react kar rhi thi.. Mai usko hi dekh rha tha...maine train ki reservation li.jyada paise nhi lage Aur wait krne lage... Train aai tab hum dono baith gaye... Reserve seat thi hamari ... Ab train chal padi... Aur hum dono apni apni seat per let gaye ... Mujhe koi chinta nhi thi... Maine apna clone tayyar kiya aur baitha diya security k liye ...
Subah hamari aankh khuli tab train ruki hui thi ek station per ... Mai bahar jaake hath muh dhoya...tea le aaya tab suryalekha fresh hoke aai thi... Tab Maine pani laake diya hath muh dhone ko...
Mai suryalekha ko ek minute kehke train k dusre dibbe me gaya... Vaha jaake maine thodi detail li... Jis kaam k liye maine pehle hi laga diya tha usko...
(Ye koi aur nhi kiyara thi.... Maine isko sab bata diya tha... Ab ye mujhe shanti ki details bata rhi thi...kiyara per mai bharosa kr skta tha kyuki usme ek baat thi jiska paisa liya jab tak jaan na chali jaye tab tak kaam nhi chhodti... Maine uske sath bura kiya lekin vo badle k baare me sochti rhi per phir maine uski baat devi se karwa di aur khud b ki tab jaake usko yakeen aaya ... )
Mai vapas aaya aur train chal padi... Hum apne station per utre aur phir humne (dosto mai ganv ka naam kya rakha tha bhool gaya.. Pichli update yaad nhi h konsi thi)
Humne bus pakdi aur vo bus hame kasbe me leke jaati jaha se hame Rikhsaw ya paidal jaana padta... Ganv ka purana hi area tha.. Is side aaj b jameendaar logo ka raaj hua krta tha...
Hume pahunchne tak andhera ho chuka tha... Raat k time hame Rikhsaw nahi milta...isliye hum paidal hi chal padte h... Suryalekha bahut khus thi...vo boli kitna maja aa rha h... Humne aajtak aisi cheejo me safar nhi kiya... Ye ghode se b tej daudti h railgadi aur bus... Itne sare log.. Sote hue jaate h... Ab paidal aapke sath kitna maja aa rha h... ??
Vo kabhi tej chalti kabhi kuch... Bag mere pass tha to vo masti kr rhi thi... Usko dekh k mai khus ho rha tha ki baakiyo ko bhi aise hi ghumane le chalta... Abhi hum ganv se kareeb 3 km door the ki ek aadmi raste per Girta padta hua bhag rha h... Uske kadam uska sath nhi de rhe h... Uske peeche kuch aadmi lage h jo hatho me donali rifle jo ek k pass thi... Aur aage walo k pass talwar jaise bade bade hathiyaar the... Aur ve uske peeche bhaag rhe the.. Vo bechara ek side ko mud gaya aur thodi der me hame uske chillane ki aawaj aai... Mai aur suryalekha itne magan the usko dekhne me ki mujhe ye hosh na rha ki mai usko bacha skta hu... Mere pass speed force aur teleport hone ki shakti h... Yaha tak ki mukabla nhi h...
Lekin hum dono aise khade the jaise hum mamooli insan h... Aur kuch nhi kr payenge... Jab unhone usko maar diya tab suryalekha ne mujhe hilaya aur boli aap jaake usko bachaiye... Jaise hi mai chalne ko hua tab ve 5 log bahar aaye aur 2 to apne hathiyaar ko kapde se saaf kr rhe the... Mai speed se us aadmi k pass pahucha vo tadap rha tha maine uski aankho me Dekha aur uske baare me jaan gaya... Tab maine jo dekha meri aankhe fati ki fati reh gai...
Us aadmi ka shareer mujhse kam tha... Matlab vo mota sa tha aur mai fit gymnastics jaise body builder... Uski body fooli thi lekin pet bahar nhi tha bas....
Sabse khas baat ye ki vo mera hoobahu... Hamshakal tha... ??mai usko ghoor rha tha ki tab suryalekha mere pass aai aur mere kandhe per hath rakha... Mai ek dum se chaunk gaya... Suryalekha ne poocha... Aap kya kar rhe h jaiye unko maariye na...
Main : suryalekha dekho... Ye aadmi bilkul mera xerox copy h bas body structure alag h hamara...
Suryalekha : kahan h... Dekho...
Uske chehre per khoon aa gaya tha... Isliye vo dikh nhi rha tha kaisa h... Ab usne paani maanga mujhe maine hath aage laake uske muh per chhoda aur pani pilaya sath me uska chehra b dhul gaya... Pani peete hi uska shareer thanda pad gaya aur vo chal basa....
Mujhe ab bahut jyada gussa aaya...
Tabhi vaha ek aawaj gunji...
"""""" Kaha tak bhagoge,,, maut se nahi bhaag paoge """""""