Update - 155
Unke jaane ke baad ghar ki noukrani aai jo apne sath apni behan ko bhi le kar aai thi ..
Jab kamini ne pucha to usne bataya ki uski behan kamini ki sewa ke liye hai..kuch dino tak...asal me kamini ne hi ek extra noukrani ke liye bola tha...
Pure din kamini ke ghar me har taraf light ki fitting check hoti rahi..aur sab set kar ke wo log bhi chale gaye....
Saam ko kamini ki pahchan wale ke ghar koi function tha...jisme kamini ne sushma aur kajal ko pahucha diya...
Kajal to mana kar rahi thi..par kamini ne use mana kar bhej diya...
Raat ko kamini ke ghar kamini aur kuch noukar-noukrani hi the....
Dinner ke baad kamini so gai aur ghar me sannata chha gaya....
Kamini ke ghar se nikalne ke baad kamini ki frnds(rajni, richa aur manu) bhi deepa ki baat se paresaan thi....
Dekhte hai inki kya halat thi ...
Rajni ke ghar.....
Kamini ke ghar se nikal kar rajni apne ghar pahuchi...aur pahuchte hi vinod ko call kar ke ghar bula gaya....
Vinod(room me aate hi)- kya ho jata hai tumhe...jab dekho tab...urgent me bulati ho...
Rajni- baat hi aisi hai...main kya karu..
Vinod- accha....ab koun sa aasmaan toot pada...
Rajni- are...tumhe pata bhi hai ki deepa...
Vinod(beech me)- deepa...uska kya...wo to gai...
Rajni- nhi...wo yahi hai..humare aas-paas...
Vinod- kya bak rahi ho...
Rajni- pahle suno...
Fir rajni ne vinod ko saari baat bata di...
Vinod- kya...sach me aisa hua..
Rajni- ha...tabhi to mujhe tention hai...
Vinod- tention kaisi...wo jinda ho ya mari ho...humara kya bigaad legi...
Rajni- bahut kuch...bhoolo mat humara ek raaz wo bhi janti hai...agar wo jinda hai to..
Vinod- to kya...jaise pahle chup rakha tha..fir se kar dege..dont worry...
Rajni- hmm...ab kuch tention kam hui...tum ja sakte ho...
Vinod- ab aise hi nhi jane wala..aaya hu to keemat wasool kar ke jauga..aur ab to AK bhi bahut door hai....
Isse pahle ki rajni kuch bolti...vinod ne use baahon me kas liya aur choomna suru kar diya....
-----------------------------------------------
Manu ke ghar....
Manu bhi kamini ke ghar se loutne ke baad paressan thi...par uski paresaani ki wajah sirf deepa ki news nhi thi...
Manu bed par baithi hui kisi ko baar-2 call kar rahi thi...par sayad call lag nhi raha tha...
Manu(man me)- ye deepa ki baat ne ek nai tention de di...pahle hi kya kam tention thi....
Ek to ye call nhi utha raha ....pata nhi kaha hai ....aur ab ye deepa....
Ek baat to pakki hai ki ye bhoot nhi ho sakta...ya to koi natak kar raha hai...ya fir ye deepa hi hai...
Agar ye deepa hi hai..to saali jinda kaise bach gai....aur bachi bhi to ab ye game kyo khel rahi hai....
Agar call utha le to kuch deepa ke baare me bhi pata chal sakta hai...
Aur ye kahte huye manu fir se call lagane me busy ho gai.....

Richa ke ghar......
Richa , kamini ke ghar to sher ban rahi thi...par asal me uski bhi fat rahi thi...
Richa bhi bhooto par yakeen rakhti thi...
Richa ne ghar aate hi boss ko call kiya ..
(Call par)
Boss- maine bola tha na ki mujhe call mat karna...
Richa- wah..na hi ..na hello...
Boss- abhi mere paas faltu time nhi hai...tumne call kyo kiya...
Richa- mujhe koi shouk nhi...kuch jaroori baat thi isliye...
Boss- to jaldi se bolo...
Richa- ye deepa ke baare me hai...
Boss- deepa ...wo to mar chuki hai...fir kya tention...
Richa- pata hai...par puri baat suno...samjh jaoge...
Boss- bolo...
Fir richa ne kamini ke sath hui saari baaten boss ko bata di...
Boss- hhmm...to tumhe kya lagta hai...wo bhoot hai ya fir deepa hi jinda bach gai....
Richa- yahi to pata lagana hai...
Boss- to tum pata karo...aur ab call mat karna mujhe ...
Aur richa kuch bol pati uske pahle hi call cut ho gai....
Richa(apne aap se)- ab main kya karu...kaise pata karu...agar wo sach me bhoot hua to...muummmy...
-----------------------------------------------------------------
Sahar me kamini ke ghar
Aadhi raat ke sannate ke beech dhua utne laga aur dheere-dheere dhua kamini ke ghar ki taraf badne laga. ..
Gate par dhua chhate dekh chowkidaar apne cabin se bahar aaya...isse pahle ki wo kuch dekh pata wo gir kar behosh ho gaya....
Dhua apni gati se badta hua kamini ke ghar ke andar pahuch gaya....
Achanak kamini ke room me dheere-dheere se koi kamini ka naam pukarne laga...par kamini ko koi fark nhi pada....wo aaram se soti rahi....
Dheere-dheere aawaz tej hone lagi...
"" Kamini....jaago kamini...jaago...""
"" Dekho kamini...main aa gai ...jaago..""
"" Aankhe kholo meri jaan...dekho main aa gai...hehehe...""
Aawaz tej hote hi kamini ki need toot gai...
Jab kamini ne aankhe kholi to room me halka-halka dhua chaya hua tha...aur light off thi...
Kamini ne aawaz sunte hi bed ke baju me rake table lamp ko on karne ki kosis ki...par wo on nhi hua...
Kamini aawaz sunkar darne lagi...par aaj usne himmat baandhe rakhi....
Kamini- kkk..koun hai.. saamne aao...koun hai..
Kamini ne joor-joor se chilla kar kai baar pucha par koi jawaab nhi mila...aawaz band ho gai...
Kamini ko laga ki ye uska waham hoga...par fir se aawaz aai...
"" Kamini ....utho kamini...main aa gai ..""
Ab kamini ka sabr tootne laga aur usne joor se noukaron ko aawaz di...par koi bhi nhi aaya ...
"" Kamini...koi nhi aayga...aaj sirf tum aur main...hehehe...""
Kamini(darte huye)- tt..tum jhoot bol rahi ho ...tum deepa nhi ho sakti ...ww..wo mar gai hai...
"" Accha ...to khud dekh lo...""
Aur fir tej hawa ke chalne ki aawaz aane lagi aur pure room me dhua badne laga....
Kamini aankhe tikaaye sab jagah dekh rahi thi...
Ki achanak bijli ke kadakne ki aawaz aai aur ek saaya dhua ke beech se saamne aa gaya....
Jise dekh kar deepa ki cheekh nikal gai.......
"" Chup...chillane se kuch nhi hoga...chu rahne ne hi bhalai hai ..warna...""
Kamini- hhuuhhuuu...ttt..tum..kyo aai yaha....
"" Kyo aai...bhool gai..teri wajah se main mari hu....wo bhi bina wajah ke...""
Kanini- to main kya karu...maine maara kya...???
"" Haa...tere maqsad ke liye main bali chad gai...samjhi(chilla kar) ""
Kamini- aaaaa ...mujhe chhod do...plzz ..
"" Chhod dugi.. tu bas ye bata ki tu ankit ke piche kyo padi hai....""
Kamini- kya...kyo...main nhi bataugi...
"" Nhi bataygi...to main nhi jaugi...tujhe bhi maar doogi ....""
Kamini- kkk ..kya kar logi...ttt..tum kuch nnhi kar sakti...
"" Kuch nhi kar sakti...to dekh fir....aaj se teri ulti ginti chaalu....hehehehe...""
Aur fir room me joor se bijli girne ki aawaz aai aur deepa ka chehra laal padta gaya...aur ek dhamake ki aawaz je sath deepa dhuyen me gayab ho gai...
Achanak huye dhamake se dari hui kamini kuch jyada hi dar gai...aur behosh ho gai....

MAHAL KE HAADSHE KE BAAD.........
Jab buddhe ko pata chala ki usne galat insaan ko pahchan liya tha to wo ghabra gaya...
Aur waha se bhaag kar sidha samrat singh ke paas pahuch gaya...
Buddha- malik..malik...aap kaha ho....
Samrat- oye buddhe...kyo chilla raha hai...
Buddha- malik..malik wo baccha...
Samrat- are saans to le le...fir bata...
Buddha- malik ..wo baccha mar gaya...
Samrat- kya...mar gaya..par maine to mana kar diya tha na...
Buddha- ha malik...par thodi der ho gai...
Samrat- ye teri hi galti hai...tune hi kaha tha ki wo aakash hai...
Buddha- galti ho gai malik...
Samrat- to ab yaha kyo aa gaya...
Buddha- mujhe bacha lo malik...wo log mujhe nhi chhodege...
Samrat- theek hai...tu baith ...main dekhta hu...
Fir samrat ne mahal call karke pucha aur call rakh kar bola...
Samrat- buddhe...tu bach gaya...hahaha...
Buddha(shocked ho kar)- malik...
Samrat- abe...wo baccha bach gaya...ab nischint ho ja...wo theek hai...
Buddha(samrat ke pair pakad kar)- dhanyabaad malik...dhanyabaad....
Samrat- hmm..baith aur daaru pi...
Daaru pine ke baad samraat ne ek photo album uthaya aur ek picture ko dekh kar bola....
Samrat- tu kaha chupa hai saale....ek baar teri khabar lag jaaye fir dekhna.....
Daaru ke nashe me wo photo album neeche gir gaya...aur usme lagi ek photo dekh kar buddha chounk gaya...aur bola...
Buddha- malik..ye...ye koun hai...???
Samrat- yeee....ye us saanp ka sapola hai...aazad ka barish...aakash ka beta..
Buddha- malik...yahi to tha...
Samrat- kya ..koun tha ...
Buddha- are malik..wo baccha yahi to tha...
Samrat- tujhe chad gai kya...fir se galat pahchan kar raha hai...
Buddha- nhi malik...yahi tha...galat niklu to gardan kaat dena ...
Buddhe ka confident dekh kar samrat bhi soch me pad gaya aur usne call kiya...
Samrat(call par)- us ladke ka ek photo le kar aao...doctor ko mera bola dena...
Thodi der baad ek aadmi ankit ki photo lekar aa gaya...jise dekh kar samrat khush ho gaya...
Samrat- aakhirkaar ..pata chal hi jayga ki aakash kaha hai...ab mere badla suru hoga...
Samrat ne fir se ek call lagaya jo ek aourat ne uthaya....
(Call Par)
Samrat- beti...ek khshkhabri hai...
Aourat- kya papa...
Samrat- akash ka pata chal gaya beti...
Aourat- wah papa...ab maza aayga...aage kya karna hai...
Samrat- kuch din ruk...akash se nipat lu fir aage ka kaam thujhe hi karna hai...tab tak tu apna jaadu aazad ke ghar chalati rah...
Aourat- ji papa...isi din ke liye to main yaha aai thi..aap jaldi karo...aazad ki tawahi dekhni hai mujhe...
Samrat- ha beti...tawahi jaldi hi hogi...abhi chupchap kaam kar..theek hai..
Aourat- theek hai papa...
Samrat ne puri baat loudspeaker on kar ke ki thi..jise buddhe ne bhi sun liya tha ...
Buddha- malik...ye koun thi...aapki beti..
Samrat- oh..tu yahi tha ..oh ho...haa ye meri beti thi...
Buddha- par aapki beti hai kaha...aur aazad ke ghar kaise ..
Samrat(beech me)- sshhh...ye baat koi nhi janta..aazad bhi nhi..par tujhe batata hu ..hmm..
Buddha- malik..
Samrat utha aur ghoomte huye deewal ke paas khada ho kar bola ..
Samrat- meri beti koun hai..yahi janna chahta hai na...
Buddha- ji malik..
Samrat- meri beti..mere dushman aazad ki bahu hai..hahaha....
Buddha(aankhe badi kar ke)- kya..malik..
Isse pahle ki buddha kuch aur kahta...samrat ne mud kar talwar se buddhe ki gardan kaat di...buddha wahi dher ho gaya...
Samrat- oh ho...mar gaya...kya karu...ye raaj jaanne wala tu akela hi tha...tujhe kaise chhod deta...sala buddha...
Samraat(peg laga kar)- akash ...ab tu meri pahuch se door nhi...tere bete ke jariye main tere paas pahuchuga...aur fir...
MALHOTRA KHANDAAN KA SARVNAASH.....HAHAHAHA...
aur samrat ki hasi pure ghar me ghoojne lagi......
Fir daaru pite-pite samrat singh daaru ke nashe me ludak gaya.......aur uski khamoshi, raat ki khamoshi me kho gai....
Note - Updates posted frnds.....
I hope u'll like it....
Thanks & Enjoyeeeeeeeee......