[color=rgb(0,]Update - 90[/color]
[color=rgb(0,][/color]
[color=rgb(0,]Ab tak...[/color]
[color=rgb(243,]neha zameen par hi baith jaati hai aur apne chehre ko haatho me lekar sisakte hue rone lagti hai.[/color]
[color=rgb(243,]
Usse aisa dekh anshu aur richa bhi udaasi se usse dekhne lagte hai aur usse sambhaalne lagte hai...
[/color]
[color=rgb(243,]Neha (anshu ko rote hue) : diii!!! I want to hold him...[/color]
[color=rgb(0,]Ab aage...[/color]
[color=rgb(41,]
New Zealand me rahul aur uski team island tak pohuchne ke liye private motor boat ka intezaam kiye the jiske zariye wo Island tak pohuche. Rahul ne socha bhi nahi tha ki ye island itna bada hoga. Ye kahi se bhi Island nahi lag raha tha. Thoda hi andar jaane par pata laga ki yaha pehle se hi ghar bane hue hai, holiday houses se lekar beach houses tak sab kuch maujood hai. Ab aise me D'Souza kaha hai ye dhundna toh boht hi mushqil ka kaam tha, kyuki tourists bhi aaye hue the.
Rahul : ab kya karna hai? Yaha toh kuch samajh nahi aa raha. Mene socha tha harr taraf jungle hoga par yaha ka mahaul toh alag hi hai.
Tina : head to the north. I know kaha par hai woh.
Rahul : ohh! Aapko kese pata?
Tina : idiot! Mein cyber security me hu. I have most of the information on D'Souza. Tumhe kya lagta hai mein yaha chai naashta karne aayi hu? I've come here to kill that bastard.
Monica : tina! Don't shout on him! Wo sirf mere liye yaha aaya hai.
Tina : haa haa! Typical boyfriend's duty!!
Monica (blush) : tiiinaaaa
Tina : okay okay! North ke direction me chalte raho. Dhyaan rahe, dusro ki nazro me hum tourists hai.
Rahul : peter kaha hai?
Varun : sir! Wo weapons ko chhupaane ka jugaad kar raha hai. Hum bag me lekar toh nahi ghum sakte na yaha. Yadi kisi ne inquiry kar li toh dikkat ho jaegi. Ye island tourist spot hai. Jungle nahi hai.
Rahul : I see!
Natasha : handsome!! Are you scared!?
Rahul (smiles) : not at all!
Natasha : ohhh!! I like that... I like that. You'll come to save me if he gets his hands on me right?
Rahul : sure!!
Natasha : *winks*
Rahul ke bagal me khadi monica ye dekh ke firse chikoti kaat leti hai uski kamar me aur muh fulaa leti hai. Urvashi bhi kuch ajeeb nazro se dekh rahi thi usse.
Kuch hi derr baad sabhi Island ke main ilaake se kaafi dur aa chuke the aur ab ghana jungle shuru ho chuka tha, sabhi paani ke kareeb pohuch chuke the.
Varun : ye toh dead end hai.
Vivek : exactly! Sir! Ab kya karna hai!?
Rahul : miss tina??
Tina : yeah I'm checking. Hum exactly uss location par hai jaha last call trace hua tha. We are exactly above that spot.
Natasha : but there's nothing here.
Monica : kahi firse wo hamaare haath se nikal toh nahi gaya?
Rahul : yadi hum exactly uss spot ke upar hai aur yaha par kuch nahi dikh raha hai hume jungle ke alawa toh iska matlab ek hi baat hai.
Monica , tina : kyaaa???
Rahul : wo underground me hai.
Natasha : ohhh! You must be right!
Varun : sahi kaha sir! Par ab dikkat ye hai ki entrance kaha hai?
Rahul : dhundo!
Rahul ke itna kehte hi sabhi entrance dhundne me lag jaate hai par kisi ko kuch nahi mila kaafi derr tak dhundne ke baad bhi. Aisa lag raha tha wo yaha faaltu me aa gaye aur upar se unka samay aur paisa bhi barbaad ho gaya.
Monica : ab kya hoga??
Natasha (shouts) : I have found something!!
Uski awaaz sunte hi sabhi dead end ki taraf jaate hai jaha par neeche khaayi thi. Aur natasha thoda se neeche jhuk ke ek gufa ki taraf point kar rahi thi.
Natasha : there's a cave here!!
Tina : par neeche kese jaenge? Ye boht risky hai. Ek galat kadam aur seedha neeche jaega insaan.
Monica : neeche nahi! Seedha upar!
Tina : huh??
Monica : arre matlab marr jaega.
Tina : ohhh haa haaa! Kya karna hai?
Varun : hamaare paas equipments hai. Don't worry! Ropes se lekar sab kuch hai.
Varun vivek peter james ropes ke zariye ek neeche jaane ke liye raasta taiyaar karte hai. Vivek aur varun sabse pehle neeche jaate hai, unke baad hi rahul aur baaki sab bhi dheere dheere aa jaate hai.
Jese hi wo cave me ghusne ko hote hai natasha firse unhe chaukanna kar deti hai.
Natasha : oohhh shit!! There are security cameras there...
Sabhi dekhte hai toh waqai aage upar side security cameras lage hue the. Yadi aadmi dhyaan se na dekhe toh unka dhyaan waha jaata hi nahi par nastasha shuru se hi boht careful thi. Ek nazar me hi usse sab nazar aa gaya ki kya gadbad hai.
Varun : zaroor andar koi baith ke inke zariye nazar rakh raha hoga. Iska matlab D'Souza yahi par hai.
Tina : I told you. He's here only.
Monica : toh ab kya? Hum andar kese jae?
Varun : sir! Hamaare paas boht hi kam options hai.
Rahul : bolo!
Varun : pehla ye ki hum smoke bombs use karke andar jae, iss se wo hume dekh toh nahi paenge par unhe ye zaroor pata chal jaega ki dushman andar aaya hai.
Monica : ye toh bakwaas idea hai...
Varun (blush) : haa! Aur dusra ye ki... Hum direct hi andar chale jae.
Monica : what?? Ye toh aur bhi bakwaas idea hai.
Varun : ma'am aap hi dekhiye na. Gufa one way hai. Hum chaah ke bhi security cameras ke saath kuch nahi kar sakte.
Natasha : If only we could hack those cameras...
Tina : mein kar sakti hu...
Monica : reall????
Tina : not sure but I can try...
Monica : kitna time lagega
Tina : ummm...15 se 20 minute I guess, yadi koi problem nahi hui toh.
Monica : okay!
Ab ya toh ye kismat thi ya kuch aur par tina ne waqai cameras ka view still kar diya. Matlab camera screen par ek hi view show kar raha tha aur ussi view ko record kare jaa raha tha. Yaani ki yadi rahul aur unki team saamne se nikalte bhi hai toh bhi camera wahi puraana view hi screen par dikhaega.
Rahul : hahaha!
Tina : kya hua? Ye koi hassne ka time hai?
Rahul : mein bas yahi soch raha hu ki ye kitna unreal hai. Film ki tarah lag raha hai sab kuch. Yakeen hi nahi ho raha ki hum apni daily life chorr kar yaha aise halaat me hai. Hamaari kahani par koi believe bhi karega.
Monica : aisa hi lagta hai jab tak khud experience na karo. Abhi ye aisa hi lag raha hai par dekhna jab hum andar pohuchenge toh maamla kitna serious ho jaega.
Rahul : don't worry! I'll be with you!
Monica (blush) : hmmm! I....
Rahul : hmm???
Monica : I... nothing!!
Tina : coward!!!
Monica : kyaa kaha??
Tina : darpok kahi ki...
Monica (blush) : dhattt!
Varun : sir! I believe aage jo turn hai, uske baad se waha par koi na koi maujood hoga. Traps bhi ho sakte hai! I think best idea yahi hai ki hum batt jae. Mein aur vivek aage ka inspection karenge aur Peter aur james theek hamaare peeche rahenge cover ke liye. Okay? Peter and james, you both will cover me and vivek.
Peter : alright!!
Varun : natasha! What will you do?
Natasha : I'll be using my sniper!! I need a spot to lay down my weapon.
Varun : fine! Tina ma'am aap natasha ke saath rahiyega aur usse info dijiyega. Aap dono peeche rahengi sabse. Rahul sir!
Rahul : I know! Mein urvashi aur monica dii sath me rahenge and we'll be behind peter and james I guess!
Varun : exactly!! Aur ye apne kaano me laga lijiye. Iske zariye hum baat kar sakenge. Bolte waqt isse hold kariyega aur jab conversation ho jae toh release kar dijiyega.
Rahul : got it!
Andar aage badhte hi ek mazboot sa door tha jo ki lohe ka tha. Usme se kuch chhed the jiss se aar paar dekha jaa sakta tha.
Varun aur vivek badi hi savdhaani baratate hue aaye aur unhone door ke dusri side dekha toh dekh ke chaunk gaye.
Saamne ek round table thi, jispe dherr saare paise rakhe hue the. Ek single sofa tha jispar D'Souza baitha hua tha aur uske saamne ek aur koi aadmi tha jo ki dusre single sofa par baitha hua tha. Agal bagal aadmi khade hue the jinki kamar par revolver tha.
Varun : 1...2...4.....8....9 total 9 hai idhar.
Vivek : mein message bhejta hu tum nazar rakho.
Vivek thoda peeche aake sabhi ko message bhejta hai,
"Total 9 aadmi hai jinke paas revolver hai. Unke alaawa D'Souza aur ek aur aadmi hai. I believe D'Souza aur dusre aadmi ke paas bhi weapon hoga. Abhi andar 11 log hai but aur bhi log ho sakte hai aur andar."
Vivek ne ek detailed review dete hue sabhi ko sthiti se parichit kiya.
Natasha : alright! So what's the plan?
Varun : darwaaza ek hi hai aur hume wahi se entry karni hogi. So I guess hum hi pehla step le aur unpar hamla kar de. Hamaare paas smoke bombs hai. Smoke ke throug jitne aadmi ho sake hume utne aadmi niptaane honge. Show no mercy we have to kill.
Vivek, mein, peter and james will attack in the smoke. Sir!? What about you?
Rahul : mein martial arts hi jaanta hu bas.
Varun : sir protect miss Monica, miss urvashi and miss tina. Natasha sniper will be unnecessary...
Natasha : dude! I know what to do! Just give me a fine spot and I'll kill them all.
Varun : huh...fine! 3 ginte hi mein smoke fekunga, aur baaki sab rush kar denge. Dhyaan rahe. We have to kill them on the spot. D'Souza aur dusre Aadmi ko chorr kar sabko nipta daalo.
Sabhi : alright!!!
Monica : rahul!!
Rahul : kya hua dii??
Monica ke chehre par alag hi ek darr tha jo saaf saaf nazar aa raha tha.
Monica : hum...hum kar toh paenge na?
Rahul : don't worry!
Monica : mein nahi jaanti iske baad kya hone waala hai. Kahi derr na ho jae, isliye... Mein ab keh rahi hu. I know ye boht hi bekaar jagah hai par yadi mene ab nahi kaha toh mujhe darr hai mein kehne ke liye zinda bachungi bhi ya nahi
Rahul : huh???
Monica : rahul..... *Gehri saas lete hue* I... I love you!!!
*Silence*
Rahul ka muh khula ka khula hua tha, iss se pehle wo kuch bolta uske hontho par do narm geele honth aake jud gaye.
Monica ne rahul ko kass ke pakadte hue ek zordaar kiss rahul ko dedi!!
Urvashi jo theek unke peeche thi wo muh khol ke dono ko honth se honth milae dekh rahi thi ek ajeeb sa dard uske dil me ho raha tha, wo sirf apna nichla honth daanto tale dabae hue sab dekh rahi thi.
Monica toh jese apne sudh budh kho chuki thi. Uski aankh se ek lakeer bann ke aasu tapka aur usne rahul ko finally apne hontho se azaad kiya. Aisa laga jese uske dil se ek bhaari bojh hatt gaya ho.
Rahul (shocked) : dii!... Aap...
Monica : sssshhh! Whether you love me or not. I won't force you. But I will always love you no matter what...
Rahul : kisne kaha aapse I don't love you?
Monica : ???
Rahul : ofcourse I love you!!
Monica : rahul...
Rahul : diiii!!!
Varun : ahem ahem...sir!! We need to rush!
Rahul aur monica dono apne hosh me aaye aur palat ke dekha toh sabhi unn dono ki hi dekh rahe the. Natasha toh rahul ko aankh maar rahi thi.
Rahul : ohhh haa...sure!
Monica : *blush*
Sabhi serious hue aur agle hi pal varun ne 3 tak ginte hue kayi smoke bombs darwaaze ko kholte hi fekk diye.
Achanak hue hamle se sabhi aadmi panic kar gaye aur unki kuch samajh me nahi aa raha tha ki kya kare.
Bas yahi toh chaahiye tha. Agle hi pal Peter james varun aur vivek andar rush kiye aur smoke ke through jo bhi aadmi dikhta seedha unke gale se laga kar chaku ko chala diya.
Smoke me sab toh nahi par 9 aadmiyo me se 6 toh down ho hi gaye the. Bache hue teen thode smart the jo unhone mauka dekhte hi dsouza aur dusre aadmi ko pakad ke peeche ki or shift ho gaye.
Jese hi smoke hata, peter james varun aur vivek D'Souza par revolver taane saamne khade hue the.
D'Souza ki gaand phat gayi thi ki ye ekdum se ho kya gaya? Wo toh yaha deal set kar raha tha dealer se. Fir achanak se yaha kon aa gaya?
Uska dhyaan jab neeche pade aadmiyo par pada toh wo thoda aur ghabra gaya. Par wo bhi ek mafia me kaam karne waala aadmi tha. Logo ki maut toh wo roz hi dekhta tha apni aankho ke saamne. Par khud ke aadmi marrte hue boht hi kam dekhta tha.
Khud ko sambhaalte hue wo utha toh dekha ki peeche se rahul tina aur monica aa rahe hai.
Monica aur tina ne jese hi usse dekha toh unki aankhe gusse se laal ho gayi. Barso puraani sabhi yaadein taaza hone lagi. Unke maa baap ka hatyaara saamne hi maujood tha. Monica ki mutthi itni kass ke bandhi hui thi ki naakhoon uski hatheliyo me dhass rahe the.
Tina (zorr se chillaate hue) : kameeene... Aaj tu nahi bachega... Tu aaj mere haatho marega haraami
D'Souza (paseena pochte hue) : kon ho tum sab? Tumhari himmat kese hui yaha aane ki? Jaante bhi ho tum kis se ulajh rahe ho?
Monica : jaanti hu. Boht acche se jaanti hu. Aur ye bhi jaanti hu ki aaj tu yaha marega...
D'Souza (gusse me) : ayyee ladkiii!! Kya bakwaas kar rahi hai. Zabaan sambhaal ke baat kar. Mere ek ishaare pe tum sab maut ke ghaat utar jaoge.
Varun : filhaal tum khatre me ho D'Souza. Tumhaare aadmi sirf teen hi hai. Baat maano aur surrender kardo.
D'Souza : bacche! Mere hi adde me aake mujhe hi dam dikha raha hai? Yadi dum hai toh apna naam toh bata, saari hekdi nikaal dunga.
Monica : monica...
D'Souza : monica?? Kon hai ye?? Ladki... Mein tumhe nahi jaanta.
Monica : jaante ho... Tum mujhe boht acche se jaante ho
D'Souza dhyaan se monica ko upar se neeche dekhta hai par usse kuch yaad nahi aata. Aata bhi kese? Kayi saal pehle dekha tha D'Souza ne monica ko aur wo bhi sirf ek baar. Upar se monica ka naam monica thodi tha. Ye naam toh usse master ne diya tha.
D'Souza : ladki! Faaltu ke mazaak karna band kar... Aur yaha kyu aaye ho ye batao. Ye mat bhulo ki tum abhi mere adde par ho. Dhang se pesh aaoge toh ho sakta hai mein tumpe daya kha kar tumhe sirf apne naukar bana ke rakhu. Par yadi hoshiyaari kii toh sab maare jaoge.
Monica : virendra chauhan!!
D'Souza ye naam sunte hi ekdum se chauk gaya. Usse sab yaad aane lagta hai.
Monica : kuch yaad aaya? Kon hai virendra chauhan?
D'Souza : ohhh haaa! Ye toh wahi pilla tha jisse mene apne haatho se khud maara tha. Par tumhaara iss se kya?
Monica ye sunte hi aag babula ho jaati hai,
"Haraam ke pille... Teri zurrat kese hui mere dad ke baare me aisa bolne ki??"
D'Souza : ??? Ohh!! Toh...toh tum uski ladki ho? Haahahahhaha! Ab yaad aaya mujhe. Arre haa! Teri maa bhi toh thi na? Kya samaan thi kasam se, aaye haaye... Saali ko mene offer diya raha mere saath meri gulaami karne kar par saali kutiya... Iss se pehle ki mein kuch kar paata saali ne khud ki jaan leli. Kismat kharaab behnchod!
Monica ye sunte hi gun nikaal kar uski taraf kar deti hai aur gusse se usse dekhne lagti hai,
"Meri maa ke baare me ek shabd aur bola na... Toh mein tera wo haal karungi ki tu dua karega ki tujhe maut mil jae"
D'Souza ne apna ek haath jeb me daala hua tha itni derr se baat karte hue usne apne phone me speed dial kar diya.
Uske paas sirf itne hi aadmi thodi the. Kareeb 10 se 12 aadmi aur the jo dusre side maujood the, par unko kamre me aana allowed nahi tha jab tak ki koi emergency na ho.
D'Souza ke speed dial karte hi dusre side maujood logo ko samajh me aa gaya ki kuch gadbad hai aur wo forun dhadalle se andar aaye aur bandook taan ke rahul aur baaki sabhi ko gher liya.
D'Souza : mene kaha tha na ladki! Tum mere adde par ho aur mere ek ishaare se tum sab maut ke ghaat utroge...hahahaha!!!
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aaj ke liya itna hi guys!![/color]
[color=rgb(41,]Dhanyawad!![/color]