• Hello Friends You can Register on the Forum and by posting you can earn money too.

Incest M@i toh th@ ariyal tattoo...

update 125
an aagee
..................
kevat aaj sukal paksh ki purna Putnam ki RAAt ko ek sidhi karne vaala ta...

subah se hi apnne sisyo k sath Puja ki tayari me ji jaan se laaga ta..

bare mudato k baad aaj aise grah nakshatro ki istithi bani tii..Sam hui aur ramjih b ek bakree ko le pahuch gaya ..

guru ji..mai bakre ko leta aaya hu"" ramjih ne guru ji k charno me shis jhukate huwe kaha..

kevat: "bahut ache balak kaal bairav yu hi tm par kirpa drishti Bnaiye rakhe..jao tm savakch ho lo "..apne tantrik guru ki baat sunn ramjih snan k liye nahar me snan ko nikal gaya..

bakre ko b nahla kar Puja ki bedi p laya gaya..

kuch hi paloo me tantrik Puja chalu ho gaii ...ramjih hawan kund k pass bani aasan p baith gaya..

shisyo bakre ki Bali René ka waqat ho chala hai jaise aakash me purna Chandra dekhe iski bali deni hai..dhayan rahe tanik b bilamb na hone payee.." Puja kund me agni dhu dhu kar JAL raii to air tantrik kevat much mantro ka ucharan karte huve bakree ko mala pahna kar. chandan ka tika lagaya..

bakra baar baar chatpata kar bhagne ki kosis kar raha ta..par unke shisyo ne uSSe pakar rakha ta..

kuch chano ka baad badlo ki jhurmut se bahar chandrama aa gai..

kevat ne apne shisyo ko aage badhne ka nirdesh diya..

farse ki tejj prahar se bakra jamin p chatapata huwa Lett gaya...

to be continued..
 
update 126
Ab aagee
.................
Bakree ki lahoo ko ek patra me kar kaal vairav ka abhishek kiya gaya ...

Puja vidhiwat sampan hui ....
"Ramjih yah bhabhoot ko gav ki rakhao p chirak do aur kheto me v ."

"Ji gurudev ....par isse hoga kya.."

"Baate baad me v ho sakti hai murkh samai k mahtav ko samjho aur jo kaha hai pahle wo karoo..."

"Ji ..." shisyo k sath ramjih kheto aur sabho jagho par rakh ki bhabhutI chiraktee chal raii te .....kari b 2 ghante lag gai unhe yah kriya kartee....

Idhar kevat puja k baad b apnne dhyan me baitha mantra jaap kar raha ta ...

Raat ki dusri prahar suru honne me kuch pal hi sesh tee ...har trf khamosi aur ghinguroo kI madhyam sangit vatavaran megunj raii..tii...
..............

Idhar pari look me...v aaj ek vises puja hone wali ti ...
Har traf chahal pahal ti puja ki tayari me sab jorr sor se apni rajkumari ka madad kar raii tee...

Beta sari kriya toh puri hogai bas tumhe kalash me insano k nagar se jaal lana sesh bacha hai..." maa ne apni beti shipra ko kaha ..

"Wo b ho jaiegii maa mai kuch deer mein nikalti hunn.....ye kamla kaha gai ..aree dekhna usse jara..."
Shipra apne dev ki murti stahapit karti apni sakiyo se puchii..."

"Usse kyo dhund rai ho beta ..."

"Uff ho maa toh kya mai akeli jaungi..."

"Hmm beta yai toh khas vidhi hai iss puja mee ye raj putri ko akelehi karni hoti hai koi uske sath nai ja sakta.."

"Toh kya mai akeli jaungii..."

"Hmm jana toh hoga yai riit hai par hamari beti toh bahadur hai apne aap p bharosa rakhna bas sab sahi hi hoga..."

"Thik hai maa jaisa aap kahee..."

.....
...............
Sam k vaqt satayanan apne bhanje k sath gav k chaurahae p baitha khel raha ta ki gend naale me girr gai...wo naale se gend nikal bhanje ko diya tab kahi ja kar uska rona band huwa ...

Malik....iss awaj se satyanan p palta toh samne uska jigri dost kurte dhoti me khara ta ...

"Aree tu tu kab aaya ..ghar me sab thik toh haii.." satyana usse galle se laga bola ek arse baad mille te dono..

"Malik .."...pith par ghusa lagi.."saale kitni baar bola hai mujhe malik mat bola kar .."
"Aacha malik..."
"Firr se malik.."
"Aree nai nai bhai sab thik hai...."

Lhmm cahl ghar di se v mill le..."..

Lhmm chalta hun chal bhai..aur bata ghar kab chal raha hai.."..

"Ghar kya kahu yar ghar valo hi ne toh ghar se bhaga rakha hai...karee koibharee koi...khair issbaar toh aaise v meri hi galtI ti..."satyanan fikki muskan se kaha..

"Meri chorr tu bata tu idhar kaise ..."
Satyanan k iss sawal p kuch deer k liye vo b soch me par gaya par baat toh kahni hi ti baad me ya fir avi..

"Dekh bhai mai yaha tere liye hi aaya hu.."
Satyanan k badhte kadam ruk gai ..."baat kya hai bata...mujhe.." satyanan ki awaj me gambhirta aa gaii..

"Wo college se mastar saab ne tujhe jarur lekar aane k liye bheja hai mujhe..."

"Aaisi kya baat hai ..puri baat bata.."

"Dekh bhai puri baat toh mujhe b nai btai mastar saab netoh mai bhala tmhe kaise batau..bas itna kaha satyanan ko jald se jald lete aana ..aur bhare ka kharch b unhone hi diya. Hai.."

"Aaisi kya baat hogai..thik hai chal didi se baat kar lu firr nikalte hai..."

Dono ghar meaaye badi di (yani badi bua ) chulha jala chuki ti sam k khanae ki tayari k liyee..

Wo pani k liye kall p aayi hi ti ki apne bhai aur uskedost ko andar aate dekha...

"Pranam di...."
"Aree tu kab aaya...chalbaith aur bata ghar me sab kaise ..."pani dete huwe apne. maike ka hall chal lene lagii..

To be CONTINUED........
 
update 127
Ab aagee
..................................

Shaya aur satyanan train se raat k 11:30 baje station p utree har traf gahri shanti dukanne b band na koi gari na sawarii bas chandni raat ki jhilmmill rausni iss waqt unke sath bani ti..

Shyam sunsan raste ko dekh kahta hai "bhai raat bhut ho gai hai subah chalte hai na...."

Stayanan ne ek bharpuer najar uspe daali .."kyu be kya huwa.."..dekh bhai aadhi raat me jana thik nai mujhe bara dar lagta hai.."

"Tu chalega ya naii..."satyanan b apni baat p ara ta usse apnI maa bahno se milne ki jaldi pari tii..aur shyam ta ki aage chalne ka nam hi nai le raha ta.."mai toh nai jaunga ....tujhe jo karna hai kar lee.." shyam ne socha usse akela chor toh satyanan jaoega nai..

"Thik hai toh tu rah yaI mai chala ..."shyam wai hakabaka khara usse dekhta rah gaya stayanan ko laga wo khud uske piche aa jaiega..wo aage badhta gaya..

Shyam ko jab hosh aaya toh stayanan kafi aage nikal gaya ta wo lapak kar pochee daura par gali k kutte jab pichhe paree toh wo firr se. Andar bhaga.....
Man hi man satyanan ko lakhogaliya de di ki usne usse akela yaha choor diya..

.........................

Shipra safed wastr me akeli gagar liye aage badh rai ti.. iss chandni raat me uska dudh sa gora badan ki apni ek alag hi chatta tii...bare bare nayan balkhati kamar aur surkh hoth jisse madakta apne chata is chandni raat me charo orr bikher raii tii....

Chandni ko iss advitye sandarya ki swamni se manno jalan ssi ho rai ti jaise uske chamak k samne uski chamak fikki par gaii ho..

Kuch duur chalne k baad shipra ghum kar charo orr dekhi har traf gahri khamosii tii...
Gagar ko ek telle par rakh shipra nahar me utartii chalii gaii ....pani ki sital thandak uske mann ko bhav vibhorr kar raii tee.....wo pani me dubki laga jaise hi pani se bahar nikli chandni raushni me e uska badan sonne k8 trah damakne laga..

"Ye ye kya ho raha ye chamak kaisi..."shipra ghabra uthi turant uski gyanendriyo ne khatree ki ghanti baja di...

Wo jjhat nahar se bahar nnikal gagar ko nahar k pani me dduba bhara aur apnee gille pan ka parvah kiyee bagayar waha se chalna usnee uchit jana ....

Wahi tantrit kevat aur uske shisyo k mukh p vijayi muskan naach uthi apni yojna ka pratham parav unhonne parr kar liya ta..

agla update kuch deer mee......
 
अपडेट 128
अब आगे .........

शिप्रा का मन बहुत घबराने लगा । वह सहायता क लिए क लिए जिन लोक का धयान करने लगी पर संपर्क स्ताफ़ित ही नही हो पा रही थी । वो घबराते हुवे आगे बढ़ी हर जुगरते पल क साथ मन की व्याकुल्ता बढ़ती जा रही थी । केवट ने अब अपने अंतिम वार करने का उचित अवसर जान एक रस्से को मंत्र जाप से अभिमंत्रित कर जब शिप्रा उसके समीप से गुजर रही थी तो रासे को उसके सरीर पर फेका ।

शिप्रा क तन बदनमे जैसे आग लग गई। असहनिह पिर से वो चटपटा परी गागर वहिजमीं पर गिर गई। केवट ने रामजिह को कुछ लेन को कहा वो वह सिनिकल गया। केवट और उसके चेले जोतब सेचिपे थे अब सामनेआ गए।।
केवट"आज वो घड़ी आ ही गई जिसका न जाने कब से मैंने इन्तजार कियाहै ।"
शिप्रा अपने सामने इतने पुरषो को और अपनी हालात देख सिहर उठी ।अनजाने भैय ने मन को आसंकित कर दिया ।

शिप्रा"मुर्ख तू नहीं जानता की तू क्या करने जा रहा है ...अपनी मौत को दावत मत दे।" चेहरा गुस्से से तमतमा उठा
रसे में बस छटपटा कर रह गई
केवट" मुर्ख मई नै तू है परि देख तू मेरे बंधनो में जकड़ी है और अब भी ऐसा बोल रही है ।...
केवट और उसके चेलो के मुख पर कुटिल मुस्कान नाच रही थी।

करेगी तो तू तब कुछ जब आज के बाद कुछ करने के लायक बचेगी आज से तेरी साडी शक्तिया मेरे अधीन हो जायेँगी

शिप्रा उसकी मांस जान अंदर तक कांप गई मदद की कोई किरण भी नजर नहीं आ रही
थी
शिप्रा"दुस्ट मई एक आग हु आग से खेलने का मत सोच भस्म हो जाएगा ।

केवट "तुम लोग खरे क्या देख रहे हो इससे ले चलो ।"
शिप्रा चीखती रही पर कोई उसकी सुनने तब तो
ठीक उस्सी समय सत्यानंन वह से हो कर गुजर रहा था दूसरे के झमेले में पर्ने की आदत बेचारे को बचपन से ही थी और यहाँ टब एक लड़की को ये सअबघसित्ते हुएले जा रहे थे। वो चिपता हुवा इनके पीछे लग गया ।
इक जगह जा कर उन्होंने शिप्रा को जबरदस्ती एक सिला पर लिटा बांध दिया सामने ही हवनकुंड जल रहा था । शिप्रा को सअंगमर्मरि बदन आग की लौ में चमक उठा उसमे भी गिलापन उसके सरीर क मादकता को भरक राइ थी ।
 
updqte 129
ab aage
................
styanan k thik samne shipra silla par leti bebas lachar chatpata rai ti ..uska komal hirday drawit ho utha aur kevat par bhut gussa aaya..par yu hi sab k samne jana bhut bari murkta hoti..

styanan ne aas pass andhere me hi najar daurayi par kuch b kam ka milla nai ..anth me satyanan ne gamche me do char pathar utha kar daale aur usse bandh liya...ab bas intjaar tha toh bas sahi mauke ka...wo wai nahar ki pagdandiyo ne chip kar sahi mauke k intjaar me baith gaya

kevat aur uske chello ko iss baat ki tanik b andaja hi nai tha koi aur unpe najre jamaiye hai wo hawankund me aahuti deteja rai tee

har gujarte pal k sath shipra ki vhatpatahat b badhti ja raii ti..

satyanan ko issbat ka andaja ho gaya ta ki sayad ab puja antim charan me hai ab b wo kuch nai kiya toh sayad fir kuch karne k liyebache hi nai....

wah nahar ki ott se dabepav pav bahar nikla aur dhimme dhimmechipte chipaate najdik pahucha ..

jaise hi ek ki najar uspe p pari isse pahle ki wo kuch boll ya kar pata styanan ne bari furti k sath uske galle ko dhar ghuma diya ..

wo katte peer ki yrah neeche girra iss trah ek ek kar satyanan 6 ko thikaane laga diya ab bas 5 aur bache the ...

par yaha styanan se ek galti ho gaii wo unke chello par dhyan lagane ki wajah se niche pare gadhe ko dekh hi nai paya aur girrne k karan aawaaj hui toh sab ka dhyan uski traf anayas hi chal gaya..

par bari furti k sath wo uth khara huwa....

apnne sathiyo ko yu neeche para dhek wo sab satyanan ki taraf lapke

satyanan ne ek ko apni majbut baho me dabocha aur ki chati par bhapur laat mari aur sath hi sath uss dusre ko jamin p utha kar de patka ...stayanan abi khara b nai huwa ta ki ek ne ek lathi kas ke maari toh wo larkharata huwa shipra k upar hi ja gira..

dono ki aanke kuch palo k liye ek hui..shipra ki aankho sebah rai aasu stayanan ko tejaab ki bhati lag raii tejo usse andar tak kast de rai te

tabhi ek ne usse pakar kar khicha harbarahat me aur kuch toh hath me na aai par wai raasi jisme shipra jakri ti uske hath me par gaii...rassi khicha teeri me tgori dheeli par gaii par satyanan ko unhone chora naii..

laat ghusse parnne lage stayanan par usse mauka hi nai mill raha ta ki wo apni bachav k liye kuch kar paaye...

tabhi ek ne jor dar laaat styanan ki pith p ii toh larkhara kar girra aur uske hath meuski gamchi aa gai jisme pathar usnebandh trakhe thee

jaise hi ahlee ne usse marna chaha styanan ek side hote huwe bachta huwa nikla aur usi jhok me me gamche ko lahra kar uspe mara

patha r se chot k lagnee ki wajah se wo billbillata huwa ek traf girra ...ek k baad ek dhiire dhire sab ko nibtata chala gaya styanan

ant me bas kevat bacha ta isse pahle ki wo kuch karta styanan nre hawnkund ko uske upar ulat diya...
aag ki lav me lipta wo chillata huwa nahar ki pani me jakar chalang maari...

sab k nipat jane k baad styanan ki najar shipr p gaii jo usse bas ghurre ja raii ti...

stayanan chalta huwa uske pas pahucha rasse ko kholl side kiya ...rasse k alag hotte hi jaise shipra ki jaan me jaan aai ek sukun milla usse
sarir me uth rahi jalan aur pira dheere dheere khatm hoti chali gaii..

"aap akeli yu raat me kya kar rai ti...aur ye sab kya chal raha ta.."..stayanan shipra ko bari sneh bhari najro se ghurta huwa pucha...

abhi sayad wo kuch aur b puchta par shipra ne usse khich kar side karte huwe ek shakti kevat p chora jo chaku liye war karne hi wala ta styanan p ...

kevat hava me lahrata dur ja kar girra ...

styanan ko toh kuch samajh hi nai aa raha tha ki abi abi jo usnee dekha wo spna hai ya hakikat...wo bas aascharya se shipra ko dekhe ja raha ta..

to be continued......
 
update 130
ab aagee...
..................
styanan usse yu hi ghurta rah gaya wah uske rup me iss kadar khoya ta ki kab shipra ne usse dhanyawad kaha usse pata b nai chala...

dekhte hi dekhte wo uski aankho se ojhal hoti chali gaii...

iss ghatna ne dono k dillo me ek disree k liye jagah bna di har waqt dono ek dusree k baree me socha karte par ek insan air ek jinn ka milan itna aasan b nai ta..

dinn gujarte gai par ye diwanagi kam na hui...
stayanan har raat yu hi ghumta firta uss jagah p ja kar ghantoo intjaar karta ki sayad wo sundar pari fir kabhi dikh jaiyee...par shipra nai aai..

iss bich sir ne firr se khabar bhijwai par uss din pita ji k kam se styanan ko dusree gav jana par gaya ..aur wo sir se mill na saka...air uss din jo nai hona chahiye ta wo ramjih ne apni badle ki bhavna me parkar karwa hi diya ...shanti ki ijajaat tar tar ho gaii.....
wo lakh girgirayi par ramjih neek na suni aur sir ko toh majburi me apni prayesi ko dena par gaya par ramjih ne shanti ko apnne dosto k samne v parosh diya...

hasti khelti shanti ki jindgi kaato ki sej ban gaii...

shanti kissi se kuch kah b na paayi...maa ko kya kahti...

agle din sir se jab mila styanan toh unhone ne baat ko tarka diya kisi trah unke dimag me aaya pahle itna khabar bheja samai rahte agar wo mill leta toh sab bach b jata par ab bata kar faida v kiya hai aur unki apni jaghasai hogi aur pata nai kiss trah stayanan iss baat ko janne k baad react kare..

stayanan iss baat se anjan andhere me hi raha ...
iss bich shanti k dill ko thora chain stayanan k dost jo tha usse milli dinno dinn dono karib aate gai..dono ki achi banne lagi ti..

shanti k jhakmo p jaise kisi ne malham lagaya ho usse aaisa pratit honne laga...

bich bich me vo sab b hota jo wo nai chahti tii ramjih aksar market toh kabi kuch saman k bahane shanti ko lekar apne aayasi k ade p pahich jata aur waha uske aur uske dost shanti k jhakmo ko firr se hara kar dete..

samai apni raftar se chalta chala gaya...

ek raat ghani andheri raat ti...styanan khet me hi machan p baitha raat me khet ki rakhwali kar raha ta..

kuch pal k liye uski aankh lag gaii......

chan chan chan .....payal ki runjhun awaj se stayanan ki nind khull gaii...
wai jani pahachani sugandh jo ki uske dill ki gahraiyo me bas chuki tii .styanan ko mahsus huwe

wo jhat aankh malta huwa uth baitha aur kheto me idhar udhar dekhne laga....

kaha gai wo abi toh uski payal ki awaj suni tii.....

to be continued.......
 
par wo raat styanan p bhari pari jab shipra ne kaha ki wah aaj k baad nai aayegi.......
wo chali gaiiee styanan akella khoya khoya rahta uss raat maa ne shipra ki mahak ko mahsus kiyatha kyuki wo kamre k bahar hi khadi ho kar unki sari baate sunn raii tii fir shipra ko jate b dekha..

teeno k aankhe nam te..

satyanan toh jaise hasna bolna bhull gaya ta bas machine ban kar rah gaya.....
andar hi andar khokhla hota gaya pita ji puchte par wo kuch nai kahta bahno ne janna chaha par har baar wo bas baat ko taal deta..

to be continued ....
 
update131
ab aagee
.................
satyanan idhar udhar dhundhta raha par uske spno ki malika usse kahi najar hi nai aa rai tii...

wo bawla ho gaya ta jaldi jaldi me chapal tak nai pahne the..fir b usse iss baat ki sudh na ti...dill ko intjar ta toh bas apne mahbub ki ek jhalak ka uss raat ussetoh usne bachaya par apna dill har baitha ta..

andheri raat me darbadar bhatakta girta parta wo nahar k kinaare ja pahucha jaha wo baithi ti....

usse b sayad usika intjaar ta..

aap hamesa yu hi raat me hi gumti ho kya ....shipra jaise iss awaj se sotte se jagi hotho p bas muskurahat aa gaii...

hmmm par aap itni raat ko kya kar rai hai...wo b andheri raato me..shipra itna kahte huwe palti...

styanan ki fullii hui sase dekh kar sipra ko hasi aa gai

aap itna haff kyu rai hai..

aapko hi dhund raha ta...

mujhe...shipra mand mand muskaate puchti hai "par kyu...ham toh jada mille b nai..."

stayanan iss prasan se baukhla gaya...woo..woo apne apna nam b toh nai btayaa ta na..

nam k liye bas ..."..hal toh shipra ka b wai ta..jo satyanan ka ta par wo usse satana chahti ti..

ha wo asal me sahi se jaan pahachan b nai hui aur pata nai kaha chali gaii...stayanan uske pass aata huwa bola..

kya karenge mere bare me jan kar..janne k baad kahi bhag hi na jaiyee..

shipra ki aankho me ek gahrai ti jo sayad uske dill k hal ko baya kar rai tii..

itna kamjor b nai hu..dekha nai ta kya uss din apne..stayanan mushkurata huwa bola..

"ham dekha b ta aur bachaya b ta..."..shipra hastee huwe boli..

satyanan toh bas chup chap uske cahnd jaise mukhree p chai iss hasin muskurahat ko hi dekhe ja raha ta..

kaha kho gaii ..usdin b aaise hi aur aaj b ...

koi itna hasin kaise ho sakta hai...styanan yu hi budbudaya ..

kuch kaha aapne....shipra k puchne p satyanan boukhla gaya
nannanan......nai to

thik hai chalti hu ab mujhe jana hoga...shipra uthti hui boli...

stayanan ka dill baith gaya..acha fir kabaayiengi ..

agar milna huwa toh mill hi jaiengee.. shipra itna jawab de aankho se ojhal hoti chali gaii...

satyanan aur shipra yuhi aksar raat memilne lagee..dono k bich din par dinn ye pyar gahri hoti chaligaii..

samai dekh shipra ne yah bbatla diya ki wo koi aaminsan nai balki ek jinn pari hai...

par styanan toh uske pyar me bawla ho chuka ta wo kaun hai kya hai usse usse kuch lena dena hi nai ta...

idhar shipra p jinn lok me sadi ka dabav badhnelaga ...par wo pyar satyanan se karne lagi ti..ek din dono ne ratri me gandharv vivah kar liya...

Kitna hota na aaj agar ham dono ko agar baro ka aasirwad millta ...satyanan k dill ki baat otho p aa gai..

chahti toh mai b yai hu ....par ye sambhav nai hai aapko samajhna hoga...

thik hai jaisa tum kaho...satyanan ne bujhe man se hi swikirti de di..

mujhe maaf kariyega par meri majburi hai..aaj aapko ye vachan dena hoga ki aap hamre baat ko kabhi kisi se nai kahenge...agar aaisa huwa toh mai firr kabhi nai aayungi..
shipra nam aankho se ye baat kahi..

chup pagal mai tumse alag ho kar ji b nqi paunga ek tm hi to ho jo muujhe samajhti hoo....

isi trah ki kasme vaado me unka naya dampatya jeevan suru hogaya harr raat styanan kpass shipra aaya karti aur subah ujala honne se pahle chali jaya karti.....

issi bich ek raat shipra ne batya ki wo garbhwati haii.satyanan ki khusi ka thikana nai ta....

usse laga use aaj jivaan ki sari muraade puri ho gaii

wo apnii khusi sab mebatna chahta ta par kahe toh kaise kuch batane se toh shipra ne mna kiya ta aurwo usse khona nai chahta ta...

par fir v kissi bahane se hi sahi stayanan ne sabka muh mitha karwaya..
samai kuch aur nikla toh stayanan p sadi ka dabav parne laga
wo talta raha par ek dinn majbur ho karmaa ko batana par hi gaya...ki usne sadi kar rakhi hai aur wo b jinn pari se ...

maa par toh mano bajrapat huwa ta ki ye kya kah raha hai...
unke sapne bikhar gaii tee..

par wo raat styanan p bhari pari jab shipra ne kaha ki wah aaj k baad nai aayegi.......
wo chali gaiiee styanan akella khoya khoya rahta uss raat maa ne shipra ki mahak ko mahsus kiyatha kyuk
 
update 131
ab aagee
..................
samai bitta gaya aur shipra ne ek nanhi pari ko janm diya ...jo hu bahu maa par gaii tii..
wai nayan naksh aur ruup..

jinn lok me har traf khusiya mnai ja raii ti har koi khush ta ..aakhir unhe apna utradhikari jo mill gaya ta..

par shipra jaha ek orr kush ti toh dukh b ta har raat usse kaato k saman lagte jab se styanan se alag hui ti ek pal ka b chain nai milla raat bas karwat badalte hi gujarti

aakhir dill se majbur ho shipra ne aakhri baar satyanan se millne ka faisla kar hi liya..

wo apni pyari gudiya ko good me liye chal pari..

maharani.."kaha ja rai ho beta itni raat gaye..."

shipra k badhte kadam thithak gaye..

shipra ...maa mai unse millneja rai hu..."

maharani...pagal toh nai ho gai tum ye jante huwe b ki tumhara waha jana khatre se khali nai tum iss bachi ko lekar ja rai ho....mai tumhe mna nai kar rai millne se par khatra jante huwe b jana beta ye kaha ki samajhdari hai...mat bhullo tumhare hath me bas vartman hi nai balki iss rajya ka bhavsiya b hai..."

shipra ..par maa mai isse apnee pita se millane ja rai hu ...unki trap mai janti hu...kitna trap rai honge wo apnne bache se milnee k liyee..bas maa bas ek bar

maharani...nai hargij nai iss waqt toh bilkul b nai..

shipra ...maa bas aakhri baar apni beti ki baat man lo mai iska khayal rakhungii..mai vachan deti hu bhalle hi meri jaan kyu na chali jaye par isse kuch nai hoga..

maharani....tum samjhti kyu nai beta mujhe tm p pura viswas hai..apni beti ko yu trapta dekh kya mai khus hu ya khus rah paungi...par jo khatra isspe hai isliyemna kar rai beta ..

maharani k aankho me b aasu aa gaye...
shipra apni maa k charno me girr kar ro parii...
ek baar maa bas ek mujhe mill lene do mai unhe iska chehra dikha wapas letii aayungi.....aapni jaan se v jada sambhal kar rakhungi ...

aakhir maa ka dill apni beti k rudan p kab tak virodh karta

thik hai beta ..maharani shipra k aasu pochte huwe bolii...ja mill le par koi b khatra ho toh turant sandeash bhejna ...

shipra ka man khusi se jhum utha wo maa se lipat ro pari..maharani pyar se thapki de usse vida kiya..

........to be continued
 
update 132
ab aagee
........... . ......
uss raat mai kafi dino baad bhut khus ti...na jane kitni raat maine karvat badalte bitayi tii....

mai jab ghar p pahuchi toh wo waha bahr hi aakash me bas lete dekhe ja rai tee...kitna kamjor ho gai tee dadii badi thi...

pata nai kya soch rai the par pata nai kaise mere aane ka pata harbar unhe kisi trah chal hi jata ta...

wouthkar meri traf aaye kuch deer na mai kuch bol paii aur na wo bas aankho se hi humdono k gille sikwe bahte rahe...

unki najar apni beti p gaii toh wo khusi se jhum uthe mere hatho se kekar galle se laga liya...

meri bachi meri pyari guddiya...kaha ti tu ab tak dekh tune aane me kitni deer kar dii...yai kah rai te wo ..

kya nam rakha hai meri beti ka...unhone mujhse pucha...

ye adhikar toh aapka hai ...itnavhi kah pai maii...

aaradhya...meri beti ka nam aardhya rahega ...ab mai kabi tujhe apnne se duur nai janne dunga meri jaan...

wo usse gaale se lagaiye...bas yai kah raii tee..

aapne ye kya hall bna rakha hai apna...aaise halat me dekh mujhe kitna dukh huwa hai pata b hai ...

aree ab tm dono aa gaye na mai bikjul thik ho jaunga...fikr mat karoo...

wo mujhe apni beti k sath laga roye ja raii te...

par ussdin kismat mere sath nai tii. ...hamdono khatre se anjan te...pata nai kab kevat aur uske chele aa gai te waha ...

aap aaj firr galat samajh rai hai mai khud ko rook nai paai aapse milne se maa se bhut minat kar aayi hu aakhri baar ...

isi samai aap b waha bahar pahuch chuki ti...dadi k bare me

unhe bara jhatka laga mujhe alag karte huwe wo bifaar paree..kya matlab aakhri baar mai ab tumhe kahi jane nai dunga ..tum dekh rai ho meri kya halat ho gai tumhare bina kitna tarpa hu mai ...

khud ko sambhaliye...meri kya halat hogi aapse duur rahne me kya aap nai jantee..par mai majburr hu...kya kahti mai unhe wo kuch samajhne ko tayar hi naii tee...

thik hai aap kahte hai toh nai jati yai rah jati hu mere vado ka mool hi kya hai .....mai b ro pari kitna kast huwa ta mujhe aapko kya pata maa ji ...

nai shipra tumse hi tobmai hu bas ek tumhi to ho jisne mujhe jana hai samjha hai thik hai jaao rah lunga mai tumharee bina par dubara mat aana nai toh mai kamjoor par jaunga...itna majbut b nai hu..ki har baar apne aap ko samjha luu...

mai kuch kahna chahi par unhone muhhe rook diya ..

isse pahle ki mera irada badal jaiye ..chali jao shipraa chali jaaoo..ek ek sabd unhone apne dill par pathar rakh kar kaha ta...

mai b majbur ti apne rajya maa ko diya vachan se bandhi ti mai vaha se nikal gaii mere pichee wo rotee rahe...

mai jitna aate waqt khus ti jate waqt kahi jada dukhi ti...iss dard b mujhe khatre ka jara sa b abhas hi nai huwa mai apni jaan ko seene se lagaye aasu bahate chali ja rai ti ki kisi ne meri pith me kab abhimantrit khanjar utara pata hi nai chala mai apnii beti ko sambhalti girr parii....

bas behos hotte b maine apni beti p jarur ek raksha kawach chada diya ta jisse uski jaan surakshit rahe...

wo meri beti ko mijhse lekar challe gai aur mujhe kaid kar aapke ghar k aangan me hi aapke devar ne hi gaara aaoko ulta sulta patibpadhakar..

kuch deer k liye chachi sant but bani baithi rai....

par shanti ne uske baad kya kiya ...dadi ne pucha ..

sabki aankhe nam ti....

mere toh chotee baba ki jaan le leno ka man kar raha ta...
par aage kya huwa ye b janna chahta ta mai..

kuch chan sant rahne k baad chachibne firr se bolna suru kiya....
 
Back
Top