UPDATE 109
me apni gadi ko le ja raha tha. Lekin kha Jana tha kuch pata nhi tha. Bus chale ja raha tha. Mera man bilkul bhi shan't nhi tha.kya Karu kuch bhi samaj nhi AA raha tha.chalte chalte Maine ek park KE pass gadi ko roka or Bahar aake us park me baith gya.or sochne laga ki Kya Kiya jaye.bahut der Tak sab bato per bichar karta raha lekin koi bhi idea nhi AA raha tha. Bus agar kuch AA raha tha to bahut hi gussa AA raha tha.to Maine apna gussa nikalne KE liye ek Rasta socha or Harry ki madad se ek aisi street me Chala gya jaha dead fight hoti hai. Baha jaan Jane Tak koi nhi chhodta hai. Isliye me baha gya. To ek fight bus khatm hi Hui thi. Or agle fighter ka challange chal raha tha. Or baha per karib 1000 log to honge hi. Jo cheer Kar rahe the. Me Bina kisi dar KE andar chala gya. Or apni shirt utar Kar beech ring me khada ho gya.
Or mere samne ek achha khada hatta karta aadmi khada tha. Or sabhi mujhe dekh Kar has rahe the. Kyuki me uske samne bilkul bacha lag raha tha. Lekin. Maine kisi ki koi fikar nhi ki. Or hamari fight suru Hui. Mene usko mouka Diya ki mujhper war Kare. Or vo suru ho gya. Mujhe maarne laga. Me koi bhi bachav nhi Kar raha tha. Usne mujhe utha Kar seedha jameen per patak Diya. Or fir kohni ke bhar mere uper gir gya. Mujhe bahut dard ho raha tha lekin me seh raha tha. Fir usne mujhe uthaya or mujhe punch Marne laga. Dono hatho se. Or jab uske punch per Mera jyada prabhav nhi pada to. Usne mere pait me lagatar tez raftar se puncho ki barsat Kar di. Jisse thodi der baad me gir gya. Lekin abhi bhi Meri himmat nhi toti thi. Mujhe laga ab jyada ho raha hai. Isliye me fir khada hua or usko ek kamini smile KE sath Meri or aane ka ishara Kiya. Jise vo seh na saka or vo doudta hua Meri taraf bhaga. Or jaise hi mere karib aaya. Mene ek laat jama di uski gardan per. Or ek hi war me vo dher ho gya. Or Charo taraf sannata chha gya. Or me bahi khada raha. Or agle ka intjaar karne laga.refree aaya or usne mujhe winner ghoshit Kiya or agle ko challange karne laga. Tabhi ek 7 ft. Ka aadmi sakl se hi hawsi lag raha tha. Vo ring me aa gaya. Or usne Mera challenge accept Kiya or fir se Meri fight suru ho gyi. Me fir usse pita thodi der or jab laga ki jayada ho raha hai. To usko bhi 2-3 daav me hi chit Kar diya. Aise hi me 5 fighters se Lada baha per. Or Pancho ko ek KE baad ek dher karta raha. Ab Mera yaha se Jane ka mood ho raha tha. Lekin tabhi ek sath 5 log ring me aagye. Or mujhe Jane se rokne lage. Or kehne lage ki last fight. Yaha ka niyam hai. To Mene usko Mana Kiya to vo nahi mane or mujh per hamla Kar diya.ek do ko Mene duck Kiya. Or tesre ko ek udti Hui kick Mari. Vo gira or choutha samne aaya. Or usne mujhe punch Marne ki kosis ki to Mene duck Kiya or uske hath ko block karke mod diya. Or kadakkk ki aawaj ke sath hi uska ek hath gya. Or Mene uska dusra hath pakda or usko bhi tod hi raha tha ki. Pechhe se Baki dono ne mujhe pakad liya. Mere hath ko unhone block Kar liya. Me apne hath ko Chala hi nahi pa raha tha. Or ek Meri garden ko jakad raha tha. Mere samne se 2 log aaye to Mene unke muh per apni kick maar di. Salo ke muh se khoon ki dhara beh gyi. Or fir me uper ki taraf uchhla or baha se seedha neeche pechhe wale ki tango ke beech se nikala. Jisse pechhe Wala neeche or me uske uper.jisne mere hath pakde the vo bhi bahi KE bahi ghoom Kar gir gya. Fir jaldi se utha or ek ki garden per KE jordar kick had di. Or uski garden bahi mud gyi. And tessre ke hath ko mod diya. Uska bhi hath Gaya kaam se. Or turant hi uski naak per ek knockout punch jad Diya. Vo bahi dher. Ab keval 2 log or Bache hue the. Vo ab Tak sambhal chuke the. Vo uthe or unme se ek Meri taraf bhaga to me bhi bhaga or Vidhyut Bala dusra daav lagya usko. Uski garden per Meri dono taang or Mera sar neche or dam laga Kar usko pechhe ki taraf sir ke Bal patak Diya. Jisse uska sir bahi khul gya. Ab bacha keval ek. Or jaise hi bo mere karib aaya.ek round kick uske jabde per.vo bhi dher. Sabka kaam khatm ho gya tha. Or baha per moujood sabhi log mujhe aise ghoor rahe the jaise me koi alean hu. Kisi ko bhi yakin nahi ho raha tha ki yaha abhi Kya hua hai. Ab me baha se fir se nikalne laga to abki baar sedhe 10 bando ko baha bheja Diya organiser ne. Or ab Mera para chadne laga tha.ki Sala majak hai Kya. Mene decide Kiya ki ab me nhi ladunga. Or baha se nikalne laga. Lekin sale baha ki audience bhi Maha kamini thi. Sale mujhe nikalne hi nhi de rahe the. Or un 10 mese 2 log aaye or mujhe pechhe ko ghasit liya.
Main- Abe kyu Marne KE liye mare ja rahe ho. Dekha nhi Baki logo ka Kya haal Kiya Mene. Apni jindgi se pyar nhi hai Kya.
F1- beta vo sab abhi sekh rahe the. Dam hai to hamse lado. Tab Manu me.
Main- kyu tujh akele me dum nhi mujhe harane ka Jo apni geedado ki fouj Le aaya Sher ka shikar karne KE liye.
F2- jyada mat udd Bache kuch logo ko Kya maar liya apne aap ko Sher samaj raha hai.
Main- Abe jhandus jab do log baat Kar rahe ho to becch me nahi bolte. Tere baap ne sikhaya nhi ye.
F2- sale mere baap per jata hai.
Or vo meri taraf aane laga or jaise hi aaya. Maine uski naak per ek powerful punch jad Diya. Sala raftar me tha to raftar se hi gir gya.or utha hi nhi.
Main- or kisi ko ladna hai ab.
Ye sunke sab ek sath Meri taraf bhage lekin tabhi crowd me se stop ki aawaj aayi. Jor se. Or vo log ruk Gaye. Tabhi 2 log or ring me aagye.or vo or koi nhi balki Rony or Bhai the.
Main- aap logo ko yaha aane ki jarurat nhi thi me sab sambhal leta.
Bhai- vo to me dekh hi raha tha live. Lekin ab jyada ho raha tha. Isliye ham AA gye.or bese bhi tu yaha maje Kar raha hai. Or baha ham tujhe dekh Kar jal rahe hai. Yaar kya body banai hai. Kasam se ek dum mast.
Main- aapse to Kam hi hai.
Rony- Bhai Jara utaro na me bhi to dekhu.
Bhai- tu bhi utar teeno Bhai shirtless ho nge tab to ladkiya impress hogi.
Main- isme mujhe mat ghasitna. Balki AAP log hi Karo ye sab.
Bhai- ha me to bhool hi gya tha ki Teri to pehle se hai. Chal me to jalaouga ladkiyo ko.
Rony- or me bhi or isi ke sath un dono ne bhi apni apni shirt or t shirt nikal di. Or me yaha behosh hote hote bacha. Yaaar Kya kamaal ki body thi dono ki.
Bhai..
Rony...
Main- Bhai kaode bapis pehan lo kahi Meri najar na lag Jaye aap dono ko.
Rony- apno ki najar nhi lagti chhote. Tu ab tamasha dekh.
Main- vo bhala kyu. Ye Meri fight hai.me bhi ladunga.
Bhai- tu thank Gaya hai. Ja baith ja.
Main- abhi raat bhar or aise hi log aaye rahe to bhi me ladta rahunga.
Rony- chal chal fek mat.
Main- sachhi.
Bhai- to theek hai aaja teeno milkar inki band bajate hai.
Main- side ke teen mere.
Rony- or dusri side ke teen mere.
Bhai- Baki ke mere.
Or un logo ne bhi koi objection nhi liya to hamari fight suru ho gyi. Or ham teeno hi kafi trained the. Or Rony or Bhai to kuch jyada hi. Jaise hi Rony ke teen uske samne aaye. Pehle ko usne naak per apna ghutna jad Diya. Or dusre ko Dil per ek powerful punch.ab bacha teesra uske sene per ek kick. Or turant hi ek punch. Keval 1 min. Laga use. Un sab ko jameen per girane me. Or bahi bhai.ne ek ko garden se pakda or usko ek hath se uper utha liya. Or jaise hi dusra aaya. Uske seene per ek laat rakh Kar use neche dava diya jisse vo bahi KE bahi mud Gaya or jameen per gir gaya. Fir Bhai ne us hath bale bande ko tesre ke uper fek Diya. Or dono hi gir gye. Fir Bhai ne ek ko utha Kar usko apne ghutne per teen baar giraya. Sale ki haddi hi toot gyi. Or akhiri to shok se hi behosh ho gya.ab me bhi teeno ko jaldi hi teeno ko niptana chah raha tha. Jaise hi pehla Meri taraf aaya. Me uchhal Kar muda or uski garden pakad Kar usko ring ke khambe ki or fek Diya. Jisse uska sir seedha khambe per laga or uska kaam bahi khatm. Baki ke dono Meri taraf ek sath aage bade. To Mene dono ko ek sath uchhal kar kick Mari or bahi ke bahi back flip mar di.or jaise hi land hua pehle ko pakad Kar uski garden ko ghuma Diya.jo last tha uske chehre per apni laat se ek bar kiya.sale ke 3-4 dant uske andar hi chale gye.or uska hath pakad Kar mod diya. Sab ka kaam khatm.ab ring me ham teeno hi Bache hue the. Or ab kisi ki himmat nhi thi. Ring me aane ki. Tabhi uska organiser baha aaya or taliyo se hamara SWAGAT Kiya or uske sath sabhi ne hamare liye taliya bajai. Fir usne hame bahut Paisa bhi Diya jiski hame jarurat hi nhi thi. Usne ham se hath milaya. Pehle Bhai se fir Rony se. Or jaise hi mere karib aaya. Mujhse hath milaya. Mene uska hath dava liya. Vo jhatpatane laga. Mene turant hi uske chehre per ek punch jad Diya. Jisse uske chehre se khoon nikalne laga. Fir Maine uske Balo ko pakada or usse pochha.
Main- kyu be devid. Bahut Dino se chhipa hua hai.ab Jake hath aaya hai. Sale Bata vo kameena prakash kaha hai. or ye baat tu jaan Le ki me dobara nhi pochhta kisi se. Mera hath pochhta hai. Mene jor se chilla Kar bola..
Bata jaldi....
To be countinue.....