Hum dono ek shopping mall mein a gaye.Main bike ko park kiya aur Komal ke sath andar ki or nikal pade.Hum ek gents ke dukaan mein ghus gaye.Komal mere liye kapde dikh rahi thi.Main bhi idhar udhar dekh raha tha.Phir ek black colour ke shirt dekar boli.
Komal- Yeh pehenkar ayo.
Main- Ji ma'am saheb.
Mere baat sunkar Komal aur main has pada.Main trail room mein jakar shirt pehen liya.Gande kapde hath mein lekar bahar a gaya.
Main jakar woh kapda dustbin mein phenk diya.Phir Komal mere liye bahot sara naya kapde ki shopping kiya. Phir hum bahar a gaye.Bahar akar ek ladies ki dukaan ki taraf mera nazar pada.Waha par ek bahot acha sari tha.Sari ko agar Komal pehnegi toh bahot achi lgegi.Main uss dukaan ki or chal pada.
Komal- Are kahan ja rahe ho.
Main- Tum ruko main abhi aya.
Main uss dukaan mein ghus gaya.
Main- Suniye mujhe woh sari chahiye.
Dukaandar- Woh bahot mehenga hai.
Main- Are maine kahan mujhe woh sari chahiye.Maine kabh kahan kitna dam hai.
Dukandaar uthkar uss sari ko nikalkar diya aur packing kar diya.
Main- Kitna dam hai.
Dukandaar- 15,000 Rupees.
Main usko credit card diya.Woh swipe karke paise le liya.Main sari lekar bahar a gaya.Komal bahar mera intezar kar rahi thi.
Phir main aur Komal shopping mall se bahar a gaye aur ek restaurent mein ghus gaye.Waha par lunch kiya.Lunch karne ke baad hum ghar ki taraf nikal pada.Kuch der mein hi hum ghar pohonch gaye.Main aur Komal aapne kamre mein a gaye.Main bed par let gaya.Komal mere diye huye kapde khulne laghi.Jabh woh dekhi toh khushi se boli.
Komal- Wow kitni sundar hai.Thanks.
Main- Mujhe thanks nahi chahiye.Kuch or chahiye.
Komal- Toh aapko kya chahiye.
Main- Abhi batata hoon.
Main Komal ko khinch kar mere upar gira diya.
Komal- Yeh kya kar rahe ho
Main- Are pyar kar raha hoon.
Komal- Acha bahot romantic mood mein ho.
Main- Woh toh hoon.
Main Komal ke honth ko kiss karne lagah.Komal bhi mere kiss ki response dene laghi.Woh mere honth choos rahi thi main bhi choos raha tha.Jabh Komal muh khol diya toh main aapna jibh ghusa diya Komal ke muh ke andar.Woh mere jibh ko choosne laghi.Phir Komal aapna jibh mere andar ghusa diya.Main bhi choosne lagah.Karib 10 min ki kissing ke baad main kiss tod diya.
Komal mere seene mein sar rakhkar boli.
Komal- Tum bahot besaram ho gayr ho.
Main- Are iss mein maine kya kiya.Pyaar hi toh kiya.
Komal mujhe jibh se chidakar boli.
Komal- Bade aye pyaar karne wala.
Phir Komal mere upar se uth gayi.Main bhi beth gaya.Komal woh sari cupboard mein rakhne laghi.
Main- Are wah kyu rakh rahi ho.Pehenogi nahi kya.
Komal- Jorur pehenungi par special occusion mein.
Phir main aur Komal fresh ho gaye.Uss din aur kuch nagi huya Komal aapni padai mein lagh gayi main bhi aapna padai mein lagh gaya.Raat ko Komal ki do bar chudai karke sou gaya.....
Samay kaise bitta gaya malum hi nahi padah.Komal office aur aapni MBA ki padai mein laghi huyi thi.Iss bich Komal kabhi bhi aapni maike nahi gayi aur bua bhi nahi ayi.Samay ke raftaar ke sath hamare zindaghi chalta gaya.Zindaghi ke do saal kaise beet gaya malum nahi padah.Kabhi kabhi Pari ka bahot yaad ata hai.Akele jagah dekh kar thoda rou leta tha.Jitna bhulne ki koshish kiya utna hi dil par bethta gaya.Aab main jaan chuka tha ki main kabhi Pari ko bhul nahi payonga.
Komal ke sath main bahot ghulmil gaya.Dadi ka jagah Komal le li thi.Mera har chiz ka khyal rakhti thi woh.Jabh bhi main bimar padta tha woh mujhe ek pal ke liye bhi nahi chodti thi aur jabh woh bimar padti thi main uski khyal rakhta tha.Iss bich jabh Komal bimar padti agar koi important kaam hota tha toh main office chala jata tha.Varun aur Manisha mere sabse acha dost ban gaye the.Varun aur Manisha ko abhi tak patah nahi hai ki mera shaadi ho chuka hai.
Aaj mera college ka final exam ka last din hai.Main akhri paper dekhar college se bahar a gaya.Bahar ate hi mujhe Manisha mili.
Manisha- Kaisa raha paper.
Main- Acha tha.
Manisha- Acha kyu nahi hoga.1st year mein toh tumhe 85% mila tha.Iss baar kitna milega?
Main- Dekhte hai.Tum bhi batao kaisa raha tumhare exam.
Manisha- Acha tha.
Tabhi waha par Varun a gaya Manisha ko lene ke liye.Varun pichle saal pass karke nikal gaya tha.
Varun- Kya baat ho raha hai.
Main- Kuch nahi yaar.Aise hi exam ke bareme puch raha tha.
Varun- Chal canteen mein jakar beth te hai.
Main- Nahi yaar.Tum logh jao.Mujhe jaldi ghar jana hai.
Varun- Chal koi baat nahi.Phir kabh milenge?
Main- Jabh result dega.
Manisha- Iss bich nahi miloge?
Main- Main thodi na yaha rehta hoon.Phir bhi kabhi na kabhi mulakat toh hoga hi.
Varun- Chal Bye.
Main bhi un dono ko byr bolkar aapna bike lekar Komal ki office ki taraf nikal padah.Aaj Komal surprise dene ka mood mein tha.Komal mera zindaghi ban chuka hai.Uski bina mera din nahi pura hota tha.Pari mere dil ki aag kone mein basi huyi thi.Komal mere dhadkan bann gayi thi.Main raste mein ek gulab ke pholon ki guldasta liya.Kuch der baad main office ke bahar pohonch gaya.Bike ko park karke gate mein ate hi watchman ne mujhe salute kiya.
Andar jate hi sabhne khade hokar mujhe Good afternoon kehne laghe.Main bhi unko wish karta huya Komal ke cabin ke taraf badh gaya.Main cabin ke bahar akar andar ke or jhanka toh dekha Koma khadi hokar ek file dekh rahi thi.Uski peeth mere taraf tha.Main ahista se andar ghus gaya guldasta ko ahista se table mein rakhkar Komal ko piche se bahon mein bhar liya.Pehle toh Komal chonk gayi.
Komal- Kyon hai.
Main- Aab apni patidev ko bhi pehchan nahi pa rahe hai.
Komal aab muskurane laghi.Main aapna sar uski kandhe par rakhkar aur hath pet mein rakhkar khada tha.
Main- Sebah toh nahi par aapko aapni vada ko yaad dilane aya tha.
Komal- Konsa vada.
Main uski gardan ko chumte huye bola.
Main- Tum bhul gayi na.
Main uski pet ko sehlate huye bola.
Main- Yaha par meri beti lane ki baat.
Iss baar Komal sharmane laghi.
Main- Boliye na.Dengi na ek chota sa pyari si beti.
Komal- Sharmate huye...Woh main kaise batah sakti hoon ki beta hoga ya beti.Baise mujhe toh tumhare jaisa beta chahiye.
Main- Nahi nahi pehle toh beti hogi.
Komal- Nahi pehle beta.
Main- Nahi beti.
Komal- Acha jo bhi ho dekha jayega.
Main- Toh dengi na.
Komal- Sar ko niche jhukakar....Haan.
Main Komal ko ghumakar ghod mein uthakar ghumane lagah aur kehne lagah.
Main- Yeahhhhhhhhh.
Komal- Hasti huyi...Are chodo main niche gir jaungi.
Main Komal ko niche utara.Main table se guldasta lekar Komal ko diya aur bola.
Main- For my beautiful wife.
Komal phool ko dekh kar bahot khush huyi.
Komal- Thanks.
Main- Aab yeh thanks chodo.Hum kahin jane wale hai.
Komal- Kahan.
Main- Surprise hai.
Komal- Bolo na kahan.
Main- Are bol dunga toh surprise ka kya reh jayega.
Phir hum dono ghar aye.Ghar akar packing kiya.Har samay Komal mujhse puchti rahi kahan ja rahe hai.Par maine usko kuch nahi bola.Hum khana khakar aapna car mein nikal pada.Jabh hum highway mein pohoncha tabh main Komal ka ankh band kar diya patti se.Woh mujhse puchti rahi.
Main inn do saal mein car chalana sikh liya tha.Car main drive kar raha tha aur Komal mere pas betha raha.Karib 1 ghante ke baad hum ek ghar ke pas ruke.Main car se utarkar Komal ko utara.Komal ko utarkar uski patti khol diya.Komal jabh dekhi woh kahan par khadi hai woh mujhse chipak gayi.Hum jaha aye the woh mera sasural tha.
Main- Are aise gale lage rahoge ya andar jaoge.
Komal mujhse alagh hokar boli.
Komal- Thank you.
Main- Yeh thanks bolna chodo aur andar jao.
Komal daud kar andar chali gayi.Main bhi uski piche piche chala gaya.Komal sidha aapni maa ki kamre mein ghus gayi.Bua bed par leti huyi thi.Komal jakar unko uthane laghi.Woh jabh uthkar dekhi Komal ko toh woh rou kar Komal gale lagah liya.Dono ki ankhon mein asu tha.Main bas woh manjar ko dekhta raha.Sonali bua ne Komal ka chehra ko chumta gaya.
Woh manzar dekhkar mujhe bhi aapna maa ki yaad a gaya.Kabhi aisa lamha mujhe nahi mila tha.Kabhi koi taklif nahi huya mujhe.Lekin maa ka pyaar nahi mila.
Sonali Bua- Kaisi hai meri bachchi.
Komal- Main thik hoon maa.Aap kaisi ho.
Sonali Bua- Aab tu a gayi toh main thik ho jaunga.
Kuch der unke milap chalta raha.Jabh bua ke nazar mujhpar padah toh woh uthakar khada ho gayi.
Sonali Bua- Are beta khade kyu ho.Betho.
Main unke samne jakar unke pair chua.Woh mujhe ashirvaad diya.
Sonali Bua- Beta tum thak gaye honge.Tum aram karo.Komal Veer ko aapne kamre mein le jao.
Komal mujhe lekar uski kamre mein le gayi.Komal ka kamra bahot acha tha.Aisa lagh hi nahi raha ki yaha par koi nahi rehta.Bilkul saaf sutra.Room mein ate hi Komal mujhe gale lagah liya.
Komal- Thank you.Mujhe yaha lane ke liye.
Main bhi usko bahon mein bharkar kuch der khada raha.
Phir hamara samna lakar main bathroom mein ghis gaye.Komal ke room mein ek bathroom tha.Main fresh ho gaya.Phir Komal bhi fresh ho gaya.Raat bhi ho chuka tha.Sonali bua ne bahot sara khana banaya tha.Aab jamai hoon toh itna toh karega hi.Sonali bua bahot khush lagh rahi thi.Mere pet pathne ke kagar par a gaya tha.
Main kisi tarah khana khakar room mein akar bed mein sou gaya.Komal aapni maa ke sath baat karne laghi.......
Raat ke karib 12 baje mera pet mein khalbali machne lagah.Main uthkar dekha toh Komal abhi tak nahi ayi.Main daud kar bathroom mein ghus gaya.Main 10 min baad bahar nikla.Bahar nikal kar mein bed par gir gaya.Aab kya hoga.Mera toh pet kharab ho gaya.Kuch der baad phir se khalbali machne lagah.30 min mein 5 bar gaya main bathroom mein.Mere jism mein aab shakti nahi tha.Main pair jhulakar leta raha.Mujhe koi takat nahi mil raha tha.Jamai adar kuch jyada hi ho gaya tha.Kuch der baad Komal room mein ayi.Woh mujhe dekhkar boli.
Komal- Aise kyu lete ho kya huya.
Main thoda sa ankh khulkar bola.
Main- Jamai adar jyada ho gaya.
Woh mere pas bethkar boli.
Komal- Matlab?
Main- Are mera pet kharab ho gaya hai.
Mere baat sunkar Komal hasne laghi.
Main- Yeh pagal ki tarah has kyu rahi ho.
Komal- Nahi aise hi.Jamai ke sebah karte karte kuch jyada kar diya.
Main- Are woh saab chodo pehle mere pet ka kuch karo.
Komal- Are ruko main kuch karti hoon.
Komal bahar chali gayi.Main kamre mein leta raha.Kuch der baad Komal andar ayi aur hath mein ek glass tha.
Komal mere pas akar boli.
Komal- Chalo yeh pi lo.
Main- Yeh kya hai.
Komal- Yeh nimu paani hai.
Main- Usse kya hoga.
Komal- Isse takat milega.
Phir main nimu paani pi liya.Phir Komal mujhe ek tablet khila diya.Main sidha sou gaya.
Komal- Aab kaisa lagh raha hai.
Main- Kuch acha lagh raha hai.
Komal mere pas let gayi aur mere seene mein sar rakh kar leti rahi.Kuch der baad woh boli.
Komal- Tumse ek baat puchon?
Main- Haan pucho.
Komal kuch der rukh kar boli.
Komal- Kya tum mere sath khush ho.
Komal ka baat sunkar main shocked ho gaya.Itne saal baad yeh mujhe yeh sawal kyu puch rahi hai.
Main- Yeh kaisi baat kar rahi ho.Aaj huya kya hai tumhe.
Komal- Kuch nahi bas janne ka mann huya.
Main- Woh kyu?
Komal- Hamare shaadi jis halat mein huya hai uske liye puch raha hoon.
Main kuch der sochta raha Komal ke bareme.Main aapne zameer se pucha ki kya main Komal ko khush rakh paya.Main Komal se pucha.
Main- Kya main tumhe khush nahi rakh paya.
Komal fatak se uth gayi aur bheege ankhon se mujhe dekh kar boli.
Komal- Tum mere liye woh insan ho jiske liye maine sapne sajaye the aapne sapno mein.Tum mujhe woh saab khushi diya jo main hamisha chahta tha.Lekin main tumse janna chahta hoon ki kya tum mere sath khush ho.
Komal ka baat sunkar main aapna zameer se puchne lagah ki kya main Komal ko pyaar kar sakah.Kya main usko aapni biwi ke jagah de paya.Mere zameer mujhe haan bola.
Main bhi uthkar beth gaya aur Komal ko aapni pas bethakar uski ankhon mein ankhen dalkar bola.
Main- Haan main tumhare sath bahot khush hoon.Dadi ke baad agar koi mere liye mayne rakhte hai toh woh tum ho.
Yeh bolkar main Komal ke honth ko kiss kar diya.Komal mujhse jor se chipak gayi.Main bhi Komal ko bahon mein bharkar let gaya.
Komal- Mujhe kabhi chodkar maat jana.Agar tum chale gaye toh main jee nahi payungi.
Main- Tumhe main kabhi bhi chodkar nahi jaunga.Hamisha tumhare sath rahonga aur hamare pyaari si beti bhi toh ane wale hai.
Iss baat par Komal sharmakar aur mujhse chipak gayi.
Komal- Dhatt tum hamisha wohi baat kyu karte ho.
Main- Kyu ki mujhe ek Komal jaisi pyari si beti chahiye.
Komal- Mujhe toh tumhare jaise nanha sa beta chahiye.
Main- Thik hai dekhte hai kisko kya milta hai.
Phir hum kabh ek dusre ko bahon mein bahrkar sou gaye patah bhi nahi chala.
Jabh subah mera nind khula toh maine dekha subah ki 8 baj raha tha.Main pas mein dekha toh Komal nahi thi.Main uthkar fresh hokar bahar nikal kar dekha toh Komal aur Sonali bua bethkar baate kar rahe the.Mujhe dekhkar Sonali bua boli.
Sonali Bua- Are beta uth gaye.Ayo milkar nashte krte hai.
Phir hum tino milkar nashte kiye.Nashte karne ke baad main bahar ke chaokhat mein beth gaya.Komal aur Sonali bua andar kaam kar rahe the.
Tabhi mujhe gaon ghumne ka mann huya.Main Komal ko batakar gaon ghumne ke liye nikal pade.Yeh gaon bhi acha tha.Kuch dhur jane ke baad main kuch dekh kar rukh gaya.......
Kabhi kabhi kuch chiz hamare zameer ko ghabara nahi hota phir bhi hum woh karte hai.Zindaghi mein hum kya chahte hai yeh hame khud nahi malum hota.Bas khush rehne ke liye kuch bhi kar lete hai.Agar duniya mein koi chiz insan ko diya hai jo uske liye anmol hai woh hai maa.Maa aisi naam hai jisko lene se mann mein shanti cha jati hai.Hamare maa hame kabhi dukh nahi dete hamisha aapne seene se lagake rakhte hai.Jabh hum bade hote hai kya tabh hum maa ka khyal rakhte hai.
Main gaon mein ghumte ghumte ek jagah pohonch gaya jaha par bahot sare logh jama hokar khade the.Bahot rouna aur chillam chilli ho raha tha.Main age jakar dekha toh ek budhi aurat ek aadmi ke paa pakde bethi thi.Buddhi aurat bahot rou rahi thi.Woh uss aadmi se keh rahi thi.
Budhi Aurat- Beta main iss umar mein kahan jauonga.Mujhe maat nikal.
Aadmi- Main kya jaanu.Jaha bhi jana hai ja.Main tujhe nahi rakh sakta.
Abhi mujhe samajh mein aya ki yeh aadmi iss aurat ki beta hai.Par yeh aapni maa ko nikal kyu raha hai.Tabhi ek aur aurat andar se bol rahi thi.
Aurat- Iss budhi ko jaldi nikalo yaha se nahi toh main gayi apne maike.
Aadmi- Dekh teri bajase mera sansar khatam ho raha hai.Nikal ja yaha se.
Tabhi ek chota bachcha route huye budhi aurat ke pas aya.
Bachcha- Dadi aap maat jao.
Bachcha rou raha tha.Budhi aurat uss bachcha ko aapni seene se lagah liya.Mujhe aapni Dadi ka yaad ane lagah.Tabhi uss aurat andar se a gayi aur bachche ko khinh kar andar le gayi.Bachcha nahi jana chahta tha.Uss aadmi aapni maa ko uthakar ek dhakka mara.Dhakke ke sath woh aurat mujhpar a giri.Maine unko pakad liya.Sare logh khade hokar bas tamasha dekh raha tha.Main unko side mein kiya aur badh gaya uss aadmi ki taraf.Main usski gale se pakad kar mere taraf kiya.
Aadmi- Tu kyon hai.
Main- Main jo bhi hoon.Yeh tumne thik nahi kiya.
Aadmi- Tu hota kyon hai bolne wala.
Main- Main shayed kuch nahi hota.Lekin kya tum sahi kar rahe ho.
Aadmi- Dekho aapni biwi ko khush rakhne ke liye mujhe yeh karna padega.
Main- Acha aapne biwi ko khush rakhne ke liye tum aapni maa ko nikal de rahe ho.Kya tumhe aapni maa ki woh mamta nazar nahi ata jo unhone tumhe diya.
Aadmi- Dekho mujhe iss bareme baat nahi karna.Uss sali ko nikalo yaha se.
Yeh baat sunkar mujhe ghussa a gaya.Main usko gardan se pakad kar niche gira diya.Pas mein ek lakdi tha woh uthakar uss aadmi ko marne lagah.Karib 5 bar marne ke baad budhi aurat a gayi.
Budhi Aurat- Mere bete ko maat maro.Main tumhare hath jodhti hoon.
Tabh main bahot ghusse mein tha.Ghusse mein uss ko bola.
Main- Dekh yeh hota hai maa.Tujhe itna marne se hi woh sehen nahi kar payi.Are maa sirf kismat walo ko naseeb hota hai.Aab teri biwi kyu nahi ayi tujhe bachane ke liye.
Mere ankh aag babula ho gaya tha.Woh aadmi zameen par betha huya tha.Uss aurat ghar ke andar khadi thi.
Main- Jabh teri maa tujhe pal pos kar badah kiya tha tabh tera biwi kahan tha.Are logon ko sari zindaghi lagh jata hai aapni maa ki doodh ki karz utarne ke liye phir bhi nahi utarta.
Woh khushnaseeb hote hai jiske pas maa hota hai.Par tere jaisa aadmi kya samjhega maa ki kadar.Aapni biwi ko khush rakhne ke liye aapni maa ko nikal de raha tha.Are yeh kabhi socha kya jabh tera janam huya tha agar tabh teri maa tujhe raste mein chod deta toh tu ek anath ki tarah jita.Kutte ki tarah rehta.
Aadmi- Bahot jor se rou kar....Chup ho jao aur maat bolo.
Maa mujhe maaf kardo.
Yeh bolkar woh aapni maa ke pair mein gir gaya.Waha par bilakh bilakh kar roune lagah.
Aadmi- Maa mujhe maaf kardo.Maine bahot bada galti kiya hai.
Budhi Aurat route route aapni beta ko uthaya aur seene se lagah liya.Doni bahot rou raha tha.Yeh dekh kar mujhe bahot acha lagah tha.Kuch der baad woh normal huya.Woh aadmi mere pas akar boli.
Aadmi- Aapka bahot bahot dhanyabad mera ankh khulne ke liye.Aap kyon ho pehle toh aapko nahi dekha.
Main- Ji main Komal ka pati hoon.
Aadmi- Sonali chachi ka beti Komal?
Main- Ji.
Aadmi- Are phir toh aap hamare gaon ka jamai huye.Chaliye andar chaliye.
Main- Nahi aaj nahi.
Aadmi- Nahi nahi aapko ana hi padega.
Main- Thik hai.
Tabhi uss aurat route huye daud kar budhi aurat ke pair mein padh gayi.
Aurat- Maa mujhe maaf kar dijiye.Mujhse galti ho gayi.
Budhi aurat ussko uthakar aapni seene se lagah liya aur usko maaf kar diya.Woh bachcha daud kar aapni Dadi ke gaud mein chadh gaya.Woh bahot khush nazar a raha tha.Phir main andar gaya aur paani piya.
Aadmi- Toh yeh bataiye aap karte kya ho.
Main- Kuch nahi.
Aadmi- Matlab?
Main- Matlab ki abhi tak kuch nahi karta.
Aadmi- Phir ghar kaise chalta hai.
Main- Ji main thakur hoon.
Yeh bolte hi woh aadmi khada ho gaya.Maine unko mera gaon ke naam bataya.
Aadmi- Mujhe maaf karna.Maine aapko kya kya nahi bola.
Main- Are aap bethiye.
Phir main unke sath kuch der baat kiya phir nikal aya waha se.Dopeher ho chuka tha.Main sidha Sonali bua ke ghar ke pas pohonch gaya.Main dekha ki kuch ladkiya ghar ke bahar khadi thi aur Komal ke sath baat kar rahi thi.Main jabh unke pas jakar khada ho gaya toh woh ladkiyan muskurate huye daud kar chali gayi.Main Komal se pucha.
Main- Yeh logh aise kyu bhag gayi.
Komal- Aapni jija ji ko dekh kar sharma gayi honge.
Main- Are mujhe dekh kar sharmane ki kya jorurat hai.
Komal- Baise aajkal aap bahot social work kar rahe hai.
Main- Social work.Maine kabh kiya.
Komal- Nahi aaj jo tumne kiya.
Main- Woh uski baat kar rahe ho.Woh toh bas aise hi.
Komal- Tumhare kaam dekh kar toh tumhare saliyan tum par lattu ho gaya.
Main khana khane ke liye betha raha Komal aur bua kya kar rahi thi kitchen mein mujhe nahi malum.Main unka intezar karne lagah.Kuch 10 min tak bethne ke baad bhi woh logh nahi aye.Main uthkar kitchen ke taraf jane lagah.
Kitchen ke pas akar jhank kar dekha toh Komal pas mein bethi huyi thi sar mein hath rakh kar aur bua khana bana rahi thi.Main idhar udhar dekha toh 5 tarika ke khana bana chuki thi aur 6 no khana banan chal raha tha.Main andar jakar pucha.
Main- Yeh aap logh kya kar rahe hai.
Mere baat sunkar bua aur Komal mere taraf dekha.Komal mujhe dekh kar boli.
Komal- Aapne jamai ke liye khana bann raha hai.
Main- Par itna sara khana kyon khayega.
Sonali Bua- Kyu tum khaoge.
Mujhe kaal raat wala manjar nazar a raha tha kaise mera pet kharab ho gaya tha.Main ghabrane lagah.Shayed Komal ko mera halat patah chal chuka tha.
Komal- Maa aab bas karo.Itna kafi hai.
Main- Haan bua itna kaafi hai.Agar main itna khaonga toh mota ho jaunga.
Komal meri baat sunkar boli.
Komal- Yeh tum bua kyu bol rahe ho.Maa bolo.
Maa ke naam sunte hi mujhe maa ka yaad ane lagah.Thik se maa ko phukar bhi na sakah tha maine.Mere ankh chalakhne lagah.Mere ankh dekh kar Bua boli.
Sonali Bua- Beta isski baat ka bhura maat mann na.Yeh toh kuch bhi bolti hai.Tumhe agar bua kehne mein acha laghta hai toh wohi bolo.
Main aapna ankh poch kar bola.
Main- Nahi aisi baat nahi hai.Woh kya hai ki maa ka yaad a gaya tha.Thikse maa ko phukar bhi nahi paya tha maine isliye thoda dukhi hoga tha.
Sonali bua mere pas akar mere gaal sehlakar boli.
Sonali Bua- Beta main bhi toh tumhara maa jaisi hoon.Tum mujhe bhi toh maa bhula sakte ho.
Main- Ji m m maa.
Aaj kayi salon baad maine yeh word se kisiko phukara tha isliye juban ladkhadane lagah.Sonali bua mujhe seene se lagah liya.Kuch der baad woh mujhse alagh hokar boli.
Sonali Bua- Jao beta tum bahar betho main khana lagati hoon.
Phir main bahar akar beth gaya.Komal aur bua khana bahar la rahi thi.Tabhi Komal ka phone bajne lagah.Main phone mein dekha toh office se call tha.Main phone le jakar Komal ko diya.Komal baat karne laghi.Main bethkar khana khane lagah.Bua bhi mere sath khana khane laghi.Komal thodi der baad akar boli.
Bua ki muh murjha gayi.Mujhe bilkul acha nahi lagah par kya kar sakte hai.Kabhi kabhi kaam ko importance dena chahiye.Main khana khakar aapni room mein a gaya.Main bed par let gaya.Patah nahi kabh mujhe nind a gaya.Jabh mera nind khula toh sham ho chuka tha.Main uthkar fresh ho gaya.Main bahar akar dekha toh Komal aur bua hall mein bethi huyi thi aur chay pi rahi thi.Mujhe dekh kar Sonali bua bol padi.
Sonali Bua- Are beta uth gaye.Chay pioge.
Main- Ji.
Sonali Bua- Tum betho main abhi layi.
Bua uthkar chali gayi.Main Komal ke pas beth gaya.Par Komal kuch nahi bol rahi thi bas bethi rahi.
Main- Kya huya tum aisi bethi kyu ho.Naraj ho mujhse.
Komal- Nahi toh.Aisi hi acha nahi lagh raha hai.
Main- Maa ko chod kar ja rahi ho isliye acha nahi lagh raha hai?
Komal kuch der meri taraf dekhi phir boli.
Komal- Haan.Maa ko chod kar jane ko mann nahi ho raha hai.
Main- Toh phir ek kaam karte hai maa ko hamare sath le chalte hai.
Komal- Maa kabhi nahi manegi.
Main- Are main bolunga toh mann jayegi.
Komal- Nahi manegi.
Main- Challenge.
Komal- Challenge.
Main- Thik hai agar main jita toh main jo kahunga woh tumhe karni padegi.
Komal- Thik hai.Aur agar main jita toh.
Main- Phir tum jo kahoge main karunga.
Komal- Deal.
Main- Deal.
Phir hum dono handshake kiya.Kuch der baad bua chay lekar a gayi aur mere sath beth gayi.Main chay peene lagah ki ek ball akar mere sar mein lagah aur garam chay mere shirt mein gir gaya.
Main- Ahhhhh...
Komal aur bua mere pas ayi aur mujhe saaf karne laghi.Mujhe bahot jalan mehsus ho raha tha.Main jaldi se mera shirt utara aur bhag gaya bathroom mein.Komal bhi mere peeche peeche a gayi.Main chay saaf kiya.Seene mein paani dala.Kuch rahat mila.Par chati pura lal ho chuka tha.Main room mein akar beth gaya.
Komal first aid box lakar ek malam lagah diya.Bahot jal raha tha.Par Komal ahista ahista phunk mar rahi thi toh rahat mil raha tha.Kuch der baad kuch bachche hamare kamre mein a gaye aur hamare samne akar khada hokar bola.
Bachche- Sorry Bua.
Woh Komal ko dekh kar kaan pakdi.
Komal- Toh yeh kaam tum logon ka tha.
Bachcha1- Galti se ho gaya bua.Hum khel rahe the toh main six mara ki ball yaha a gaya.
Komal- Baise sorry mujhe nahi tumhare fufa jee ko bolo.
Bachche- Sorry fufajee.
Main thoda muskura diya phir unse bola.
Main- Koi baat nahi.Six marne par aisa hota hai.Agli baar aur jor se marna taaki kisiki ghar pe na jakar ghar ke dusre side chala jaye.
Mere baat sunkar woh logh hasne lageh.Phir woh logh chale gaye.Phir hum aise hi bethkar tv dekhe.Idhar udhar ke baat kiye phir raat ki khana khaya.Khana khane ke baad Komal packing karne laghi aur mujhe bua kr sath baat karne janah tha toh main unke kamre ke taraf ja raha tha ki Komal boli.
Komal- All the best.
Yeh bolkar woh muskura diya aur main nikal pada bua ke kamre ke taraf...