Update - 40
Abhi aur Amyra ..dono .ki .chumte hue ...thodi der mein saans ukhadne lagi toh dono alag hue aur ek dusre ..ki taraf ...dekhne lage ......
Amyra - yeh kya tha ....mein toh tumhe bahut bhola samaz rahi thi ..par tum toh kuch aur hi nikle ....
Abhi - tum hi toh kah rahi thi baar baar ....k ..kya ..ho raha ...hai ..toh maine bata diya .....bolo toh aur batau ...
Amyra - nahi ..nahi ...ab ..aur nahi ....accha ..mein chalti hu ...kaki ...pareshan ho rahi hogi ....
Abhi - kyu abhi toh shuru hua hai ..aur abhi se ..nahi ......chalo thik hai phir kabhi ....accha woh tum bagiche k baare mein kah rahi thi kaha hai woh ......
Amyra - ab tumhe waha kaam karne ki awashyakta nahi hai ......lekin phir bhi sham ko chalenge dekhne ....
itna kahkar Amyra waha se chali gayi ......,
sham ko Amyra ..aayi ek talwar uske kamar mein bandi hui thi aur ek talwar Abhi ki or badhate hue .......
Abhi - yeh kya hai ....hum ..toh bagiche mein ghumne jaa rahe hai ...waha iski kya jarurat .....
Amyra - bagiche k saath hi lagkar jungle hai ....kabhi kabhi jungli janwar ..waha se ..bagiche mein aajaate hai ...issiliye ..apni raksha k liye iski jarurat padegi ....
Abhi - muzhe nahi chahiye ....tum ho na meri talwar ....tumahare saamne kaun aa sakta hai ....muzhe nahi chahiye ..yeh ....
Amyra - jaanti thi ..tum aisa hi kahoge .....itne ..hatte tagde ho ...phir bhi ..itne darte kyu ho .....hathiyaro se ...koi ..baat nahi dheere dheere mein sab sikha dungi ...
Abhi - mein darta nahi hu ...bas hinsa muzhe pasand nahi hai .....
Amtra - thik hai ..thik hai chalo ..phir .....
aur dono ..gaon k bahar jungle se sate hue .....bagiche ki or chal padte hai .....abhi ...woh log gaon k bahar nikle hi the aur bagiche k paas pahunche hi the k ...waha ki dharti mein halka sa kampan hone laga .....dono wahi khade hokar ..aage ki or dekhne lage .....
Amyra - lagta ..hai ..bhukamp aaraha hai .....hume wapas chalne chahiye ....
Abhi - thodi der yahi rukte hai ....phir chalte hai ..ismein itna bhaybhit hone wali kya baat hai ....
tabhi kampan aur badh gaya ..aur saath mein aisi aawaj aane lagi jaise koi vishalkaye jeev pair patakkar chal raha ...ho ....
Amyra - ruko lagta hai koi bada janwar ....jungle ..ki or se aaraha hai ....parantu itna bada kya ho sakta hai .....yaha rahna thik nahi chalo chalte hai ....
Amyta Abhi ka haath pakadkar mudne hi wali thi ..k ek daitya chalang lagakar unke saamne aagaya .....
Darmen k kuch narbhakshi daityo ka vaas yaha k jungle k bicho bich tha ....jinhe bina Darmen k aadesh k waha se nikalne ....mein prati band tha ....jinke bhojan k liye 100 manushyo ka ....alag alag gaon se uthakar prabandh karta tha .....parantu ab do din se ...unko bhojan na milne k kaaran ....un mein se ek daitya jisse bhuk bardasht nahi hui ...woh bhojan ki talash mwin gaon ki or bad raha tha ...k...usse ...manavo ki gandh aayi aur uss gandh ka piccha karte hue ...woh ..Abhi ...aur Amyra k saamne ...pahunch gaya ....
apne saamne vishalkaye daitya ...jo lagbhag 20 ft ka tha ....dekhkar Amyra bhay k kaaran stabdh ho gayi ....Abhi k liye toh yeh koyi nayi baat nahi thi issiliye woh chupchap khada tha ...aur soch raha tha k kaise woh ...iss daitya se picha chudaye ...kyuki woh iss roop mein uss daitya se ladna nahi chahta tha ......parantu sochne se kya hota hai .....
uss daiya ne ek gahri saas li ...aur ...laar tapkate hue .....bola .....ahhha....bhojannn...hmmm.....aur Abhi ki taraf ..haath badaya .....Amyra jo abtak bhay k kaaran stabdh khadi thi ....apne premi par sankat aaya hua dekhkar ...satark ho gayi ..aur apni talwar ...khinchkar ...Abhi k aage aagayi ....
Amyra - tum picche hat jaao ......ghabhrao mat .jab tak main jeevit hu tumhe kuch nahi hone dungi ......isse toh main dekhti hu ......aur talwar lekar ...Abhi k aage dat gayi ....uski raksha karne .
usse kya pata k jiski raksha ki chinta woh kar rahi hai woh ...yeh ek daitya toh kya aise 100 daityo k liye bhi woh akela paryapt hai ....
Amyra ko aise saamne dekhkar woh daitya ..jor jor se hasne laga ....
Abhi ..Amyra ko apne saamne se hatate hue ....tum hat jaao ...Amyra ...yaha ..se ..aur ....jaao yaha se ..tab tak mein isse rokne ka prayas karta hu .....
Amyra - nahi ....main tumhe chodkar nahi jaaungi .....
Abhi - tum samazhti kyu nahi ho ...shighra jaao yaha se .....
dono ki baatien sunkar woh daitya guraaya ....aur ....Abhi ko pakadne k liye apna haath badaya ...
Abhi - uss daitya ki taraf ..daant te hue .....kya baar baar guraa rahe ho ...tumhe dikh nahi raha ...mein isase baat kar raha hu ....ek yeh hai jo sun nahi rahi hai ...aur dusra tum ho jisse marne ki jaldi hai ......chupchap ..khade raho...
woh daitya Abhi ki baat sunkar asamanjas mein pad gaya ...kyu ki an tak usne ..apne saamne manavo ko bhaybhit hote ya cheekte chillate hue hi dekha tha ....pahli baar koi dekha jo usse daant raha tha ....woh apna sar khujane laga ....
Abhi - haa toh mein ..kya kah raha ...tha ....haa...tum jaao yaha se ....
Amyra bas Abhi ko aankhien faad kar dekh rahi thi ...usse laga ...k daitya ko dekhkar Abhi ...ka ..maansik santulan bigad gaya hai ....pagal ho gaya hai ....
tab tak daitya Amyra ko pakadne k liye zhuka ....iske pahele woh usse pakadta ..Abhi ne ...uchalkar ..ek jordar mukka uski naak par ..maara ....aur woh daitya cheekhta hua ..apni naak pakadkar ....picche hat gaya ...uski naak se ..khoon bah raha tha ......
Abhi - tumhe kaha tha na ..chup chap khade raho .....samaz nahi aata kya .....( phir amyra ki taraf )
tum gayi nahi ..abhi ..tak....
Amyra toh Abhi k iss roop ko dekhkar ...stabd si ho gayi thi ...yeh uske Abhi ko kya ho gaya hai ....uske chehre k bhavo ko dekhkar Abhi ko iss khel mein maza aaraha tha .....
Uss daitya ne pareshan hokar ..paas k ek ped ko ukhadkar ...Abhi ki taraf ....phenka .....jisse Abhi ne apne ...haath k ishare se vaayu tatva ka prayog karte hue ..ussi daitya par wapas phenk diya .....jiske lagne se woh thoda piche hata .....ab woh krodh mein aagaya tha ......
aur Abhi ki taraf usse kuchalne k liye badha .....Usne ...Abhi ko kuchalne k liye ek bharpoor vaar ...uske sar par kiya ......laekin Abhi ne uska pair pakadkar jor ka zhatka diya ...jisase woh dhadam se piche jaakar gira ........uske girte hi Abhi ne usse aur sambhalne ka mauka nahi diya ...aur uski chatti par sawar hokar ....uske ...muh par tabad tod mukke barsaye .....jisase woh admara sa ho gaya ....aur murchit hogaya .....murchit awastha mein kissi shatru ki hatya karna veerochit karya nahi issiliye Abhi ..uske upar se hat gaya .....aur Amyra ki taraf badh gaya ....
Amyra - yeh sab kya tha ...sach ..sach..batao ..kaun ho tum .....tum koi sadharan majdur nahi ...ho sakte ......kahi woh sunehere baalo wala ...jisse woh log muktidaata ...lah rahe the ..woh tum hi toh nahi ho ......
Abhi .- sab kuch bata dunga ....pahele yaha se chalo yeh jagah tumahare liye surakshit ..nahi hai ....
yaha Abhi Amyra se baat kar raha tha .....aur ..waha woh ..daitya phir utha ....aur Abhi ki taraf badha ...woh Abhi ko pakadne hi wala tha .....k Amyra piche ki taraf dekhkar chillayi ....
Amyra - ...Abhiii ...bacho .....
Aur Abhi ne apni talwar pragat ki ...aur ghumte hue ...poori tezi se vaar kiya jisase uss daitya ka baajo kat kar girgaya ....Abhi ne hawa mein ek chalang lagayi aur bijli ki si phurti se ...ek hi vaar mein uss daitya ka sar dhad se alag kar diya ....aur uss daitya ka nirjeev sharir ...khun ugalta hua ..dhadam se dharti par gir pada ....
Uske baad Abhi Amyra ko lekar wapas gaon ki or mud gaya ....Amyra ne jo kuch dekha tha usase woh poori tarah stabdh thi ....poore rastein ...woh chup rahi ....
Abhi - ab tum ghar jaao ....muzhe kuch kaam hai .....
Amyra - parantu muzhe tumse kuch puchna hai .....
Abhi - mein jaanta hu ..k iss samay tumahare man mein kai prashna hai .....parantu abhi muzje bahut jaruri kaam hai ...nahi toh iss poore gaon k logo ..ka jeevan sankat ....mein pad jaayega ....
itna kahkar Abhi apne kaksh mein chala gaya .....aur Arsalan ka roop badalkar ...kaksh se bahar nikla ....Amyra wahi khadi thi ....
Abhi - yeh toh raha ..tumahare ek prashna ka uttar ...baaki mein baad mein bataunga .....aur waha ek prakash dwar nirmit karke .....daityo k niwas sthan ...pahunch jaata hai .....
yeh jagah ...ghane Jungle k bicho bich thi ......waha unn daityo k rahne k liye pattharo ki
kai manav nirmit gufaye thi .....iss samay saare daitya bhuk k kaaran vyakul the kuch toh darmen ..k bhay k kaaran apni gufa se bahar nahi nikal rahe the .....
tabhi Abhi ko do daitya dikhayi diye ..jo ..shayad ...apne kissi sathi ko ....dhundne jaa rahe the .....jisse Abhi ne maar giraya tha .....Abhi unn dono k raastein mein khada ho gaya .....
jaise hi unka dhyan Abhi par gaya ....dono khush ho gaye ......bhojan aaahaaa bhojan ......swadisht manav .....maza aajaayega ....aur Abhi ko pakadne k liye haath badhaya hi tha k ..
Abhi ko janana tha k yaha kul milakar kitnr daitya hai ...aur iskeliye uskean
Abhi - ruko ...tu. muzhe aise nahi kha sakte ....muzhe maharaj ne bheja hai ...woh dekhna chahte hai k tummein se sabse shaktishali ..kaun hai .....tummein se jo bhi jeetega ...woh muzhe kha sakta hai ....
Abhi ..ki baat sunkar ....unn dono ne ek dusre ki taraf dekha ...aur phir bahas shuru hui .,..dono apne aapko shaktishali ..kahkar an vaad vivad karne lage ....
ab dono ek dusre par apne apne shastro se vaar kkarne lage.....ladhte hue garjne lage
..maano ek dusre k rakt k pyase ho ....unn dono k garjana aur takrane ko aawaj se ..jo daitya bhiter the ....unka dhyan aakarshit .....hue aur sabhi apni apni gufa se bahar aane lage .......
tabhi unmein se sabse bada daitya aage aaya ...jo shayad unn sabhi daityo ..ka ...pramukh tha aur unn dono daityo k bich aagaya ....
Daitya ,- ruk jaao murkho ...kyu aapas mein hi ladh rahe ho ....
apne mukhiya ko dekhkar dono ruk gaye ....aur sabkuch vistar se bataya ...
Daitya - bhookh ne tumahari buddhi har li hai ....issne kaha aur tumne maan liya........ maaro isse ....
Ab woh bade daitya Abhi ki taraf badh gaye ....Abhi ne bhi ab kaal ka awahan kiya .....aur unn daityo par aise zhapat pade .....jaise koi garud sarp par zhapatatha hai .....Abhi ne apna maarak khanjar ..sambhala ...aur ....uchalkar ...woh khanjar ek daitya k seene ..mein ghusa kar usse chir diya .....Dusra ..daitya ne Abhi ko pakadne k liye haath badhaya hi tha ...k Kaal ka panja uaska pet faadkar uski aantadiya bahar nikal chuka tha ....yeh sac b itne tezi se hua k ..daityo ko samaz hi nahi aaya k kya hua ...bas ...do cherkhe ..gunji ......
jab tak ...unhe kuch samaz aata ....tab ..tak ...ek aur chalang lagakar ...ek daitya k sar mein khanjar gusakar usse samapt kar chuka tha ...aur ...
kaal ......ek k seene mein apna panja ghusakar uska dil nikal chuka tha ......
itne kam samay mein apne 4 saathi maare jaachuke dekhkar ...unhone ....ek vyurachna ...karte hue ....dono ko gher liya .......ab woh daitya poori tarah satark ho gaye ......kuch daityo ne ...uspar agni tatva k gole barsane lage ...jinke uttar mein Abhi ne jal tatva ka prayog kiya ....
jaise hi unn daityo ne Abhi ko jaltava ka prayog karte hue dekha .....toh ..kuch daityo ne vaayu tatva ka prayog karke shitlaher ka prayog kiya ..aur Abhi k dwara ..pragat kiye hue jal se hi barf ki moti deewar mein dono ko kaid kar diya ....Abhi samaz gaya k sadharan daitya nahi hai ....mayavi hai ......Abhi aur Kasl ne apne prachand prahaar se . ...uss barf ki deewar ko chaknachur kar diya ......
aur saath hi prithvi tatva ka prayog karke unn daityo par pattharo ki jaise varsha kar di .....jisse unn daityo k mukhiya ..ne apni urja ka chatra ..banate hue daityo ko rakhsa ki ....
Woh daitya ab charo or se bhanti bhati k vaar Abhi aur Kaal par ek saath karne lage .......aur woh dono ..bhi ....charo tarf se hone wale vaar ko rok bhi rahe the ...aur apni urja ......ka bhi vaar kar rahe the ....
Tabhi unn daityo k mukhiya ne kuch ishara kiya ....aur uska ishara paate hi ....5 daityo ne ..5 tatvo ..ki urja ka prahaar ek saath kiya ..woh paanvho urjaye ....ekatrit hokar ek shwet urja mein ..badal gayi ....aur ek kiran bankar Abhi k seene se takraayi .....
jisase Abhi ko bahut adhik oida ka anibhav hone laga ....usse aisa lagne laga k jaise woh shwet kiran uski saari urja ..soakh rahi hai ......aur ...issi kaaran Kaal bji wapas Abhi k sharir mein sama gaya ......
Abhi k liye itna hi ......
Agla ..update ....jald hi ....