Wo nahi chahti thi. Ki baat jaayda bade. baad me ja tannu or taniya
shant ho jayegi to unko samgha degi..
Ab taniya guse me khadi hui or tarun pr tut padi.. usne 2-3 thapad
chipka diye.. taurn ko..
Uske baad.. rote.. hue
Taniya- " tarun tu bahut ganda or ginona hai.. tughe itna payar diya
humne.. tere liye sab kuch sahan kiya. maine tere liye priya ko
bhi.. qbool kr liya.. or tune humare sath ye sab kiya..
Sach kahte hai. log.. tere jaise logo ko kitna bhi do phir bhi inka man
or jayada mangta rahta hai. "
Tannu taniya ko sambhalti hai..
Or taniya apna sar tannu ke kandho pr rakh kr rone lagti hai..
Tarun aage badtha hai.. usse chup karne ke liye.
Lekin tannu uska hath pakad leti hai..
Tannu- " tarun aaj ke baad humara or tumhara koi rista nahi hai..
tum humare liye mar gaye ho.. "
Tarun- " Di. "
Tannu- " Di bolne ka haq bhi tum kho chuke ho. hum tumhare jaise
gande insan ki apni life me koi jarurat nahi hai.. or kabhi bhi hum se
milne ya baat karne ki kosis mat karna.. "
Tarun abhi bhi.. nahi maan raha hai..
Tarun- " Di PLz aap.. "
Tannu- " tarun tum ko meri kasam hai.. tum kabhi bhi hum me se
kisi se bhi baat karne ki ya milne ki kosis nahi karoge."
Itna kah kr tannu waha se taniya ko le jane lagti hai.. wo abhi bhi ro
rahi hai.
Tina ki aakhe me bhi aasu bah rahe hai.
Tina wahi khadi hai ki wo tarun se baat karegi..
Lekin tannu gate tak pahuch kr aawaj deti hai.
Tannu- " tina "
Itna sunte hi tina na chahte hue bhi waha se tannu ke sath chali jati
hai..
Tarun ki akela apne room me gumsun khada hai..
Uski aakho se aasu bah rahe hai..
Uski duniya ak pal me hi ujad gayi hai.
Tarun janta hai.. tannu ka ye faisla un logo ko bhi utni hi taklif
pahuchayega.. jitni usse..