Taniya or tiya ki nazar kitchen pr padhti hai.. waha kamini khana
bana rahi ahi..
Kamini- " ha beta. jaldi aao mai tumhara manpasand ka khan bana
rahi hu.. "
Taniya- " nahi aaj hum sabhi bahar hotel me khana khayenge.. "
Itna sunte hi kamini ki sakal utar jati hai.. or tarun ko ye bilkul bhi
achcha nahi lagta hai.
Tarun- " nahi mai to mom ke hath ka khana hi khaunga.. "
Itna kahte hue khud apni whell chair ko chalata hua kamini ke paas
le jata hai.. kamini apne ghutno ke baith jkr tarun koa apne sine se
laga leti hai.
Kamini - " I sorry beta meri wajah se tumhari ye halat.. "
Tarun kuch samgh nahi pata hai. mom aap sorry kyo bol rahi hai..
Kamini bat ko smabhalte hue..
Kamini - " meri hi galti hai.. jo tum ko thik se khila pila nahi payi.
warna tum abhi tak to thik ho jate. "
Kamnin ki aakho me 2 bund aasu hai.
Tarun apni mom ke aasu pochta hua..
Tarun- " mom ab kya aasuo se hi pet bharogi.. "
Kamini khush hoti hui
Kamini- " tu chal mai khana lagati hu.. "
Tarun dinig tale ke paas apni chairlaga leta hai.. tiya or taniya dur
khadi kabhi kmini ko kabhi taurn ko ghur rahi hai..
Tarun- " tiya idhar aao.. khana kha lo.. "
Tiya- " nahi mughe nahi khana aap khao.. "
Taurn- " tiya meri bachcha meri baat nahi manegi.. "
Tiya phir pingal jati hai.. or taurn ke paas aa kr biath jati hai..
Tarun- " aaj hum don oak hi plate me khana khayenge.. "
Tabhi tarun ke dusre side me taniya dikhati hai.
Taniya- " hum dono nahi hum tino. "
Tarun- " mom jaldi khana lao.. "
Ha abhi lati hu..
Tarun- " taniya tum jao na meri mom ki thodi helo kr do.. "
Ab taniya bhi taurn ki baat ko mana nahi kr payi.. or kiten me chali
gayi..
Kamini- " taniya mughe pata hai tum mughse naraz ho lekin plz
tarun ke liye iss sab baat ko thode time ke liye bhul jao.. "