Tarun tirchi nazro se tannu ko ki harkato ko note
kr raha hai. Tabhi tiya ander se apna school bag le kr aati
hai.
Tiya - "dad mai ready ho gayi chalo chale.."
Mayak - " chalo "
Tabhi kamini apne room se bahar aati hu.
Kamini - "tiya beta ruko apna tiffin to rakh lo.. or aaj lunch
achche se karna roz ki tarha khana chodna mat."
Tiya kamini ke hath se tiffin le kr bag me rakh leti hai.
Mayak - "tiya or kuch to nahi bhul rahi ho na."
Tiya - "no dad"
Mayak or tiya ghar se car me nikal jate hai. Kamini bhi
kitchen me ja kr tannu ki help krne lagti hai.
Tarun - "mom jaldi brkfast le kr aao na.. bahut bhuk lag
rahi hai."
Kamini - " 2 mint beta. Bus abhi lati hu."
Kamini - "tannu beta lo .. bhai ko brkfast laga do."
Tannu kitchen se brkfast le kr dinning table pr rakh deti hai.
Or tarun ke paas hi baith jati hai. .. tannu brkfast tarun ko
serv krne hi wali thi ki.. tarun usko rok deta hai.. or khud
apne hatho se breakfast le leta hai. Tannu ye dekh kr wahi
pr muh latkaye baith jati hai.. tarun apna brkfast karna start
kr deta hai. Tabhi kamini kitchen me
Kamini - " beta brkfast kaisa bana hai.? "
Tarun - " bahut tasty hai mom.. bahut saalo ke baad itna
tasty khana kha raha hu. Ji chahta aapke hath chum lu."
Ye sun kr tannu ke chehre pr ak bahut badi smile aa jati
hai. Wo tarun ki or dekhana start kr deti hai.. lekin tarun ka
sara dhayan ab khana khane me tha.. wo tannu ki or dekh
bhi nahi raha hai
Kamini - (ak smile ke sath)" hmm are beta aaj brkfast
maine ne nahi banaya.. aaj ka brkfast to tannu ne apne
hatho se banaya.. chumne hai to uske hath chum. "