bhej dunga. "
Ladka - " g bhai samgha dunga.. ab jau "
Tarun- " ha ja or inhe bhi le ja "
Ab tarun Taniya ki or dekhta hai..
Tarun- " Taniya gadi me baitho.."
Taniya isse an suna kr deti hai.. Taniya ke face pr dard
umad raha hai. tarun Taniya ka hath pakdta hai or usse
gadi ke ander baitha deta hai..
Ab tarun priya ki or badta hai. priya darke maare thoda
piche hat jati hai..
Tarun ko thoda ajib lagta hai. isliye wo ruk jata hai..
Tarun- " priya. Taniya abhi gadi chalane ki halat me nahi
hai. tum isse ghar pahucha do. "
Tarun itna kah kr priya ke face ki or dekh raha hai. or uske
jawab ka wait kr raha hai. lekin priya koi response nahi
deti.. bus dari hui nazro se tarun ki or dekh rahi hai.
Tarun- " priya..??? "
Ab priya thoda hosh me aati hai.
Priya- " ha ha.. mai le jaungi "
Tarun- " hmm to jaldi le jao.."
Itna sun kr priya gadi ki driving seat pr baith jati hai.. or
gadi ko start krke nikal jati hai.. Taniya or priya ak dusre se
bilkul bhi baat nahi kr rahe hai.. dono ke dil me thoda dar
baitha hua hai..