Tarun apni nazre samen karta hai or gadi start karta hai..
Tarun- " aaj tum bahut beautiful lag rahi ho.."
Priya ye sun kr sharma jati hai..
Tarun gadi ko aise hi road chalane lagta hai..
Priya- " tarun hum kaha ja rahe hai. "
Tarun- " long drive pr. tum ko koi problem to nahi hai na..
"
Priya - " nahi waise aaj bahut achcha mood hai.. "
Taurn- " priya mai tum ko aaj apne dill ki baat kahna chahta
hu.. "
Priya ko aaj tarun ke mood se aisa lag raha hai ki tarun use
prpose karne wala hai. ye soch kr hi priya bahut khush ho
rahi hai.
Priya taurn ko aise dekh rahi hai.. jaise uske saalo ka
sapna pura hone wala hai..
Tarun- " lekin mere man me kuch sawal hai. . "
Priya turant bol padti hai..
Priya- " kaise sawal. "
Tarun- " hmm hai kya tum mughe sach sach jawab dogi. "
Ab priya ke chehreke expression change ho gaye hai.. wo
haa me sar niche kr baith jati hai..
Tarun- " priya mai tum ko kaisa lagta hu.. I means do you
like me..?? "
Priya- " ye kaisa sawal hai.. yadi mai tum ko pasand nahi
karti to kya tumhare sath aise bahar aati. "
Tarun- " tum mughe kab se pasand karti ho. "
Priya- " bahut pahle se jab tum bahut 5 saal ke the. "
Tarun achanak hi ghadi ka break laga deta hai.. or priya ki
or dekhne lagta hai.. tarun bahut hi surprise ho gaya hai..
Tarun- " tum mughe tab se kaise janti ho.."
Priya bhi bahut hadbada gayi hai.. wo baat ko palatne ki