hai. Or main gate ki or jane lagta hai.. priya wahi khadi rahti hai..
Tarun main gate khol kr waha se bahar nikal jata hai.. tabhi waha
soniya ki ghadi aa kr rukati hai. Soniya tarun ko dekh kr bahut
khush hoti hai. Wahi priya bhi gate pr aa jati hai..
Soniya ko waha dekh kr priya ke chehre ka to jaise rang hi ud gaya
hai. Jaise uski koi bahut badi chori pakdi jane wali hai.
Tarun soniya ko dekh kr nirmal rahta hai..
Soniya tarun ki or badhti hai.
Soniya- " are beta tum yaha. "
Tarun- " anty wo mughe priya se kuch kaam tha.."
Soniya- " achcha Taniya bhi aayi hai ki uski ghadi hai.. "
Tarun- " nahi wo priya ko jarurat to wo le kr aayi hai.. "
Soniya- " aao beta ander chalo.. "
Tarun- " nahi anty wo tiya ke school jana hai usse lene. "
Soniya- " ok beta tum jao tiya wait kr rahi hogi."
Soniya itna bol kr ander chali jati hai..
Jab tak soniya waha thi priya kea k dum fati hui thi. Uske chehre ka
rang uda hua tha.. soniya ke jane ke baad priya ki saas me saas
aayi.
Taurn ne ye baat notice ki.. lekin tarun sochne laga priya ki mom to
itni achchi hai.. to uske aane se priya ki saas kyo atak gayi thi..
Shayad priya ko kisi baat dar ho.. ya kuch chupa rahi ho.
Shayad iss baat se dar lag raha hai ki uska bf pakada na jaye. ..
Tarun bhi yahi soch kr iss baat ko ignor kr deta hai.. or ghadi ko teji
se tiya ke school ki or bhaga deta hai..
Tarun ab jab tarun ke dimag ne kaam karna suru kr diya hai to usse
wo baate samgh aa rahi hai.
Tarun ko khud pr gusse aa rahe hai ki kya soch kr usne priya ko I
love bol diya.. kya soch kr promiss kiya. kya soch raha tha..
Priya ke payar ko dekh kr ab to tarun ko khud se nafart ho rahi hai..
Usse dar lag raha hai kahi uski wajah se priya ka dil na tut jaye.. ab
usse priya ke dil ki apne dil se jayada fikr ho rahi hai.. usse khud se
nafart hone lagi hai ki bina kisi galti ke priya ke jajbaato ke sath khel
raha hai..
Dusri tarf tarun ko ab priya ke samne jane se bhi thoda dar lagene