S
StoryPublisher
Guest
Chapter 1097
Komal ko main ne sone diya .aur hall me aakar chachi aur bua ke sath bate karne laga.
Bua aur chachi mere uthaye huye kadam se khush thi.
Kavita ko pahale vale rup me dekh kar chachi aur bua khush thi.
Ham aise bate kar rahe the ki rani apni mummy ke sath neha bua aur kavita komal se milne aa gayi.
Chachi ne rani ki mummy ka swagat kiya. Unke liye chay nashta banane ke liye chali gayi.
Rani aur uski mummy ne hamari kafi madat ki thi uncle ke death ke bad.
Chachi aur bua rani ki mummy ke sath bate karne lagi.
R Mummy- “nehaji kaisi hai”?
chachi-“wo to sadme me hai”.
R mummy-“kavita aur komal kaisi hai”? un bachiyo ne rona band kiya ki nahi”?
chachi-“kavita ab thik hai par komal vaisi hai jaisa pichali bar aapne dekha tha”
R mummy-“kavita to komal se choti hai”?
chachi-“haa, par pata nahi Avi ne kavita pe kaisa jadu kiya ki,wo sabkuch bhul kar padhai kar rahi hai”.
R mummy-“Avi apni bahno se kafi pyar karta hai”.
bua-“haa, wo unki jaan hai”.
R mummy-“Avi komal ko bhi jaldi thik kar dega”.
bua-“ham bhi yahi duva kar rahe ki neha aur komal jaldi is bat ko maan le, ki kavita ke papa ab nahi rahe”.
R mummy-“neha ji kuch din is bat ko nahi maanegi, par jaldi unko halat se samjhota karna hoga”.
bua-“chaliye aapko neha se milva deti hu”
rani ki mummy neha bua ke kamre me chali gayi.
Rani thodi der chachi ke sath bate karke kavita aur komal ke bareme puchhne lagi.
Chachi ne bata diya ki main ne kya kya kiya, kaise sab ka dhyan rak raha hu.
Mere bareme sunkar rani ko achha laga, rani mujhe bat karne ke liye. kavita se milkar aane ka kah kar ke. mujhe apne sath bahar le gayi.
Main ne bhi rani ke sath kai dino se bat nahi ki thi.
Rani-“kaise ho mister”?
Avi-“thik hu, tum kaisi ho”?
Rani-“main bhi thik hu,par tumhe bahot miss kiya”
Avi-“sorry”
Rani-“is me tumahri kya galati hai ,kuchh din bat nahi ki, to bhi main tumse utna hi pyar karungi, jitna karti thi”.
Avi-“sorry is liye bol raha tha ki main ne tume miss nahi kiya”.
Rani-“kya?
Avi-“haa ,wo main komal aur kavita ke liye itna tension me tha, ki main unke siwa kisi ke bareme nahi soch raha tha”
Rani-“main samajh sakti hu”
Avi-“kaisi girlfriend ho tum, is bat pe to tumhe ghuass hona chahiye”
Rani-“main to aisi hi hu, aur tum bhi to sabse alag ho”,
Avi-“mujh me kya alag hai”?
Rani-“agar tumhari jagah koi aur hota to kahta bahot miss kiya, par tum ne to sach kaha jo mujhe achha laga”.
Avi-“aur kaho padhai kaisi chal rahi hai”?
Rani-“thik chal rahi, par komal ke bina man nahi lagta padai me”
Avi-“wo jaldi tumhare sath padai karne aa jayegi”.
Rani-“par chachi to kah rahi thi ki komal ki halat kharab hai”?
Avi-“hai to sahi par main jaldi use thik kar dunga”
Rani-“kar dena ,entrace ki tayyari bhi karni hai”
Avi-“main uski padai ko kuch nahi hone dunga”.
Rani-“agar komal ne entrace nahi di to main bhi nahi dungi”.
Avi-“tum dono entrace dogi. aur doctor bhi banogi”.
Rani-“aur tumhara kya hai”
Avi-“mujhe to engineer ban na hai wah to kaise bhi ban sakta hu”.
Rani-“kaise bhi ,kuchh to mera khayal rakna”,
Avi-“doctor tum banogi, khayal to tume rakna hoga”
Rani-“vahi to doctor biwi hogi to tumhe…
Avi-“wo badme dekhte hai pahale ye batav aaj kaise aana hua”.
Rani-“chachi ne bataya ki kavita ka birthday hai to socha mil kar uska dard kam kar du”
Avi-“wo main ne kar diya”
Rani-“kavita kaisi hai”?
Avi-“jaise pahale thi vaise hi ab hai”
Rani-“usne rona band kiya”?
Avi-“haa”
Rani-“kya bat hai, mujhe to apne papa ke jane ke bad 2 mahine lage thik hone me”
Avi-“tab main hota to...
Rani-“to tum ek din me mujhe thik kar dete”.
Avi-“karna padta, kyu ki tum rote huyi bandariya lagti ho, aur main bandariya ke sath kaise rahta”.
Rani-“kya kaha bandariya, shadi ke bad dekhna kaun kaise nachata hai”.
Avi-“tum salsa sikh rahi ho”?
Rani-“ye kaha se bich me aa gaya”
Avi-“tum hi ne to kaha shadi ke bad nachenge”
Rani-“tum se jitna mushkil hai”
Avi-“mujhse haarna bhi easy nahi hai”.
Rani-“chalo kavita se mil leti huyi”.
Avi-“kavita se milne ke bad komal se milna use achha lagega”.
Rani-“tumhe kya main itni buddu lag rahi hu,komal se to milna hi hoga,chale”
fir main rani ke sath kavita se milne chala gaya.
rani ko dekhte hi kavita aur leena khush ho gayi.
kavita rani ke aane par apni padhai chhod kar uske sath ganto tak bate karti rahi.
rani ki bat hi alag thi. usne kavita ko aise khush rakkha ki vaise main bhi nahi rak paata.
rani ne kavita ke liye ek dress laya tha. jise dekh kar kavita khush ho gayi.
kavita se milne ke bad ham komal ke pass aa gaye.
Rani-“tum ne to kavita ko pahale jaisa bana diya”
Avi-“bahot mehnat lagi,par apni bahan ke liye karna hi tha”
Rani-“komal ka kya haal hai”
Avi-“wo abhi bhi apne papa ko yaad kar rahi hai”.
Rani-“chalo main us se bat karke dekhti hu”
Avi-“tum se milkar use achha lagega”
main Rani ke sath komal ke kamre me aa gaya.
komal ne ek lambi neend li ,aur jis se usko khud pe jo ghussa aa raha tha wo kam ho gaya.
aur rani ko dekhte hi komal ko achha lagne laga.
Avi-“dekho komal tumse milne rani aayi hai”.
Rani-“kaisi ho komal”?
komal-“thik hu, tum kaisi ho”?
Rani-“tume thik dekh kar main bhi thik ho gayi”
komal-“aunty aayi hai”?
Rani-“haa, wo hall me chachi ke sath bate kar rahi hai”
komal-“aur”
Rani-“baki sab thik hai, tu kuch khati nahi kya,kitni dubli ho gayi”?
komal-“haa wo kuch din se...”
Rani-“dekho komal main tumhe friend kam apni bahan jyada maanti hu,tujhe aisa dekh kar mujhe achha nahi lagta.
komal-“wo papa”
Rani-“main samaj sakti hu, main bhi aise situation se ja chuki hu”
komal aur rani ki bate aisi thi ki main vaha jyada der ruk kar sun nahi sakta tha.
main ne komal aur Rani ko kuchh der ke liye akela chhod diya jis se wo khul ke bate kar sake.