pooja- neha pahale komalko vaidhya ke pass le chalo baki bad me bat karte hai
aur neha komal ko lekar vaidya ke pass gayi
suman Avi ko chup karane lagi
suman- meena tune neha ko roka kyu nahi
meena-kaise rokti , ager Avi ka khoon nikalega to aap kya karengi , jisne chot pahochai hai use maarengi na
suman- par kohi itna maarta hai kya , dekh Avi ke gaal lal ho gaye hai
meena- ye neha ka guass tha Avi ke liye , iske bich me ham na aaye yahi acha hoga
suman- tu bol kya rahi hai
meena- ye Avi aur neha ki ladai hai jo karna hai unko karna hoga ham kaun hote hai bich me aane vale ,
suman- Avi abhi bacha hai
meena- Avi ko is kabil banana hoga ki wo apni ladai khud lad sake , ham bas use iski shiksha de sakte hai , iske siwa ham kuch nahi kar sakte
suman- tu sahi bol rahi hai ,, jiski shuruvat Avi ke papa se huyi usko Avi ko khatam karna hoga ,ye iski ladai hai ,
meena- ham bas usko ye batayenge ki karna kya hai , karna na karna ye us par hai
suman- tu sahi bol rahi hai , par tu kuch karti kyu nahi , tu to bas dekhti rahti hai
meena-pahale mujhe to us kabile banne dijiye jis se main Avi ko kuch shika saku
suman- kya matlab
meena- mera samay jab aayenga tab chaal main chalungi , us chaal ko pura Avi karenga , aur neha bas dekhti rah jayengi
Suman- tu aaj ka kuch soch , neha aayengi to use kaise sambalenge
meena- aap ek lakdi neha ke hant me dena aur jo karna chati hai karne dena
suman- ye muzse nahi hoga
suman- aap pe Avi ka hak jyada hai ,, ye aapko karna hoga
aur neha komal ki malam patti karke aa gayi
neeeta aur pooja dono neha ko samja rahe the ki komal aur Avi bache hai , aur bacho me ye sab hota rahta hai
par neha to guasse me thi wo kisi ka kuch nahi sun rahi thi
neha komal ko lekar Avi ke pass aa gayi
neha- dekh suman kya kiya tere Avi ne
suman- Avi abi bacha hai , aur uski situation kaise hai wo to dekh
neha- to iska ye matlab hai ki wo kuch bhi kare
suman- tujhe Avi galat lag raha hai to ye le lakdi aur Avi ki khal nikaal de
suman ne neha ke hant me lakdi di aur Avi ke pass jaker khada kiya
neha suman ki taraf dekhti rah gayi
suman- de Avi ko saja
neha neeta meena aur pooja ki taraf dekhne lagi
neha ne lakdi maarne ke liye uthai to sahi par neha se Avi ko maarne ki himaat nahi huyi
aur lakdi niche fek kar komal ko lekar apne ghar chali gayi
suman ne Avi ko bacha liya
meena ko pata tha ki jab neha hosh me rahengi tab wo Avi ko kuch nahi kar payengi
neha kaise shalini bhabhi ke bete ko maar sakti hai
shalini bhabhi ne Avi se jyada komal ko pyar kiya tha
aise me neha kaise Avi ko maarti
neha ghar jaker komal ke gale lag kar rone lagi
Komal ko to kuch samaj nahi aaya
par komal is ghatana ke bad Avi ko kabhi sath me khelne ko nahi kaha
par is ghatna ke dusare din komal ke mathe par patti lagi thi to neha ke hanto me bhi patti thi
meena samaj gayi ki neha ne Avi ko guasse me mara hai aise me neha ne apne hath jis se Avi ko mara tha usko bhi saja di
komal to mami se milne ke bahane se Avi ko dekh leti
neha komal ko samjhati ki wo vaha na jaye
par komal to Avi se milne jati thi
phir Avi ka gaon ke school me admissin kis class me kare is pe sab sochne lage
Avi ki , 3saal ki padai kharab ho gayi
aise me sab ne komal ke class me Avi ka admision karva diya
school apna hi tha kisi bhi class me admission ho jata
par komal ke class me admission karne ko neeta ne kaha
meena bhi yahi chati thi ki komal aur Avi sath rahrenge to neha ka samna Avi se hota rahenga
Avi komal ke class me jane laga
school se ghar ghar se school yahi Avi ki life thi
school me komal ke sath rahna
aur ghar pe suman ki ghod me sona yahi Avi ko pata tha
meena ne us bich apni padhai puri ki
aur Avi ke bade hone ka intzar karne lagi
meena bas intzar kar sakti thi
Avi me jyada change nahi aa rahe the
meena har saal bas yahi sochti ki Avi kab bada hongga
aur ek din meena ne Avi ko us halat me dekha jab meena ko aisa laga ki Avi bada ho gaya hai
Avi bathroom me muth maar raha tha ki meena achanak bathroom me enter ho gayi
phir kya tha ,meena ka samay shuru ho gaya
meena ne Avi ko friend , bana liya , aur apni chal chalne lagi
Avi ko step by step neha ke karib le jane lagi
Avi ko us din ke liye tayyar karne lahgu jis din Avi ko sach batayengi aur iske bad jo karna hoga Avi ko karna hoga
meena ne Avi ko 2 saal bad wo sach bata diya jiska Avi kab se intzar kar raha tha
iske bad meena kuch nahi karengi
jo karna hai Avi ko karna jonga
meena ne Avi ko saare gun shika diye
meena ka kaam pura hua
ab jo karna hoga wo Avi ko karna hoga ,
ab meena bas dekhengi Avi aur neha ki ladai
"Bas dosto flashback yahi samapt hota hai age kahani vartman me chalegi"