UPDATE 119
bahi raat me jab pori team Ghar per pahuchi to me bahi baitha hua tha or sath me Radha bhi.
Bhai- are tum log soye nahi abhi Tak.
Main- aap logo ka hi intjaar Kar rahe the. Kaisa raha sab ho gya.
Bhai- ha Richard ka kaam khatm or sath uske lagbhag 1200-1400 aadmi bhi ek hi jhatke me khatm.
Main- great aaiye baithiye. Khana khaya ya Baki hai.
Rony yaar kaha bahut bhook lagi hai. Kuch hai Kya khane ko.
Radha-- Chalo sab muh hath dho lo tab tak me khana lagati hu.
Rony- Kya tumne banaya hai.
Radha- or Kon hai yaha.
Rony- lo Bhai ab to bhooka hi rehna padega.kya pata Kya banaya hoga.
Radha- theek hai AAP bhooke raho. Or jisko khana hai. Sirf vo hi yaha per baithe Baki apne kamre me Jake so jao.
Or Radha chali gyi kitchen me.
Rony- Surya tune khaya Kya.
Main- ha Maine kha liya. Hi or believe me achha bana hai. Aap log jaldi se khana Khao fir sabko ek surprise deta hu.
Bhai- kya be .
Main- khane ke baad hi bataoga.
Bhai- bol na
Main- nope.
Rony- yaar Kya footage kha raha hai. Bol na.
Main- Chalo ek hint deta hu. Ki jab aapke samne surprise aayega tab aap sab ke hosh udd jayenge. Or ye aapke liye bilkul hi unexpected rahega.matlab aapne aisa socha bhi nahi hoga.
Bhai- pakka tujhe us prakash ka pata chal gya hai
Main- ye surprise nhi hai balki kuch or hai. Ab aap jao muh hath dho or khana khate khate socho.
Uske baad sabhi kuch na kuch sochte hue apne kamro me chale gye. Jaldi hi muh hath dho Kar khana khane baith gye. Karib 20 min. Me sab ka khana ho gya. Uske baad sabhi ne mujhe gher liya.
Bhai- ab Bata jaldi nhi to Teri range Tere hath me de dunga.
Dad- aise kaise tu mere bete ke hath pair todega Jara me bhi to dekhu.
Or jaise hi ye aawaj baha gunji. Sabhi ne us taraf dekha. Or bahi KE bahi jam gye. Sabhi. Kyuki ye unke liye bakai me unexpected tha. Vo ek Tak dad ko dekhe ja rahe the. Or ham teeno muskura rahe the.
Main- kyu bhaiyo kaisa laga surprise..
Or Meri bato se unhe hosh aaya. Or Bhai Meri taraf dekh Kar bole.
Bhai- suuryya Kya ye bakai me..
Main- ha Bhai yahi hai apne dad. Jaiye or chhu Kar dekh leejiye.
Meri baat sunke vo Doud ke gye or dad ke gale lag gye. Or unke pechhe Rony bhi lag Gaya teeno hi bahi ke bahi rone lage. Or ek dusre ko chhodne ka naam bhi nahi Le rahe the....karib 10 min. Baad Maine unko alag Kiya.
Main- ab bas bhi Karo. Kya yahi karna hai sari raat.
Bhai- dad AAP kaise hai. Or MAA kaha hai.
MAA kaha ho AAP ..
Kaha hai dad vo.
Rony- ha bade papa kaha hai vo.
Dad- beta abhi bo hamare sath nhi hai. Kyuki ham dono ko alag alag rakha tha us kamine ne. Surya ne mujhe to dhoond. Ab bus tumhari maa ko dhundna or Baki hai. Jo jaldi hi mil jayegi..
Bhai- Chalo koi na ham sab unko chhuda layenge. AAP bataiye kaise hai AAP.
Dad- me to dekh Tere samne hu. Ek dam fit n fine. Tu Bata Kya aise hi dadgiri karta hai apne Bhai per ha bol.
Main- ha dad ye jab dekho apni dhos mere uper jamate rehte hai. Ek bar to mujhe maar bhi Diya tha inhone.
Dad- Kya isne Mara tujhe. Kyu veer Kya ye Sach hai.
Bhai- kya dad AAP bhi kid jhute ki bato me aa RAHE ho. Vo to me uspe thodi skhti baratta hu Taki ye bigde nahi. Or Baki isko Maine aaj Tak hath bhi nahi lagaya hai.
Main- ohhhhh dad ye sarasar jhoot hai. Abhi kuch din pehle hi inke janmdin per unhone mujhe Mara tha. Chahe to yash Bhai se pochh lo.
Bhai ne mujhe aise ghoora ki me bahi KE bahi dubak Gaya. Or sath me mujhe hasi bhi AA gyi.
Dad- kyu Yash ye Sach hai Kya.
Rony- nahi ye jhoot hai. Bade papa. Bhai ne use bas majak ka Mara tha. Matlab ki peth thapthapai thi.
Main- dekha dad aapne kaise dono bade milke Meri aawaj ko daba rahe hai. Jara aap inko achha sabak shikhaiye.
Bhai- kya dad AAP rehne deejiye me bese hi samaj gya. Aap pls itni door se aaye hai. Thank gye honge thoda aaram Kar leejiye.or khana khaya aapne ki nhi.
Ye sab Bhai ne itni jaldi bola ki Kya batao unko laga kahi Sach me pitai na ho Jaye unki. Or unki ye bate sunke ham sab ki jor se hasi nikal gyi. Jisse Bhai or Rony ka thoda sa popat ho gya.
Bhai- Surya ke bachhe aaj tu gya mere hath se.
Rony- same here.
Or dono hi mujhe pakadne lage or me yaha bha bhagne laga. Kabhi yaha to kabhi baha. Kabhi dad ke pechhe to kabhi Radha ke pechhe. Or sabhi is pyari ladai ka Maja le rahe the.akhir kaar dono ne milke mujhe pakad hi liya or.hath me aate hi Bhai ne mujhe Marne KE liye hath ko uthaya or Mene apna chehra chhipa liya. Tabhi in dono ne mujhe apni baho me bhar liya or jor se hug Kar liya.
Bhai- thanks Surya. Aaj tune mujhe ek or surprise de diya. Jo ki best hi tha hamesha ki tarah. Tune aaj dad ko dhund nikala.
Rony- ha chhote tune aaj Dil khush Kar diya. Aise hi hamesha khus rahe. Or hamko bhi khus karte raho...
Fir ham alag hue to Bhai ne apne sawalo ki jhadi laga di. Ki ye kaha or kaise mile or me kaise pahucha baha. Tab Maine unko sab kuch suru se Bata diya. Jise jaankari unko thoda dukh bhi hua ki me unko sath nhi Le gya. Lekin khusi jyada thi ki. Hamare hath aaj grand victory lagi thi.fir Maine sabhi ka dad se intro karwyaa. Or sab baith Kar dad se sawal jawab karte rahe. Or dad unse. Mujhe as rahi thi bahut bend isliye me apne kamre me aake so gya..
Bahi dusri taraf prakash ki nend udd chuki thi. Vo is haar ka jawab koi bahut hi kharab tarike se Lena chah raha tha. Lekin vo nhi Kar pa raha tha.kyuki majbori uski thi. Lekin vo hame or bhi majboor jarur Kar sakta tha. Or isi baat per vo bichar Kar raha tha.ki Kya Kiya Jaye. Tabhi uska beta baha aaya.
Vans- dad ye me Kya sun raha hu.
Prakash- Jo bhi suna hai sahi suna hai. Vo Sala Haram ka pilla apne baap ko chhuda le gya
Vans- lekin kaise dad. Usko us jagah ki location kaise mili. Or hamare aadmiyo ne use roka nhi.
Prakash- koi baha hota tab use rokta. Baha keval kuch gine chune log hi the. Jinse nipatna use KE liye bahut aasan tha.
Vans- kyu hamare Baki ke aadmi kaha gye hai.
Prakash- kisi gaddar ne hamare sare aadmiyo ko baha se pehle hi hata Diya. Or pora base Khali Kar Diya Taki vo aaye aaram se apne baap ko le ja sake.
Vans- gaddar Kon hai vo AAP naam bataiye uska sale ka kaleja chher dunga me.
Prakash- agar pata hota to abhi Tak uski lash yahi padi hoti. Tumhara intjaar nhi Marta me.
Vans- to ab Kya kare dad uska pata kaise lagaye.
Prakash- abhi kuch Socha nhi. Balki mere dimag ne kaam karna hi band Kar diya hai. Kuch sujh hi nahi raha hai.
Vans- hmmm kuch sochta hu me dad AAP fikar na kare.us Haram Jade ko chhudunga nhi me.
Uski MAA to hamare pass hi hai na.
Prakash- ha vo yahi hai.
Vans- dad sabse pehle to unki jagh change kariye.kyuki us gaddar ne abhi Tak hamare is pate ke bare me bhi unko Bata hi Diya hoga. Or syaad vo log yaha ke liye nikal bhi chuke ho.isliye sabse pehle uski MAA ko kisi or jagah shift kariye. Or baha per kadi suraksha laga deejiye.or ab hame bhi kahi or Jana hoga.
Prakash- your right. Sala ye baat mere dimage to aayi hi nhi. Tum ek kaam karo. Apne khas 50 aadmiyo KE sath uski MAA ko code 2 per bhej do. Baha bo Sala kabhi nahi pahuch payega. Or ham sab code 4 me chalte hai. Yaha ka Sara kaam or saman bahi shift kardo.pora data ko transfer karke erase kar do. Yaha use dhool ke alawa much nhi milna chahiye. Or yaha per uske SWAGAT ke liye timer laga do.
Vans- Samaj gya dad. Aaj raat me hi Sara kaam ho jayega. Lekin dad Kya unko alag bhejna sahi hoga. Matlab agar kuch gadbad ho gyi to.
Prakash- ye bhi sahi kaha ek kaam karo abhi usko kuch din Tak bahi rehne do. Jab sab shan't hojayega.tab use apne pass hi Le aayenge.thik hai.
Vans- thik hai dad...
Prakash- to Chalo ab yaha se nikalne ki tayyari Karo.
Uske baad jaisa praksh ne kaha baisa hi vans ne Kar diya. Payal ko usne ek private plane se code 2 ki taraf ravana Kar diya. Or usme kuch khas training wale 50 bando ko bhi baitha diya.or sab data transfer karke vo log bhi us jagah SE nikal gye.
Bahi raat me hi Surya ko ek sms AA gya. Jisme prakash ke Naye plane ki sari detail thi. Lekin Surya ko cross check karna jaruri tha. Isliye usne reply me confirm hone ko bola ki Kya bakai me bo mom hi hai ya koi behrupiya to nhi hai na. Jis per thodi der me reply aaya ki ha vo bahi hai koi behrupiya nahi hai. Uske baad unme or koi bat nhi Hui. Or Surya ne Socha ki kYa Kiya Jaye. Udte plane se unko Lana bahut muskil hai. Lekin kuch to karna hi tha.
Iiye usne Harry ki madad se us plan ki sari jaankari ko liya. Vo abhi Hawa me hi tha.or agar us Tak pahuchne hai to krib 4 ghante lagenge. Or vo plan ko 6 ghante lag jayenge apni manjil Tak pahuchne me.matlab 2 ghante mil jayenge bech me.
Main- Harry kuch jugad ho sakta hai. Abhi is plane tak pahuchne ka.
Harry- sir ek chhota plane abhi available hai. Agar AAP usse jayenge to uske land hone se 1 ghante pehle Tak baha pahuch sakte hai.
Main- ok use book Karo me ready hota hu.or Bhai ko bhi bolo ready ho Jaye. Or keval unhi ko bolna.
Harry- theek hai sir.
Uske baad Maine jaldi suit pehna or apni guns li. And neeche aagya. Tabhi dusre kamre se Bhai bhi full ready hoke nikal aaye.
Bhai- Kya hua ready hone ko kyu bola tune.
Main- Bhai mom ka pata chal gya hai. Or hame abhi nikalna hoga tabhi ham unhe time per pakad payenge.
Bhai- Kya kab kaise .
Main- Baki bate raste me batata hu.abhi Chalo jaldi. Bese bhi late ho raha hai.
Uske baad hamne ek gadi li. Or nikal gye ek chhote airport ki taraf. Jaha hamara plane ready tha ham jaldi usme baithe or udd gye. ....
To be countinue.....