UPDATE 129
KARAN- Kya bakai Jo bhi tune kaha hai vo sab Sach
Main- ha 100% Sach hai. Or suruwat me to Vijay bhi mere sath tha. Chahe to usse bhi pochh sakte ho.
Vijay- ha isne Jo bhi kaha hai vo sab pora Sach hai.
Sekhar- and ab Kya Karne ka Socha hai.
Main- filhal to aaram karunga clg aaoga. And Baki baad me dekhenge.
Vijay- lekin tune ye nhi bataya ki mom dad kaise mile. Or hame kab milva raha hai unse.
Diya- exactly mujhe bhi ab unse Milne ki ikchha ho rahi hai.
Karan- same Mera bhi yahi haal hai.
Maine time dekha to abhi 7:30 ho rahe the isliye Maine Socha sabhi ko dinner mere Ghar per karwa deta hu. Isliye Maine bua ko call karke khana extra banane ki kaha or iska kaaran bhi bataya to unhone fat se ha keh diya.
Main- ok to ek kaam karo sabhi abhi Chalo mere sath or bahi dinner karna and sabse mil bhi lena.kya khyal hai.
Karan- great I m in.
Sekhar- me too.
Baki- yes ham bhi.
Main- ok to Chalo abhi.
Fir Maine sabhi ka bill pay Kiya and ham Ghar KE liye nikal gye. Raste me Maine gadi ko Vijay KE Ghar ki tarf mood Diya and baha pahuch Kar aunty ko bhi apne sath Jane ke liye Mana liya. Bo bhi sab se milna chahti thi. Isliye unhone bhi jaldi ha bol Diya. Raste me aunty ko Maine sab se milwaya. Diya SE bhi.hamari dost kehke. Ham Ghar pahuch gye. Baha Maine apne sabhi dosto ko mom dad se milwaya. Sabhi log bahut khush hue unse milke. And Rony se bhi milwaya. Usne to hamara group usi waqt join Kar liya. Sabhi ki bato ka dour suru ho gya tha. Jo karib 9 baje Tak chalti rahi. Kuch sikayte thi to kuch guajarise. Jo sabhi ne aapas me share ki. Fir bua or Radha ne milke sabke liye dinner serve Kiya. Sabhi ne bhar pet khana khaya. Or fir me sabhi ko chhodne gya hamare pass do gadiya thi. Ek me Karan tha to dusre me main. Sabko sabke Ghar drop karke me bapis Ghar aagaya. Raat me bhi kuch khas nhi hua. Isliye me apne kamre me aake sogya.
Next day jaldi utha. Apni gym me gya. Jise bhi Maine kafi miss Kiya tha.maine 8 baje Tak apni exercise ki and uske baad ready hoke neeche aagya. Jaha Maine apna breakfast Kiya. Tab Tak Radha bhi aagyi thi. Or Vidya bhi ready ho gyi thi. Fir ham sab sath me clg ke liye nikal gye sabko bye bolke. Bahut din hogye the mujhe clg aaye hue. Isliye mujhe kuch bhi idea nahi tha ki Kya chal raha hai abhi clg me.
Main- Vidya clg me Kya ho raha hai aaj Kal.
Vidya- kuch khas nahi bahi same boring lacture chal rahe hai.
Main- course kaha Tak pahuch gya.
Vidya- bahut aage bad gya hai. Tumhe din raat ek karni padegi cover Karne ke liye.
Main- or Radha tumne to abhi Tak cover Kar liya hoga.
Radha- Mera abhi Baki hai. Aadha ho gya hai.aadha Baki hai.
Main- badiya.ab mere sath mat baithna padne KE liye. Nahi to ho gyi padai.
Radha- ha mujhe pata hai.
Ham clg pahuche sabhi dosto se mile thodi bahut gapshap ki and apni classes attend karne chale gye. Class me har teacher ne mujhe toka ki abhi Tak kaha the Kyu nahi aaye the bagera bagera. Jiska reason Maine aise hi kuch bhi Bata diya. Aftar clg ham sab Bahar ja rahe the tabhi Vijay me ek video bataya mujhe.
Vijay- yaar Surya ye video dekh.
Main- Kyu aisa Kya khas hai isme.
Vijay- dekh to samaj jayega.
Maine jab bo video dekha to bakai me usme kuch aisa tha ki soch Kar hi gussa AA Jaye insan ko.
Main- kaha ka hai ye chal abhi.
Vijay- ye apne POWAI ka hai.
Main- chal abhi dekhte hai salo ko.
Ham sab apni gadiyo me baithe or nikal gye baha KE liye.
Darashal me aapko Bata du ki usme Kya tha. Kuch ladkiyo ne vo video dala tha jisme unhone bataya ki unke school KE samne daru ki dukan hai. Or baha per jitne bhi log hote hai bo sab un bechari school ki ladkiyo ko din raat chhedte hai unki skirt kheechte hai unko pareshan karte hai. Or baha ki police bhi unki koi bhi madad nhi Kar rahi hai. Isliye unhone school na Jane ka faisla Kiya hai.unhone ye akhiri kosis ki hai ki ye video kisi aise insan ko mil Jaye Jo unki madad Kar sake. Isi ummed me. Ham karib 1 ghante me baha pahuch gye. Hamne raste me ek se us school ka pata pochha to usne Bata diya. Ham baha gye to dekha ki kuch ladkiya Ghar ki taraf ja rahi hai or raste me 3 log use paresan Kar rahe hai. Main gadi SE utra or unki taraf badne laga jaise jaise unke karib pahucha unki aawaj mujhe saaf sunai Dene kafi.
G1- Kyu ri mera video dakegi. Sikayat karegi hamari.
G2- Bhai bahut Badi galti Kar di isne ab ise saja to milni chahiye na.
G3- sahi kaha tune lekin isko saja Kya de.
G1- or Kya sali ko aaj ladki se aurat banate hai. Bahut jawani chadi. Hai isko aaj sari utar denge.
G2- sahi bola Bhai. Sali ko aise patak patak Kar.
Abhi itna hi bol paya tha ki uske thobde per Mera ek fouladi punch laga Sala bahi KE bahi chup hoke for gya.uske sathiyo ne uski halat dekhi to mujhe Marne aage aaye. Maine ek ka hath pakad Kar mod diya and ek kick Mari Jo seedhe main point per lagi Sala hamesha KE liye kaam se gya.
Main- ab tu apni khud ki biwi ko bhi aurat banane ke kabil nahi raha sale namard.
Tabhi tessra ne mujhe maarne ki kosis ki to usko ek jabardast laat lagi Jo Mene dekha ki Radha ne Mari thi.sala 4 ft. Door Jake gira.
Radha- haramkhor Jake apni MAA ko aurat banana. Agar itni hi jawani Chad rahi hai tujhe to. Sale.
Or Radha ne uski khatarnak wali pitai chalu Kar di.uska hath pair main point sab tood diya. Un teeno ki halat pori tarah se kharab ho gyi. Tabhi pata nhi kaha se 6-7 log or aagye maine sabhi ladkiyo ko apne pechhe Kiya and sabko aane ka ishara Kiya.
Vo log Meri taraf bhage or me unki taraf Maine jump leke ek KE seene per apni dono lato se Mara and bahi se backflip maar Diya. Vo gira neeche. Maine dusre ka hath pakad Kar uski kohni ko apne ghutne me de Mara sale ke hath ke do tukde hogye. Tabhi teesra aaya. Maine baith ke uski tango per Mara jaise hi gira Maine turant hi uske danto me apne jute ka baar Kar diya sale ke pata nhi kitne dant tute.aise hi karke Maine sabhi ki halat ko kharab Kar diya.ab baha sabhi pade karah rahe the. Fir me aaya us wine shop ke pass Maine ek danda liya or uske gate me laat mar Kar usko tood Diya. Or andar aaya jaha 1-2 log the or bo pehle hi kafi dare hue the. Maine unko Bahar bheja or pori dukan ki botlo ko tod Diya pori dukan ka Satya Nash Kar diya. Uske baad bahi ek lighter pada Mila mujhe to unhi bottlo me Maine aag laga di or me Bahar aagya. Pori dukan kuch hi der me jal Kar khak ban gyi. Fir me un do aadmiyo ke pass gya.
Main- ye kiski dukan thi.
A1- Bhai ye kaushal Bhai ka theka tha.
Main- usko Jake bolna ki Surya ne uski dukan ko aag laga di hai and agar usne dobara is pore area me kahi bhi khaskar school clg or mandir and musjid KE samne wine shop kholi ya fir yaha ki ladkiyo ne mujhe ek bhi complain ki uske khilaf ya uski bajah se. To usko bolna ki uske jeena chhin lunga me. Uski aisi haalat karunga ki Sala dubara janm lene se bhi ghabra jayega.or uske jitne bhi theke hai na sabhi ko me aise hi aag KE hawale Kar dunga. Usko achhe se samjha Dena. Or ye Mera no. De Dena usko.
Uske baad me in ladkiyo se Mila or unki tarif ki ki unhone julm ke khilaf aawaj uthai. Social media me bahut takat hoti hai uska sahi iste maal inhone Kiya tha. Fir in sabne bhi hamara sukriya aada Kiya fir me sabko leke bapis Ghar ki taraf nikal gya.raste me sabhi dosto ne fighting ki tarif ki Jo ki unhone pehle bhi dekhi Hui thi.
Main- bas karo ab tum log. Nhi to sabhi ko yahi utar dunga fir aaye rehna baso me dhakke khate hue.maine sabko drop Kiya and ham Ghar AA gye. Khana peena Kiya fir sabhi hall me hi baith gye.
Main- ha to dad ab sabhi yaha moujood hai ab aap bataiye ki Kya hua tha tab.
Bua- ha bhaiya bataiye
Dad- ok to sunu
Fir unhone bahi Kahani sunai Jo hame prakash ne sunai thi. Us formula banane Tak uske baad unhone apni add ki.
Dad- jab Maine vo formula bana liya tab Maine Socha ki isko pehle kisper test Karu. Or kaise. Isliye Maine jab tak koi sahi aadmi nhi miljata isko test karne ke liye tab Tak Maine isko chhipa Kar rakhne ka Tay Kiya. Fir prakash ne mujhe se Kai baar pochha to Maine use bhi nahi bataya ki formula ready hai. Kyuki me use seedha example dikhana chahta tha ki dekh iske andar Maine vo formula inject Kiya hai. Tabhi kuch mahino baad payal fir se pregnant Hui. To mujhe laga ki isse achha aadmi mujhe kaha milega testing KE liye. Isliye Maine payal se iske bare me baat ki. Jise usne Badi muskil se Mana bo bhi ek shart per ki Surya ko kuch nhi hona chahiye. Jise Maine bhi Mana kyuki vo Mera bhi bacha tha. Fir Maine 6 mahine hone ke baad Surya per garv me hi apna formula ki testing suru Kar di. Jiska koi bhi side effect hame nahi dikha jiska Matlab saaf tha ki formula vkaam Kar raha hai. Aise hi maine lagatar 3 mahine Tak Surya per test kiye. Or isi Karan ham delivery KE liye gain nhi AA paye kyuki baha per equipment nahi the. Yaha hi Surya ki normel delivery Hui. Or kafi tandrust tha. Uska blood group me doctor ko kuch bhi khas nahi Mila. Jisse me thoda hairan hua ki aise kaisa sambhav hai. Or uski harqate bhi bilkul normal Bache ki tarah thi. Usme koi bhi difference mujhe najar nhi aaya. Surya me ek bahut hi powerful formuy Maine inject Kiya tha lekin uska koi bhi aasar Surya per nahi dikh raha tha. Jisse mujhe laga ki Mera formula kaam nahi aaya. Usme jarur koi kharabi ya fir koi fault ho gya hoga. Isliye Maine usko fir se banane ka faisla Kiya. Lekin tabhi ye underworld Balo se mujhe bahut dhamikiya Milne lagi us formule ko lekar.ab mujhe ye samaj nhi aayaki intake ye baat pahuchi kaise. Kyuki ye baat mere or prakash ke aalwa koi nhi janta tha. Isliye Mera pehla shak usi per gya. Or Maine usse is bare me pochhtach ki lekin. Usne aisa kuch bhi manne se inkar Kar diya.or mujhe bhi kahi na kahi uspe bharosa tha.isibeech unki dhamikiya bahut bad gyi. Un logo ne mujhper ek do baar hamla bhi Kiya. Jinka Maine muh tood jawab diya.or mere jawab Dene se ye ghatnaye kuch mahino ke liye shan't ho gyi. Ab Maine apna faisla badal liya tha ab me is formula ko dobara nhi banana chahta tha. Kyuki mujhe ye andaja hogya tha ki agar Maine use dobara banaya to yakinan ye galat hatho me Chala jayega. Or Maine ye baat bhi sabhi se chhipa Kar rakhi ki Surya me Maine vo inject Kiya tha. Fir ek saal baad or bhi gangs ki dhamkiya Dheere dheere badne lagi. Jisse mujhe mere pariwar ki chinta satane lagi or me bahut hi jyada dipress rehne laga. Mujhe is baat ka andaja ho gya tha ki ye log samne kabhi nahi aayenge hamesha peth pechhe war hi karnege. Isliye Maine apni ek wasiyat bana di. Jismain Maine prakash ko apni company ka care taker bana Diya. Or ye baat bhi Maine kisi ko nahi batai sivay mere lawyer ke. In sab se jhujte hue hame 7 saal ho gye the. Lekin vo log Meri baat manne ko ready hi nahi the. Unhe lag raha tha ki me jhoot bol raha hu. Vo log Mera har jagah pechha karne lage.ek do baar to mere Ghar me noukar banke aane ki bhi kosis ki.lekin Maine Kuch na kuch karke sabhi ko Ghar se door rakha.jisse vo bhi irritated hone lage the. Fir Surya ke 8 janmdin per ham sab gaon Gaye. Jaha mujhe thodi Shanti mili ki Chalo ab kuch din to Bina tension ke niklenge. Lekin Mera ye sochna keval ek sapna hi banke reh gya...
To be countinue.......