Jaise wo utarti hai building ki lift se, Mohd ka phone aata hai
Mohd - kahan ho
Ayesha - Ghar pe
Mohd - Toh landline kyon nahin utha rahi
Ayesha - apni society ki market se bread lene aayi thee
Mohd - mmmmm. Tum landline nahin uthaati toh mujhe chinta ho jaati hai.
Ayesha - daro mat miya ji, biwi nahin bhaagi ja rahi
Mohd - biwi ka toh pata hai, par uske peeche kitne hai kya karun
Ayesha - phir na karte hot biwi se shaadi
Mohd - ha ha ha
Ayesha poori baat chhupaa jaati hai ki wo pichle 2 ghante se Vicky ke ghar pe thee. Ghar pahunch ke lunch wagarah mein lag jaati hai aur phir so bhi jaati hai.
Takreeban 4 baje Vicky phone karta hai.
Vicky - hello memsaab
Ayesha - haan Vicky (ubaasi lete hue)
Vicky - aap so rahe thhey
Ayesha - haan yaar aankh lag gayi thee
Vicky - meri toh lottery lag gayi aaj
Ayesha - kya hua
Vicky - kuchh mahine pahele ekdum dooba hua share khareeda thaa, aaj 4 guna profit de gaya. Aapki toh good luck kiss hee nahin balki thank you kiss bhi kamaal hai
Ayesha - very good. I am happy for you.
Ayesha - Vicky tumhe ab ghar pe aana padega subah subah apna good luck lene
Vicky - kyon memsaab
Ayesha - wo aaj jab main wapas aa rahi thee tab Mohd ka phone aaya tha, wo land line pe try kar rahe thhey
Vicky - bahut bharosa hai apni biwi pe
Ayesha - smiles
Vicky - kahe deti Vicky ke paas thee
Ayesha - marwaaaoge
Vicky - achha main abhi aa raha hoon
Ayesha - aa jaao