Bhai kya hi kahu iss update k bare me jitna v kahunga km hai
Shreyas bhi half possessed ho gya tha Anshika ki tarah kya hi scene tha ye creativity ka koi jawab nahi dimag to tb chakraya jb Anshika ne uske sine pr hath rakha jaha dil dhadak hi nahi raha tha ek pal k liye meko lga
Shreyas abhi bhi mra hua hai (part 2 k end of last update k past k anusar ) or shaitan ne bs uske andar koi ruh daal di hai jisse wo ab tak jinda ho or abi dil ka dhadhkna bnd mtlb ruh ka nikal jana or piche reh jana Shreyas ka mrit sharir (I know ye meri fantasy hai but feel hua aesa to likha diya)
[color=rgb(84,]tum resort se judi thi sirf isliye hi nahi usne anguthi ke zariye tum par kabza kiya balki vo tumhe chahta hai anshika, hume laga tha usne tumhe asalyum mein isliye chhoda kyun ki vo tumse apne kaam karwa raha tha balki usne tumhe isliye chhoda kyun ki vo tumhe pana chahta hai wahi dard dena chahta hai jo bangle mein sonia ko diya gaya " shreyas ka sharir bolte hue pura kanp utha,
bhai tumhe pana chahta tha anshika, vo to uski achai thi jab usne mera sath diya lekin khan ki ruh ne uspar kabza karke uski achai to wahin nasht kar di thi isliye uska ansh jab sam se juda to ... to vo apni purani icha mein vapis ja lauta jo vo tumse us waqt chahta tha vo ab pura karna chahta hai " shreyas ke honth kanp rahe the shayad ek aur baat thi dil mein par use kehne mein jhijhak raha tha " vo tumhe kabhi vapis nahi ane dega anshika kyun ki use wahi chahie jo vo marne se pehle chahta tha, vo tumhe kabhi nahi chhodega, kabhi nahi
[/color]
Bhai ye padhke to rongte khade ho gye sach me ek baar ko part2 ka wo waqt meko yaad aa gya jb harsh planing kr raha tha kisi tarah Anshika ko pane ka to ab to wo shaitan hai kya kya nahi kr sakta wo
Mere questions ka answer isi me mil gya meko ??
Lekin shaitano k plans v bde rangile hote hai seriously ab wo Anshika ko sonia ki tarah pana chahta hai dard dena chahta hai hadh hai
[color=rgb(184,]anshika nahi... me... mei.. nahi rakh sakta[/color]
Iss line k dard ko me ache se feel kr sakta hu iss type ka moment meri life me v aa chuka hai jb only cast ki wajah se mujhse mera pyar dur hua or usne yahi kaha tha tum apna khayal rakhna bhul jana etc or mene lagbhag Shreyas ki tarah kaha tha ki nahi me nahi reh sakta tumare bina yahi wajah hai jo me aapki kahani se itna deeply juda hu
[color=rgb(247,]shreyas ne behad aram se uski ungli se vo anguthi nikal li jiska abhas hote hi anshika chaunki uthi thi.
Usi din Subah
" ye kya keh raha hai bacha " guruji hairani bhari nighaon se shreyas ko ghur rahe the.
" mei sahi keh raha hun guruji " shreyas ankhon se bata raha tha ki vo faisla karke aya hai.
Abhi ka Samay
Shreyas ne ek pal anshika ke hath se nikali anguthi pakde rakhi aur phir uski ankhon mein dekhte hue apni ungli mein dal li.[/color]
Bhai kuch to bda hone wala hai sach me
Are baba Anshika jayegi ki ni jayegi re
Meko aese confuse nahi krne ka (baburao)
Let's see kya hota aage full to suspanse me marenge hum next update tak
Waiting for next update
Keep writing keep rocking ?