• Hello Friends You can Register on the Forum and by posting you can earn money too.

Adultery Naina - Ek Larki ki Dastan (written by Sarfrosh) ( Completed )

Phone band karnay k baad naina ji bhar k roi aur usay yakeen ho gaya k baat yahan tak pahonch chuki hay k shaan nay us larki k haan raat guzarna shuru kar di hay. Naina ko kuch samaj nahi aa rahi thi k kia karay. Shaan k parents to waisay hi usay bura bhala kehtay thay aur apnay parents ko call kar k wo perishan nahi karna chahti thi. Aakhir ghoom phir k baat aunty pay aa gayee. Yehi faisla kia k aunty ko bula loon aur phone utha k aunty ko call ki.

Jimmy: Hello
Naina: Hello jimmy?
Jimmy: Ji aap kon?
Naina: Jimmy main Naina baat kar rahi hoon. Aunty say baat ho sakti hay?
Jimmy: Mama to bath lay rahi hain. Khairiat?
Naina: Nahi its ok bus unhi say baat karni thi.
Jimmy: Ok main call back karwata hoon.
Naina: Ok
Jimmy: wait wait wait, Mama aa gayeen yeh baat kar lain.
Aunty: Ji naina beta kia hua?
Naina: Aunty wo shaan aaj raat nahi ain gay, I am home alone kia aap aa sakti hain? I am really sorry to disturb you. Actually main bahot zayada bore ho rahi thi.
Aunty: Haan kiun nahi. Ok main aati hoon. Bye.

Jimmy: Mom kahan ja rahi hain?
Aunty: Wo shaan aaj raat nahi hay ghar pay to naina akaili hay so wo bula rahi hay.
Jimmy: Main bhi aa jaon?
Aunty: Aray nahi tum study karo apni. Bahot shauq hay tujhay naina k ghar janay ka? aur muskra dien.
Jimmy: Mom aap bhi na. Ok jain main door lock kar doon sab.
Aunty: Ok good night beta.
Jimmy: Good night.

--------------

Door bell rings.

Naina opens da door: Ayeay aunty ji andar. Aur doors lock kar k dono andar aa gayeen.

Naina: Mmmmmmmmmm looking sexy and fresh.
Aunty: Line maar rahi ho?
Naina: Hehehehehehe Nahi tareef kar rahi hoon.
Aunty: Ok thanks. Acha shaan kiun nahi aa raha aaj?
Naina: Keh rahay thay k koi office ka kaam hay. Pata nahi kon sa office ka kaam hay jis k liay rukna par gaya.
Aunty: Mmmmmmmmmmmmmm wesay wo larki kon hay?
Naina: Kon c larki?
Aunty: Wohi jo shaan k saath beach pay ghoom rahi thi?
Naina: Kia aap nay bhi daikha tv pay?
Aunty: Nahi main nay nahi jimmy nay bataya k shaan tv pay aye thay beach pay thay kisi aur larki k saath.
Naina: Mujhay kia pata. Mujhay to lagta hay yehi wo office ka kaam hay jis ki waja say shaan nahi aye. Mujhay batain main kia karoon?
Aunty: Aray perishaan na ho. Main hoon na tumharay saath aur aankh maar di. Acha chal ab sach sach bata k shaan aisa kiun kar raha hay teray saath?
 
Program host is couple ki tarf barhi aur couple ko kaha excuse me. Larka palta to Naina ki ankhain khuli ki khuli reh gayeen, Yeh to shaan hi thay aur beach pay us larki k saath. Program host nay question kia laiken shaan nay answer karnay say inkar kar dia aur sorry keh kar camera k agay say hat gaye.

Yeh 2nd time tha k shaan nay naina say jhoot bola tha aur office ka kaam keh kar us larki k saath busy thay. Aaj poora din shaan ghar pay bhi nahi aye thay even lunch ya tea pay bhi na aye. Yani yeh aaj poora din is larki k saath thay aur beach pay sair ki ja rahi thi. Naina ko bahot zayada ghusa aya aur baith k shaan ki is bewafai pe ronay lagi. Naina abhi shaan ki isi harkat pay ro rahi thi k shaan ki call aa gayee.

Shaan: Hello Naina kia kar rahi ho?
Naina: Kuch nahi apni kismat pay ro rahi hoon.
Shaan: Kia matlab kismat pay ro rahi ho?
Naina: Aap behtar samajtay hain.
Shaan: Kia kehna chahti ho khul k batao.
Naina: Aap ghar ain to baat karti hoon.
Shaan: Isi liay to call ki k aaj main ghar nahi aa paon ga. Subha Head office main tamam record paish karna hay staff performance ka us ki tiari kar rahay hain main aur mera office mate. So aaj poori raat kaam karain gay.
Naina: Kia aap aaj ghar nahi ain gay?
Shaan: Kia pehlay main nay lateefa sunaya hay? Yehi kaha hay k ghar nahi aa raha.
Naina: Aap ko pata hay k main ghar pay akaili hoon. Aap us friend ko yahan kiun nahi lay aatay. Poori raat baith kar kaam karain aram say?
Shaan: Please mujhay mashwara dainay ki zaroorat nahi, Mujhay behtar pata hay k main nay kia karna hay. Aur tum bachi nahi ho apni hifazat khud kar sakti ho, Ghar k tamam doors lock karo aur chup kar k so jao.
Naina: Ok aur kuch?
Shaan: Kuch nahi. Agar koi prob ho to call kar laina.
Naina: Thanks main bachi nahi hoon apna khayal khud rakhi sakti hoon. Aur phone band kar dia.
 
Naina: How sexy and how romantic? Phir aap nay kia kaha?
Aunty: Tum hoti to kia kehti?
Naina: Main kia koi bhi larki hoti to haan bol daiti.
Aunty: to main bhi to larki hi thi. Fauran haan bol dia. Bus haan bolna hi tha k arayan kareeb aye aur maira haath pakar k tarace k saath walay room mai lay gaye. Aur wahan unhon nay apni poetry ko practical mai convert kar dia.

Naina: Kia kia hua room main?
Aunty: Aray main wo batanay baith gayee na to raat yahan hi rukna par jaye ga. hahahahahaha
Naina: To kia hay ruk jain na?
Aunty: Aray nahi bhai itni jaldi bhi kia hay bata doon gi. Wesay bhi shaan anay walay hon gay aur jimmy bhi wait kar raha ho ga.
Naina: (dil bilkul bhi nahi kar raha tha k aunty aisay chali jain per zayada insist bhi nahi kar sakti thi k aunty k ooper bad impression na paray) so keh dia ok aunty theek hay.
Aunty: Ok main chalti hoon. Kal baat hoti hay phir. aur Yeh keh kar gate ki tarf chal dien.

Naina gate cloz kar k i aur tv lounge mai aa k baith gayee aur shaan kay anay ka wait karnay lagi aur Aaj pooray din ko yaad karnay lagi.

Naina aaj bahot khush thi kiun k kafi din baad aaj naina ko din bhar apni purani yadon ko khuraichnay k elawa bhi kuch karnay ka mauqa mila tha. Poora din itna jaldi guzar gaya k pata hi nahi chala k kab subha hui aur kab raat ho gayee. Poora din bahot hi happy happy guzar gaya. Naina poora din itna busy thi k usay apnay maazi mai janay ki zaroorat hi paish na i. Aik he din main naina ki aunty k saath itni paki dosti ho gayee thi jesay bachpan k saathi hon. Aunty thien hi itni sober or zinda dil k dil karay k batain kartay jao aur bahot zayada co-operative bhi.

Naina ko aaj kafi din baad akaila pan feel ho raha tha. Aunty aur Jimmy k janay k baad ghar khali khali sa lag raha tha. Halan k aisa roz hota tha laiken aaj naina ko tanhai ka shidat say ehsas ho raha tha. Dil kar raha tha k call kar k aunty ko bula lay. Laiken phir yeh soch k irada badal lia k aaj poora din bhi to wo saath hi thien aur wesay bhi thori dair main shaan aa jain gay.

Naina nay tv on kia aur remote say channel change karnay lagi. One by one news channels chal rahay thay. Naina nay aik channel jump kia to achanak usay shaan ki jhalak dikhi. Fauran channel wapis lagaya to aik female beach say program kar rahi thi jo k beach pay maujood couples k baray main tha k wo beach pay aa k kesa feel kartay hain aur beach kis taraha un k romantic jazbat ko mazid ubharta hay. Larki ki back pay Aik couple khara tha. Larkay ka face doosri taraf tha. Naina nay sab say pehlay larkay k dress pay nazar daali. Uffffffffffffffffffffff Yeh to wohi dress hay jo aaj shaan pehn k gaye thay. Wohi sky blue shirt aur black dress pant. Larki ki shakal thora clear dikh rahi thi. Naina nay thora ghaur kia to Naina k pairon k neechay say zameen nikal gayee, Yehi wohi larki thi jo us din ladies under garments ki shop pay shaan k saath thi.
 
Main nay phir zore say kaha k kon hay to wo shakhs ahista ahista meri tarf barha. Main perishaan ho gayee k koi drunk hay. Laiken jab wo roshni may aya to wo arayan thay. Khoobsoorat jawan, Ooncha kad, Kahin say bhi drunk nahi lag rahay thay. Main nay unhain pehli dafa daikha tha. Najnay kiun lag raha tha k wo mujhay pehlay say jantay hain.

Is say pehlay main kuch keh paati. Wo meray paas aye aur atay hi mujhay apni banhon mai bhar k apnay hont mairay honto pay rakh diay.

Naina: Oh to phir?

Aunty: phir kia bus kiss thi k khatam hi nahi ho rahi thi. Aur un k hathon ki grift inti zayada mazboot thi k main chura hi nahi pa rahi thi. Aur shor is liay nahi macha sakti thi k sab yeh na samjain k drunk hain dono aur ooper ghalt kaam kar rahay hain so khamosh rahi. Laiken kia masti thi un ki kiss main k kuch hi lamhay mai main bhi un say lipati chali gayee. Aur Kiss nay to jaisay mujh pay nasha sa charha dia ho.

Naina: Pehli hi mulaqat main kiss? Na jaan na pehchan?
Aunty: Wohi to. Acha suno to sahi. Aur kaam sambhal k dono tv lounge mai aa gayeen.

Phir kisi tarha say hamara kiss khatam hua aur main neechay ki tarf janay lagi aur unhain kaha k thats not fair. Aur unhon nay jawab mai kaha

Door reh kar na karo baat kareeb aa jao

Yaad reh jaye gi yeh raat kareeb aa jao

Aa jao ik mudat say tamana hai tumhain choomnay ki

Aj bas mai nahi jazbat kareeb aa jao

bus un ki shairi mai to jaisay magnet jesi kahish thi aur meray kadam wahan hi ruk gaye. Aur aglay hi lamhay main un ki banhon mai thi. Kisses ka toofan aik martaba phir anay laga. Ab ki baar to lips k saath saath cheeks, neck, ears bhi toofan ki range mai aa gaye thay. Haath thay k kabhi mairay Oranges k bagh mai sair karnay lagtay to kabhi ghoomtay huay back side pay safar karnay lag jaty. Mujhay kuch samaj nahi aa rahi thi k kia karoon. Dil tha k keh raha tha k yeh silsila khatam na ho. Demagh tha k keh raha tha k aik ajnabi say pehli mulaqat mai yeh sab? Magar dil jeet gaya aur main nay apnay aap ko arayan k hawaly kar dia.

Kissing khatam hui to unhon nai meri eyes main eyes daal k kahan k Janu i am arayan. Mujhay pata tha k tum zaroor ooper aao gi kab say mai ooper interzar kar raha tha tumhara. Aur chaltay huay tarace ki side pay kharay ho k yeh poetry kehnay lagay.

Shabnami raat ho or har tarf andhaira ho
Ek chadar main liptay do badan aik taira aur aik maira ho
Tere makhmali badan main khushbu k chaman main sadion tak wo raat chalay
Teray honton ko jab c doon main apnay honton k dhagay say
Ik sanatay main khamoshi say teri banhon nay mujh ko ghaira ho
Meray jism mai ghar mil jaye tujhko tery jism main mera basaira ho
Bister per teray meray siwa, sirf junoon aur khamoshi ka dera ho

aur saath hi bolay Will you marry me ?
 
Naina kuch dair aisay hi kuch dhondti rahi aur phir kitchen main chali gayee. Kitchen mai jatay saath hi usay bahot hi khushi hui k yes wo jaisa soch rahi hay jimmy waisa hi hay. Us nay aik martaba daikha aur dobara nahi daikha. Ab us say raha nahi gaya aur seedha kitchen say bahir nikali aur jimmy k samnay ja k baith gayee.

Jimmy: Tea ready ho gayee mom ko bulaon?
Naina: Tea ready ho gayee hay.
Jimmy: Ok main mom ko bulata hoon.
Naina: aik min jimmy.
Jimmy: Ji?
Naina: Wo i am sorry k main nay aap say oonchi awaz mai baat ki aur aap ko bura lag gaya.
Jimmy: Kon c baat? (jesay usay kuch yad hi na ho)
Naina: Wohi kitchen mai jo aap nay question poocha tha us k rep mai jo main harsh ho gayee thi.
Jimmy: Oh its ok no prob. Yeh aap ka right hay, ghalti to meri hay ji jo aik dum say itna free ho gaya. Mujhay hi khayal rakhna chahiay tha. Next time i'll be careful.
Naina: (Apnay aap pay mazid sharminda hotay huay k daikho kitna nice hay jimmy isay to zara bhi bura nahi laga mera yeh behaviour) aur phir muskra di ok thanx jimmy.
Jimmy: Ok main mom ko bulata hoon aur wo chala gaya.

Naina sab kuch bahot acha lag raha tha. Usay aik dum say apna pariwar poora lagnay laga. Jaisay tamam khoi hui khushian wapis aa gayee hon. Usay ab yakeen honay laga k wo ab is ghar mai akaili nahi rahi jo sara din apni sochon mai khoi rehti hay. Apnay andar usay energy feel honay lagi. Usay aik dum say sab energetic lagnay laga. Dil hi dil mai bahot khush thi aaj naina.

Thori he dair mai Aunty ji andar daikhil huin.

Aunty: Sorry naina call thori lambi ho gayee. Yeh hisab kitab k kaam bhi na banday ko pagal kar daitay hain. Agar arayan zinda hotay to jhat say nipta laitay sab kaam.
Naina: Chalain ab arayan junior jo ready hay jhat say kaam niptanay k liay. bus kuch months hain.
Aunty: hehehehehehe acha naam dia hay wesy jimmy ko. Kiun na hum yehi naam rakh dain aur saath hi jimmy ko aankh maar di.
Jimmy: Ji mom bus ab yehi hona baqi reh gaya tha. hahahahaha sab hans paray.

Phir ikhatay baith kar tea peenay lagay aur idhar udhar ki batain hoti rahien. Tea p kar jimmy nay kaha ok mom mai ghar ja raha hoon mujhay study karni hay. Aap jab free ho jain to aa jaiaye ga. aur keh kar chala gaya.

Aunty aur naina dono kitchen mai aa gayeen aur mil kar kaam karnay lagien. Aunty ko laga k ab naina ka mood theek hogaya hay aur normal hi batain kar rahi hay. Bahir sooraj bhi gharoob ho raha tha aur andhaira chaata ja raha tha.

Naina: bartan wash kartay huay. Aunty phir kia hua?
Aunty: kia phir kia hua?
Naina: wohi jo aap baat bata rahi thien first interaction with arayan?
Aunty: Oh acha tumharay zehn mai abhi tak wo baat chal rahi hay? Mai to samji k tumhain bhool hi gayee ho ge wo baat.
Naina: Nahi mujhay batain nahi bhooltien jo aik dafa sun loon ya mairay saath beet jaye hamaisha yaad rehti hay. Wesay bhi jab say shaadi hui hay yadain hi to mera sahara hain.
Aunty: Ok dont bhi sad. Acha kahan pahonchi thi main?
Naina: Kuch sochtay huay. haan wo aap nay us larkay ko daikha jo maria ko acha laga tha magar aap ko nahi.
Aunty: Aray tumhari memory to bahot taiz hay.

Haan to phir abhi hum yehi discuss kar rahay thay k aik khoobsoorat sa young larka maria k paas aya aur us say dance ki request karnay laga. Maria nay bhi fauran haan kar di aur us larkay ka hath pakar k floor pay chali gayee jahan sab couples dance kar rahay thay. main thori dair wahan baithi aur bore honay lagi. phir kuch ghutan c feel honay lagi to main nay socha k ooper terace mai chali jati hoon for fresh air. Aur main juice ka glass lay kar ooper tarace mai chali gayee.

Naina: Phir?
Aunty: Bartan apni jaga par rakhtay huay. Phir kia mujhay thandi thandi hawa bahot hi achi lag rahi thi k achanak awaz i.

Wo aye hamaray ghar mai Khuda ki Qudrat
Kabhi hum unko kabhi apnay ghar ko daikhtay hain

main nay mur kar daikha to mujhay kuch nazar na aya aur main hairan hui k awaz kahan say aa rahi hay. Phir main nay dhayan hataya aur bahir lights ko daikhnay lagi. Achanak aik phir awaz i.

Tunay mekhana nigahun mai chupa rakha hai
Hoshwalon ko bhi deewana bana rakha hai
Naaz kesay na karun banda nawazi pe teri
Mujse nacheez ko jab apna bana rakha hay
Jab bhi gham milta hay seenay say laga laita hoon
Main nay har dard ko taqdeer bana rakha hay

Main nay ghaur kia to waha tarace pay hi andhary mai koi black color ka pent coat mai maujood tha. Main nay thora sakht lehjay main bola Kon hay wahan? aur wahan say awaz i.

Ae meray parda nasheen teri tajwajo k nisar
Mainay ishq teri dunia say chupa rakha hay.
 
Jimmy: ji to aap kia farma rahi thien begum sahiba oh i mean naina ji?
Naina: Yehi k aap agar yeh sharartain band kar dain to aap ko samosay khanay ko mil jain gay.
Jimmy: Haye aapka hukam sir aankhon par ji. Aap aik martaba keh kar to daikhiay jaan na waar dain aap pay?
Naina: Whattttttttttttttttttttttttttttt?
Jimmy: Hehehehehe. Kesa laga mera yeh filmi dialaugue? Main aksar aisay dialuague bolta rehta rehta hoon. Kabhi kabhi mom kehti hain main pagal ho gaya hoon.
Naina: Ji mom bilkul theek kehti hain.
Jimmy: Aapko mai kesa lagta hoon?
Naina: Whattttttttttttttttttttttttt? Yeh kesa sawal hai?
Jimmy: Kesa kesa? Seedha sa sawal hai main aap ko kesa lagta hoon?
Naina: I gues mom aap ko bahir bula rahi hain.
Jimmy: Aray aik to aap aik dum serious ho jati hain. Dar hi laga rehta hay. Ok i am sorry i gues mai nay ghalt question pooch lia. Or keh k bahir chala gaya.

Naina ko jimmy k is question pay hairat hui k us nay aik dum aisa sawal kiun kia? Laiken phir apnay hi behaviour pay afsos bhi honay laga k usay jimmy ko aisay nahi bolna chahiay tha. Daikho naraz ho k bahir chala gaya kitchen say. Chalo usay ja k sorry bolti hoon.

Jesay hi naina ka aik qadam jimmy ki tarf barha phir zehn mai soch i k nahi wo kiun sorry bolay? Jimmy nay ghalt hi to question kia k wo mujhay kesa lagta hay? I am married aur wo mujh say aisay question kiun kar raha hay? Kahin usay yeh idea to nahi ho gaya k main shaan k saath khush nahi hoon? Ya phir kahin Aunty nay usay kuch bata na dia ho about me and shaan? Nahi jimmy to ghar pay hi nahi tha jab main nay aunty ko sab bataya tha shaan ka. To phir jimmy nay kiun poocha k main kesa lagta hoon? Naina k zehn main aik dum kayee khayalat nay janam lai lia tha about jimmy. Naina jimmy ko aik bahot acha larka samajti thi aur usay yeh bhi pata tha k jimmy uski bahot respect karta hay aur wo kabhi bhi naina k baray mai ghalt nahi sochay ga.

Achanak us k zehn mai najanay kahan say khayal aa gaya k usay check karna chahiay k jimmy usay ghalt nigah say daikhta hay ya nahi? Jimmy ki nazar mai meri kitni respect hay. Yeh daikhnay k liay naina nay apnay dopatay ko aur apni bra ko aisay adjust kia jis say us k boobs visible dikhnay lagay. Aur boobs ko thora ooper kar lia k top say cleavage bhi dikhnay lagay aur bahir paray refregerator say kuch nikalnay k bahanay exactly jimmy k samnay ja k khari ho gayee. Aur is tarha say jimmy ko daikhnay lagi k jimmy ko pata na chalay k wo usay daikh rahi hay. Jimmy (jo tv daikh raha tha) ki nazar aik dum naina pay pari. Uff kia sexy looks day rahi thi naina. Laiken aglay hi lamhay Jimmy nay apna rukh badal lia aur doosri tarf moon kar k baith gaya jaisay us nay kuch daikha hi na ho aur dobara naina ki tarf na daikha.
 
Phone ring hua landline.
Naina: aunty wait main phone sun k i.
Naina: Hello? Ji aap aaye nahi abhi tak aap ka phone bhi band ja raha hay aur aunty tea pay wait kar rahi hain aap ka? Acha laiken aap aa jatay to aunty ko acha lagta aap dopehr ko lunch par bhi nahi thay............ Laiken main nay to aisi koi baat nahi ki................... Ok baat to sunain, hello, hello are you there? aur phone rakh dia. Aur wahan hi baith kar ronay lagi. Phir khayal aya k aunty kitchen main wait kar rahi hain to aansoo saaf kar k kitchen main janay lagi to samnay aunty khari thien.
Naina: Aunty aap yahan?
Aunty: I am sorry wo tum phone pay ooncha bol rahi thi to raha nahi gaya to aa gayi. Kia hua beti shaan nahi aa rahay?
Naina: Ji wo nahi aa rahay. Kia main itni buri hoon k mera itna bhi khayal nahi hay unhain? Or ronay lagi.
Aunty: Kiun kia hogaya?
Naina: Main nay kabhi un pay shak nahi kia kabhi to wo mujhay kiun keh rahay thay k tum mujh pay shak kar rahi ho k mera number off tha. Main yahan office main kaam k liay busy hota hoon na k kisi larki k saath enjoy kar raha hota hoon. Samji? Tum bivion ko to ghar baith kar batain bananay aati hain sirf. Aunty believe me main nay to sirf itna kaha tha k aap ka cell band tha.
Aunty: Koi baat nahi baita ho jata hay kabhi kabhi aisa. (aunty nay baat ko mazid discuss karna zayada munasib nahi samja laiken wo sari soort.e.haal ko fauran hi samaj gayee thi k naina kis tarha ki life g rahi hay laiken khamosh rahi aur naina ko tasali daitay huay boli aao jao kitchen main).
Naina: ok aur uth k kitchen ki tarf chal pari.

Ab aunty ki first interaction with arayan wali baat adhoori reh gayee thi kiun k naina ka mood aik dum say off ho gaya tha. Naina khamoshi say kitchen main kaam karnay lagi aur thori dair baad boli.
Naina: I am sorry aunty.
Aunty: Sorry for what?
Naina: is sab k liay jo abhi thori dair pehlay hua.
Aunty: aray nahi nahi yeh to ab har ghar ki kahani banti ja rahi hay k husband ko din main koi aur khush kar daita hay aur bivi bechari rah tak.ti reh jati hay.
Naina: Aik dum say khush kar daita hay matlab?
Aunty: Oho yeh hum kia ulti seedhi batain kar rahay hain choro wo party ka bata rahi thi main.
Naina: Nai aap jo main pooch rahi hoon wo batain. Is dafa naina ka lehja thora sakht tha.
Aunty: I mean k koi bhi nayee larki ka life main na. Lazmi nahi hay k shaan bhi aisa ho. Tum bus possitive hi socha karo.
Naina: Ji main to aaj tak possitive hi sochti i hoon jabhi to aaj yeh haal hay k guests ghar pay hain aur hoest ghar say bahir.

Door bell hui. Naina gate open karnay gayee. Agay jimmy khara tha.
Jimmy: Hello naina ji.
Naina: Aa jao andar jimmy aur yeh haath main kia utha rakha hay?
Jimmy: Yeh samosay, yeh pakoray, yeh biscuits, yeh cream cake.
Naina: Gate band kartay huay andar kamray ki tarf aatay huay chaltay chaltay boli. Ok wahan samnay rakh do jatay huay ghar lay jana.
Jimmy: Aray nahi naina ji yeh main apnay ghar ki liay nahi yahan k liay laya hoon with tea khain gay na.
Naina: Aray yeh kia kya tum nay? Banda pooch to laita hay. Tum guest ho ok?
Jimmy: Ok but poochta to aap nay refuse kar daina tha k mat laana to main nay poocha hi nahi aur naina ko aankh maar di.

Naina jimmy ki is aankh marnay wali harkat pay aik dum perishan c ho gayee aur aik pal k liay sochnay lagi k wo itna free kiun ho rahi hay jimmy say? Phir khayal aya k wo bhi to kitna kar raha hay daikho kia kia lay kar aya hay. Chalo kia hua jo aankh maar di. Mazak main hi to maari hay. Mazak main sab chalta hay. Andar hi andar apnay aap say batain karnay lagi aur saath hi jimmy ki awaz nay dara dia.
Jimmy: Kia ho gaya naina ji. Itni dair say tamam cheezain aap ko pakra raha hoon aur aap hain k haath agay kia hua hay laiken grip nahi kar rahien?
Yeh sun k naina nay apnay right aarm ko daikha jo k is position mai tha k jaisay jimmy say maang raha ho kuch. Aik dum say haath peechay kia aur boli oh i am sorry lao day do mujhay aur muskura di. Saman lay kar kitchen main chali gayee. Kitchen main gayee to daikha k aunty pehlay say sub kuch ready kar chuki thien, plates, tomato ketchup, chatni.
Aunty: Kia kehta hay jimmy?
Naina: Aray aap nay us say kaha tha yeh sab lanay ko phone pay?
Aunty: Nahi to. Zara dikhao to kia laya hay? Aan haan yeh sab to wo bachpan say bahot like karta hay with tea. Isi liay lay aya hoga.
Naina: Aray mujhay keh dia hota yeh sab pasand hay to main yahan ghar pay hi bana daiti jimmy ko.
Naina ki baat khatam hi nahi hui thi poori k peechay say jimmy ki awaz i. Haye naina ji hamaray naseeb itnay achay kahan aur muskra k bola k kesa fit dialauge bola hay? hahahahahaha. Dont worry ji aap ko bhi takleef doon ga zaroor ab to waisay hi deewar k saath deewar mil rahi hay to i hope k bahot jald aap k haath k banay huay samosay khanay ko milain gay aur apni mom ko ankh martay huay bola. Kiun mom?
Aunty: Haan haan kiun nahi beta. Kiun naina theek kaha na?
Naina: Agar aisay hi sharartain karta raha na to phir to kabhi bhi nahi. aur smile kar di.
Aunty: Oh mujhay financial advisor ko call karni thi company k, k wo report submit kar day. Main call kar k i tum dono gup karo aur muskura k kitchen say bahir chali gayee.
 
Scene change naina

call kar k wapis aa gayee hay. Laiken aunty abhi tak phone pay baat kar rahi hain.

Aunty: Aray jimmy beta zayada nuqsan to nahi hua na? Acha ok. Acha kahan tak pahonchay ho? Theek. Yani 15min main pahonch jao gay? Chalo thats right. Jaldi aao beta hum tea pay wait kar rahay hain aap ka. Ok Bye.

Naina khamoshi say sunti rahi aunty ki batain. Phone band hotay hi aunty bolien haan kia kehta hay shaan?

Naina: Ji un ka cell phone off ja raha hay aur sad c shakal bana li.
Aunty: Oho kisi meeting main hoga chalo perishan na ho aa jaye ga. Jimmy bhi bus pahonchta hi hoga next 15min main.
Naina: Ok. Acha aunty aur bhi batain na koi mazay ki baat?
Aunty: Hain mazay ki baat? Kesay mazay chahi.ain meri jaan ko?
Naina: Muskuratay huay. Aunty aap to na bas baat ko pakar laiti hain. Koi bhi mazay ki baat sunain na apni aur uncle ki?
Aunty: Haan haan zaroor laiken kitchen main chal k batati hoon. Saath saath tea banatay hain aur saath saath batain kartay hain. Yeh kehtay huay dono kitchen ki tarf chali gayeen.

Naina: Acha pehli baar uncle nay aap ko kab daikha tha aur kis age main?
Aunty: Mmmmmmmmmm thek say yad nahi age to i think i was 22 jab hum log aik party main thay aur wahan arayan say mera 1st interaction hua.
Naina: Tea wala bartan choolhay pay rakhtay huay. Aaan haan kesay?
Aunty: Sach bataon ya jhoot?
Naina: Aap ki marzi, Sach batain gi main tab bhi maan loon gi aur jhoot batain gi to tab bhi kiun k main nay aap ka past nahi daikha hua. So choice is yours aur almari say plates nikalnay lagi.
Aunty: Aray tu aisi batain bhi karti hay? Kitni payari baat ki tu nay yaqeen mano dil khush hogaya. Ab to jhoot bolnay ka sawal hi paida nahi hota. And belive me you are the first one jisay main sachi baat bataon gi k mera aur arayan ka first interaction kesay hua tha.
Naina: poori baat sun k aik dum say khamoshi say aunty ki tarf sawalia nazron say daikhnay lagi jaisay koi bahot hi bara raaz khulnay wala hay or phir thori dair khamosh rehnay k baad saath hi boli ji thanks k aap nay mujhay is qabil samja aur muskra di.
Aunty: Aray tum to meri beti ho, Sachi agar meri bhi beti tumhari tarha hoti to main kitni sukhi hoti?
Naina: Aray aunty aap kis taraf chali gayeen. Party main kia hua yeh batain na.
Aunty: Acha batati hoon na aik tu tumhari choot ko aik dum aag lag jati hay. hahahahahaha
Naina: Aunty plzzzzzzzzzzzzzzz aap phir shuru ho gayeen?
Aunty: Ok Ok sorry. wesay kesi ho rahi hay choot? hahahahahahahaha. Oh ok. sorry again. to hua kuch youn k, Yaar plz ab ki dafa apni choot geeli na kar baithna. hahahahahaha.
Naina: Aunty plz ab aap nay aisa kaha na dobara to kitchen main chaye phir aap akailay hi banayain gi. Mujhay nahi pata. aur shakal bana li.
Aunty: Kiun main akaili chaye banaoon gi to tum ka bahir baith k choot rub karo gi? hahahahahahahahahahahaha. Ok i am sorry bus tang karnay ka dil kar raha tha. Ok let me start. Aunty ko idea ho gaya tha k ab mazid mazak unhain mehnga par sakta hay so bolien.

Hua kuch youn k party apnay top level pay thi. Sab log kisi na kisi tareeqay say busy thay. Koi dance kar raha tha to koi drink, Koi table talk to koi Drink hath main lay kar yahan wahan walk. Sab kuch bahot hi acha lag raha tha. Main aur meri friend jo k Dad k friend ki beti thi aik jaga baith kar batain kar rahay thay. Maria naam tha uska. Party main us waqt sab say sexy larki wo thi. Har kisi ki nazar us par thi. Wo bahot hi confident thi aur har kisi ko response kar rahi thi. Us k samnay baith kar to mujhay apna aap aisa lag raha tha jaisay phool k saath kisi nay kaanta rakh dia ho. Laiken party main mera koi aur friend bhi to nahi tha so usi k saath baith gayee. Dad apnay business k logon main busy thay aur isi tarah mom bhi un businessmen ki wives k saath busy thien. Party main aik ajab saroor tha halka music har koi apni masti main magan. Main nay pooray haal main nazar ghuma kar daikha k is waqt party main sab say handsome aur khubsoorat larka kon hay. Laiken mujhay koi khas nahi laga. Larkion main to sab say hot maria hi thi. But larka koi nahi tha. Main nay maria say kaha k wo daikh kar bataye. Us nay idhar udhar daikha aur aik larkay ki tarf finger kartay huay kaha k wo wala. Main nay daikha to mujhay to bilkul hi acha nahi laga najany maria ko us main kia nazar aa raha tha.
 
Naina aur shaan ki life main change shuru hogaya tha. Aur aaj ka din is baat ki gawahi day raha tha k shaan aur naina aik doosray say door hona shuru ho gaye hain aur naina ki zindagi main aik naye chapter ka start honay wala tha.

Naina bath lay kar ghar ka normal dress pehn k bahir aa gayee aur aa k tv daikhnay lagi. Naina ko aaj koi fikar na thi k shaan nay khana bhi khana hoga, shaan say call kar k pooch loon k khana ghar pe khain gay k nahi. Naina ko khud halki c bhook feel hona shuru ho gayee thi. So kitchen main gayee aur fridge say cooked food ko garam kar k kha lia.

Raat k taqreen 8 bajay door bell hui aur naina nay ja k door open kia to shaan khara tha bahir. Naina kuch na boli aur khamoshi say main gate open kar k andar aa gayee aur tv daikhnay lagi.

Shaan gari lock kar k andar aa gaya aur naina ka wait karnay laga k wo kuch bolay aur wo uska bharpoor jawab day. But naina kuch na boli aur khamoshi say tv daikhti rahi. Shaan ko yeh baat bahot zayada feel hui aur us say raha na gaya aur akhir bol para.

Shaan: Naina tumhain zara bhi ehsas nahi hay k tumhara husband ghar aya hay tum usay paani hi pooch lo ya uska saman pakar k us k room main rakh do?

Naina nay koi jawab na dia. Aur khamoshi say tv daikhti rahi.

Shaan: Naina main tum say baat kar raha hoon deewaron say nahi. Jab naina nay jawab na dia to shaan nay ghusay main aa k naina k haath say tv ka remote kheench lia aur tv band kar k naina ko zor ka chanta raseed kar dia. aur ghusay say bola k how dare you k main kuch keh raha hoon aur tum mujhay ignore karo?

Naina: And how dare you to ignore me last 2 days? Aaj aap ko ehsas hua k main aap ki wife hoon? Yeh ehsaas kahan tha 2 din? Aik dafa hi pooch lia hota k g rahi ho ya mar gayee ho? Aap ko to bus us churail nay jo apnay under kar lia hay ab meri kahan aap ko fikar honi hay.

Is say pehlay shaan kuch bolta. Naina nay kaha k aik baat aur k khabardar aaj k baad yeh haath mujh pay uthaya to. Yeh last time tha aur khabardar mujh pay apna husband honay ka haq jataya to. Agar theek say husband nahi ban saktay to yeh haq bhi na jatain.

Shaan naina k is roop ko daikh kar chakra gaya. Usay zara barabar bhi umeed na thi k usay naina ki tarf say aisa response milay ga. Chup chaap moon latka k washroom chala gaya.

Washroom jatay hi naina nay fauran shaan ka cell phone uthay aur us main recent calls aur sms daikhnay lagi.

Sms main naina ko sms mila k yaar aaj office kiun nahi aye? Jis say naina ko yeh pata chala k shaan aaj office main nahi tha. Next sms main likha tha i'll miss you janu. Muhaaaaaaaaaaaaaaaaaaa.

Naina is say pehlay k sochti k yeh kiska msg hosakta hay shaan k cell pay usi number say call aana shuru hogayee jis number say yeh miss you wala msg aya hua tha. Naina nay call attend kar li aur boli na.

Doosri tarf sona thi jo k bahot payar say baat kar rahi thi. Shaid nashay main thi.

Shaan Januuuuuuuuuuuuu kahan ho? Pata hay how much i missing you? Januuuuu aaa jao na plzzzzzzzzz. Missing your fatty penis. hahahahahaha. Kal raat raat ki tarha aaj bhi payar do na aa k mujhay. Beleive me aaj nahi rokoon gi tumhain hips main lun dalnay say. hahahahahaha. Januuuuuuuuuuuuuuu bolo na. Bolo na mairay janu aa rahay ho na tum.
 
Naina nay aunty ka yeh roop aaj pehli dafa daikha tha. Naina soch bhi nahi sakti thi k itnay payar say batain karnay wali khatoon itni strict bhi ho sakti hay. Naina kuch nahi boli aur khamoshi say magzine parhnay lagi.

Aunty: Yeh budha bhi na. Sara din office ki larkion ko tarnay k elawa aur koi kaam nahi hay.
Naina: Yup idea hua hay mujhay.
Aunty: Kesay?
Naina: Abhi thori dair pehlay janab sahab meray badan ko ghoor rahay thay. hahahaha
Aunty: Kiaaaaaaa? Thehro abhi seedha karti hoon usay.
Naina: Nahi aunty rehnay di jiay pehlay hi bahot ho gayee hay raja sahab ki. hehehe.
Aunty: Yeh sab bahot zaroori hay. Agar na ho to yeh sab company ko pata nahi kahan say kahan pahoncha dain. Khair main thora kaam kar loon tum wo samnay system para hay agar internet use karna hay to kar lo phir dono chaltay hain for lunch.
Naina: Ok aur ja k system pay baith gayee.

Udhar shaan sona k behaviour k baray main soch hi raha tha k wahan say sona bahot hi sexy dress main tayar ho k aa gayee. Sexy dress main sona k breasts aik qayamat dhaa rahay thay aur hips bhi aik apna hi rang jama rahay thay. Shaan ka sona ko is halat main daikha he tha k sona k baray main saray khayalat khud bakuch khatam ho gaye aur sona aik martaba phir shaan ko husn ki devi lagnay lagi. Sona nay aatay hi shaan ko aik zabardast kisam ka kiss kia bina daikhtay huay k nokar bhi daikh rahay hon gay. Shaan nay bhi kiss ka jam kay jawab dia.

Sona shaan say aisay behave kar rahi thi jesay kuch hua hi na ho. Aur shaan ko kaha k aaj kisi aisi jaga lay chalo jahan sirf main aur tum poora din guzar dain aur bus. Shaan nay ok kaha aur dono aik hi gari main ghar say nikal gaye.

--------------
(Aunty & Naina)

Din youn hi guzar gaya. aur shaam k kareeban 5 bajay aunty nay naina ko us k ghar drop kia aur khud apnay ghar chali gayeen. Naina aaj bahot hi zayada khush thi. Aur khushi khushi ghar ka gate open kar k ghar main dakhil ho gayee. Ghar main jatay hi samnay lagi shaan ki picture ko daikh k usay aaj pooray din main 1st time shaan ka khayal aya. Aaj shaan nay bhi poora din naina ko call nahi ki thi aur na hi naina nay call kar k shaan ko poocha tha k kahan hay. Naina tamam doors lock kar k saman side pay rakh k fresh honay k liay washroom chali gayee.
 
Back
Top