Update-249(The Attack)
Main-Shabbas.. Yahaan k director se millna hai mujhe..
Guard-Sir woh toh abhi nahi aae hain manager available hain..
Main-Cool kidhar hai..
Tab ek aadmin aage aaya 40-45 age hogi uski..
Main-Tum manager ho??
Manager-Ji sir.. How can we help you?
Main-Awesome yahaan se Delhi ek private jet jaane waala hai..
Manager - Ji abhi kuch derr baad..
Main-Perfect well woh nahi jaaega..
Manager-Sir ab toh cancel nahi ho shakta..
Main-Dont worry cancel main kardunga bc jab passengers he naa rahenge toh khaali kaise jaaega..
Manager-Matlab sir??
Main-Matlab jo passengers hain woh most wanted criminals hain and i am here to kill them..So let me give you guys a hint jabtak woh aaein tabtak same apne kaam mein lage raho lekin jaise he goli ki awaaj suno sab k sab chupp jaana or tab he bahaar nikalna jab awaaj bandh hojaae.. Samjhe??
Manager-Sssure sir.. But warrants??
Main-Warrants teri khopdi kholke dun?? Bhosdk mujhe warrants ki jarurat nahi padti main khud he warrant hun..
Manager - Ookkk.. Sir..
Main-Jaao ab apni-2 jagah..
Sablog ki gand fatt gayi but mere orders k according sab apne apne kaam mein lag gaye..
Chang-So boss kya karein?? Yahaan andar enter hone se pehle he thok dein?? Yaa fir wait karein and andar aane k baad thokein.
Main-Dono, better rahega kyunki bahaar wohlog waapis bhaag jaaenge gaadiyon mein bc andar bhaag nahi paayenge and also tumare pass cover bhi rahega andar .. Hoga ye ki wohlog sab toh andar aaenge nahi jo log jet se jaaenge wohlog he andar aaenge or baakilog bahaar he rukkenge Toh aadhe log andar aaenge and bus fir kya game on.. Or haan Aaftab jinda chaahiye mujhe.. Google par image dekhlo uski caahe.. I need him alive. Main bahaar rahunga kyunki khatra humein bahar waalon se hoga as guns unke pass better hongi.. Andar waalon k pass legal pistols yaa shotguns he hongi keval..
Ami-Got you boss.. Lets get ready..
Main-Take your position bluetooth on rakhna and lets hunt..
Ab main un dono ko andar chhodke bahaar aaya bahaar cover k naam par ek washroom , kuch trees and ek do gaadiyaan he thi.. Toh maine gaadiyon se cover lena better samjha issliye main ek gaadi k piche chipp gaya and wait karne laga.. Ab thodi derr takk wahaan kuch bhi nahi hua.. Bhenchod plan toh change naa kar liya maadarchod ne.. Lekin aisa nahi tha wohlog aae bilkul on time.. Total 6 gaadiyaan thi all black 3 scorpio 1 Fortuner 1 endeavor and last audi thi ek.. Gaadiyaan rukki toh baaki sab gaadiyon se Aaftab k bandey uttare bhenchod Ak47 liye they mostly what the fuck.. Ok this will be interesting.. Ab guards ne audi kaa gate khola jisme se 3 bandey uttare unmein se ek tha Aaftab or baaki 2 maybe uske right and left hand they.. Ab suru hua humaara plan.. Toh harr car k drivers gaadiyon mein he rukke and uske alawa total 20 bandey or bahaar rukke yaani drivers ko milaake bahaar hue 26 Or andar gaye keval 11 log.. Interesting..
Main-(Bt par) Chang aagaye hain wohlog total 11 log andar gaye hain and 26 bahaar so jaldi se andar waalon ko niptaake Ami tu Aaftab ko dharrna and Chang mujhe bahaar help karwaana.. Pehla fire main karunga issliye wait karna mera..
Chang-Got you boss.. Aagaye wohlog andar.. On 3....2....1..
Ab mereko pehle attack karna tha jisme mujhe jyaada se jyaada bandey thokne they kyunki uske baad unhe pata chal jaaega main kahan hun and fir dikkat hojaaegi agar jyaada bandey bache toh.. Ab mere shaitani dimag ne turant he mujhe grenade use karne ki salaah di jo best thi.. Kyunki wohlog kaa ek jhund airport k gate k bahaar khadda tha 8 bandey they woh... Ab maine gaadi se cover liye hue he bomb hath mein liya uski pin nikaali 3 takk count kiya and seedha faink diya gate k uppar distance jyaada nahi tha toh Bomb seedha unke piche girra ek dum pass mein, ab wohlog piche palte or dekha lekin kuch samjh paatey usase pehle hua wahaan blast bhenchod literally woh sab k sab udd gaye sath mein airport kaa saara front kaanch bhi bhayanak bhenchod.. Uske baad suru hui andar firing and bahaar waale hue alert, pata unhe abhi bhi nahi tha ki main kahaan hun issliye woh log bhaagne lage andar ki taraf tab main nikala cover se and kardi M4 Se firing suru ab wahaan hua destruction bc mujhe pehle gun test karleni caahiye thi kyunki bahot jyaada kick thi gun mein jiski wajah se meri pehli kuch goliyaan miss hui lekin turant he recover hua main or un bhaagne waalon ko maine gate mein enter he nahi hone diya waise toh gate tha he nahi as blast mein udd gaya tha but fir bhi maine bhoon diya unhe bhenchod tab mujhe iss goli ki power samjh mein aai bhayanak seedha aar paar he horahi thi goliyaan.. Puri magazine khaali karke rukka main almost half bandey bahaar waale maardiye they maine lekin ab tha dangerous part ab sabko pata tha main kahaan hun issliye ab main bhaaga wahaan se or washroom k piche aaya jo bahot he acha idea tha kyunki mere bhaagtey he uss gaadi k uppar andha dhund firing suru kardi unlogon ne bhenchod gaadi ko cheer diya pata nahi kitani he goliyaan maari gaadi ko..
Ab maine reload ki apni gun and wohlog badhe aage meri taraf unhe koi matlab nahi tha ki andar unke boss ki jaan ko khatra hai naa unhe meri Gand fodni thi..
Main-(Bt par) Chang i need some help over here..
Chang-Need a minute boss..
Main-I dont got a minute bitch..
Ab wohlog aage aae or aatey he pehle toh gaadi k piche check kiya 6 bandey they woh or sab k pass assault rifle thi pistol wistol toh thi he nahi..
Main-Beta idhar hain daddy..
Ye bol maine chaladi goliyaan or woh meri taraf mudd paatey usase pehle piche waale 3no ko thokdiya maine and then obviously bhaagna he tha wahaan se ab main or piche ki taraf bhaaga lekin yahaan cover k naam par kuch bhi nahi tha ab mujhe laga ki obviously dusara gate toh hota he hai dusare gate se andar chala jaaunga main lekin bhenchod wahaan durr durr takk kaanch ki deewar he thi jahaan se mujhe andar Chang and Ami fight kartey hue dikh rahe they.. Ab gand marr gayi kyunki kaanch k baad aage runway k bahaar waali badi badi deewar thi jo itani unchi thi ki isse jump Karna toh durr theek se seedhi lagaake bhi nahi chadh shakta main. This is bad.. Iss bich wohlog bhi aagaye mere piche exact un washrooms k pass jahaan main kuch seconds pehle tha.. Or ab 3 nahi 8-9 hogaye they wohlog.. Bhenchod kam toh ho he nahi rahe jyaada he aarahe hain.. Ab unhone suru ki mere Uppar firing and meri fatti gand marrta kya na karta main seedha ek paid k piche bhaaga and usase cover liya or woh paid itana he mota tha ki mujhe cover karle or agar main thoda saa bhi hilla toh mera woh part udaa detey wohlog and wahaan se bhaagne kaa koi raasta nahi tha ab Chang or Ami se bhi help nahi millne waali thi as andar waale bache hue bandey chipp gaye they or unhe dhundana itana easy nahi tha.. Bhenchod fuck this shit...
Continued...