So Rocking Enjoy guys have fun......//cdn.jsdelivr.net/gh/twitter/twemoji@latest/assets/svg/1f49d.svg//cdn.jsdelivr.net/gh/twitter/twemoji@latest/assets/svg/1f49e.svg//cdn.jsdelivr.net/gh/twitter/twemoji@latest/assets/svg/1f496.svg
Bas sath jajur de .......//cdn.jsdelivr.net/gh/twitter/twemoji@latest/assets/svg/1f49d.svg//cdn.jsdelivr.net/gh/twitter/twemoji@latest/assets/svg/1f49e.svg//cdn.jsdelivr.net/gh/twitter/twemoji@latest/assets/svg/1f496.svg
Thanks for Supporting me.......//cdn.jsdelivr.net/gh/twitter/twemoji@latest/assets/svg/1f49d.svg//cdn.jsdelivr.net/gh/twitter/twemoji@latest/assets/svg/1f49e.svg//cdn.jsdelivr.net/gh/twitter/twemoji@latest/assets/svg/1f496.svg
Main colony ke samne akar khada ho gaya.Tabhi mujhe kisine awaaz dia.Maine mudkar dekha toh waha par secretary ka biwi khadi thi.Main unke samne jakar khada ho gaya.
Suman- Kaha rehte ho Veer babu.
Main- Yaha hi toh rehta hoon.
Suman- Kahan rehte ho kitni din ke baad aye ho jante ho.
Main- Woh kya hai na Suman ji main ek kaam ke bajase nahi a paya.Aap boliye kaisi kaat rahi hai app ki.
Suman- Wohi ghisipiti jindaghi.Aap boliye aap ki kaisi kaat raha hai.
Main- Chal raha hai.Aap ki pati kahan hai ghar mein.
Suman- Woh kahan rahengi aap ni society ke kaam mein hoga.Aao na andar chay peeke jana.
Main- Aaj nahi Sumanji.Aaj mujhe kahin jana hai.
Suman- Nahi nahi aaj toh ana hi padega.
Main- Aaj nahi phir kisi din ayonga jabh samay rehega.Aaj chalta hoon.
Suman- Chaliye aapne vada kia hai aapko nibhana padega.
Main- Jorur.Acha chalta hoon.Bye.
Suman- Thik hai.Bye.
Phir main apne kirai ke ghar par a gaya.Ghar par ake dekha toh dhul mitti se sana huya tha.Shayed ghar mein nahi raha toh aisa ho gaya hoga.Main jhadu uthakar ghar saaf karne laga.Ghar saaf karke main nahaya dhoya.Phir apna naya kharide huya kapde nikal kar waha se ek jeans pehna aur leather jacket pehna.Phir tyaar hokar nikal pada Pari ki ghar ki or.Unke ghar pahonchne mein 1 ghanta lag gaya.Main taxivala ko paise dekar unke ghar par nazar dia.Bapre kafi baada ghar hai.Bahar se toh lag raha hai jaise koi raj mahal ho.Main gate par geya.Gate knock karne par ek Gabbar Singh type ka watchman khada tha.
Watchman- Kisse milna hai.
Main- Ji wo Rishabh ji se.
Watchman- Kya kaam hai.
Main- Unhone bulaya mujhe.
Watchman- Ruko sir ko puchta hoon.
Main khada raha wo kisiko phone karne laga.Thodi der baad hi maine dekha Pari a rahi thi.Ek salwar kameez pehna huyi thi woh.Safed rang ki salwar kameez mein toh gazab dikh rahi thi.Main bas usko hi dakh raha tha.Woh mere pas akar.
Pari- Sorry aapko itna pareshan hona pada.
Main jaise nind se jagah.
Main- Ji koi baat nahi.
Pari- Mere sath chaliye.
Main uske sath chal raha tha.Phir main uske sath unke ghar mein enter huya.Bapre yeh toh andar se bhi raj mahal lagh raha tha.Mujhe aise feeling huya jaise khud ki ghar par a gaya.Pura hamre gaon wala haveli jaisa lag raha tha.Phir bhi maine bola.
Main- Aapki ghar toh bahot khubsurat hai.Bilkul aap ki tarha.
Najane kyu main yeh bol dia.Main apna jiv kaat liya.Yeh maine kya bol dia.Maine uski taraf dekha.Woh sharma rahi thi.Phir waha par aunty a gaya.
Shakuntala- Are beta a gaye.
Main- Namaste aunty.
Shakuntala- Namste beta.Pari Veer ko apne papa ke room mein le jao.
Pari- Ji.Chaliye.
Main unke sath sath chal raha tha.Phir maine bol pada
Main- Sorry agar aapko bura laga ho toh.
Pari- Ji kis bareme.
Main- Woh maine galti se bol dia tha woh baat.
Pari- Woh uss baat ke liye.Kyu main achi nahi lag rahi kya.
Main- Ji nahi aisi koi baat nahi hai.Aap bahot khubsurat lag rahi hai.Jaise koi pari asman se utar ayi ho.
Maine pirse aapna jiv kaat liya.
Main- Sorry ji.
Woh bas muskura dia.Phir hum ek kamre mein dakhil huya.Uncle bed par betha huya tha aurur koi books pad raha tha.Mathe pe patti abhi tak laga huya tha.Hath mein shayed fracture huya hoga.Main jakar unke samne khada ho gaya.
Pari- Papa yeh hai Veer.
Woh books se muh uthakar mujhe dekha.Phir books side mein rakhkar.
Rishabh- Are beta ayo betho.
Main unke side mein beth gaya.
Main- Namaste uncle.Aab aap ki tabiyat kaisa hai.
Rishabh- Aab toh kaafi thik hoon.Tum nahi hote toh aaj shayed jinda nahi hota.
Main- Are uncle aisa baat kyu karte hai.Baise main toh sirf aapko hospital lekar geya tha aap ko toh doctor ne bachaya.
Rishabh- Lekin tum hospital nahi le jate toh doctor kaise bachata mujhe.
Main- Woh sab chodiye uncle.Aab toh aap thik hai yehi bahot bada baat hai.
Tabhi aunty bhi waha par a jati hai.
Rishabh- Thik hai.Phir batao kya karte ho tum.
Main- Ji abhi abhi school khatam kia hai.Result ki intezar kar raha hoon.
Rishabh- Lekin tumhe dekhkar yeh nahi lagta ki tum abhi school mein padte ho.
Main- Woh isliye kyu ki mera school mein admission der se huya tha.
Rishabh- Woh kis liye.
Main- Woh jabh mera maa pitaji ka dehant huya toh 2 saal tak main normal nahi tha.
Rishabh- Woh sorry beta.
Main- Koi baatat nahi uncle.
Rishabh- Tumhare ghar mein kyon kyon hai.
Main- Ji ghar mein sirf meri Dadi hai.Dadi ke liye main air mere liye Dadi.
Rishabh- Achi baat hai.Baise tumahri Dadi ka naam kya hai.
Main- Ji Sharmila Devi.
Rishabh- Sharmila Devi.Woh toh thakurain hai na.Tum thakur ka bete ho.
Main- Ji.
Rishabh- Are waah tum toh bada aamir aadmi ho.
Main- Nahi uncle main aamir nahi hoon.Woh saab toh mere dadaji ka hain.
Rishabh- Jo bhi ho woh toh aab tumhara hi hai.
Main- Woh jo bhihi ho.Main apna khud ka kuch karna chahta hoon.
Rishabh- Acha soch hai.
Shakuntala- Kya baate lekar beth gaye aap logh chalo khana tyaar ho gaya hai.
So Rocking Enjoy guys......//cdn.jsdelivr.net/gh/twitter/twemoji@latest/assets/svg/1f49d.svg//cdn.jsdelivr.net/gh/twitter/twemoji@latest/assets/svg/1f49e.svg//cdn.jsdelivr.net/gh/twitter/twemoji@latest/assets/svg/1f496.svg
Main uncle ko sahara dekar Dinning Table par le gaya.Uncle Dinning Table ke head par beth gaya.Unke sath aunty beth gaye.Main uncle ki dusri side mein beth gaya.Pari jakar aunty ke sath beth gaya.Naukar khana table par laga dia.Kitno dino ke baad dusre ke hathon ka khana khaonga.Aunty sabh ko khana serve kia.Pari bhi help kia.
Shakuntala- Beta tum non-veg khate ho na.
Main- Haan aunty.Par machli (Fish) nahi kha sakta.
Shakuntala- Kyu?
Main- Woh kya hai ki machli ka kaata mujhe tang karta hai.
Shakuntala- Woh acha.Tumne zindaghi mein kabhi nahi khaya.
Main- Nahi nahi khaya hai.Par jab Dadi kaata nikal kar deta hai tabh khata hoon.
Shakuntala- Thik hai phir main tumhe nikal kar detaa hoon.
Main- Nahi nahi aunty uski jarurat nahi hai.Main sabji kha lunga.Bahot dino ke baad dusre ke hathon ka khana khaonga.
Yeh maine kya keh dia.Aab kya kahonga.
Rishabh- Aisa kyu.Tum khud apna khana banate ho.
Main- Ji woh yaha par koi pakane wala nahi hai na isliye.
Rishabh- Thik hai phir toh tum aaj dabakar khao.
Main- Muskurakar....Nahi nahi uncle phir main agar mota koddu ho gaya toh acha nahi lagega.
Mere baat sunkar sab hasne laga.Main bhi hasne laga.
Shakuntala- Chalo chalo bahot hasi majak ho gaya aab sabh khana khao.
Phir main khana khane laga.Dusre ke hathon ka khana khakar maja a gaya.
Main- Ummm aunty khana toh bahot acha bana hai.Aapne banaya.
Shakuntala- Haan.Tumhe pasand aya.
Main- Ji bahot.
Phir idhar udhar ki baate karte karte khana khatam kia.Phir uncle aur main akar hall mein beth gaya.
Rishabh- Toh batao koi Gf hai ki nahi.
Main- Kuch sharmakar....Nahi uncle.
Rishabh- Are sharmao nahi.Mujhe bata sakte ho.
Main- Nahi uncle aisi koi baat nahi.
Tabhi waha par aunty a gayi aur unke sath Pari bhi a gayi.
Shakuntala- Kya baate ho raha hai.
Rishabh- Are aise hi maine pucha ki koi gf hai ki nahi.
Shakuntala- Aap bhi kya baate karte ho.Beta tum batao tum toh yaha par ghumne aye ho acha laga yaha pe.
Main- Ji acha hai aap logon ka shahar.
Phir idhar udhar ki baate karte karte samay ka pata bhi nahi chala.Jabh maine ghadi dekha toh 10 baj raha tha.
Main- Acha aunty aab main chalta hoon.Bahot der ho gaya.
Main uthkar khada ho gaya aur ghar ke darwaza par a gaya.Mere sath aunty aur Pari aya mujhe chodne ke liye.Maine ek nazar Pari ki or dekha.Uske hothon par muskurahat thi.Aab yeh muskura kyu raha hai mujhe nahi malum.Main sabhko bye bolkar bahar chala aya.Maine ek taxi lekar colony aya.Aapna kapde badla phir bua ki ghar par a gaya.Jabh main aya toh tabh 12 baj raha tha.Maine ghar ke andar akar dekha toh bua hall mein bethi huyi thi.
Divya Bua- Kya hua itna der kyu ho gaya.
Main- Woh madam unko sab kuch samjhane aur bahot dino ke baad mila hai na isliye der ho gaya.
Divya Bua- Chalo jake sou jao.
Phir main apne kamre mein gaya aur fresh hokar sou gaya....//cdn.jsdelivr.net/gh/twitter/twemoji@latest/assets/svg/1f49d.svg//cdn.jsdelivr.net/gh/twitter/twemoji@latest/assets/svg/1f49e.svg//cdn.jsdelivr.net/gh/twitter/twemoji@latest/assets/svg/1f496.svg
So Rocking Enjoy......... Dosto //cdn.jsdelivr.net/gh/twitter/twemoji@latest/assets/svg/1f49d.svg//cdn.jsdelivr.net/gh/twitter/twemoji@latest/assets/svg/1f49e.svg//cdn.jsdelivr.net/gh/twitter/twemoji@latest/assets/svg/1f496.svg
//cdn.jsdelivr.net/gh/twitter/twemoji@latest/assets/svg/1f490.svg Mitro.....Aap SBI ko ek sath dekh kr Khushi
hoyi.. Dosto Itne comment story ke
Start k time hi aaye the....
Thanks so much Friends //cdn.jsdelivr.net/gh/twitter/twemoji@latest/assets/svg/1f49d.svg//cdn.jsdelivr.net/gh/twitter/twemoji@latest/assets/svg/1f49e.svg//cdn.jsdelivr.net/gh/twitter/twemoji@latest/assets/svg/1f496.svg
Aise hi mera zindaghi kaat raha tha par kuch pata nahi lagh raha tha bua ki narajgi ke bareme.Main aaj bua se baat karne ka thann liya.Sham ko bua hall mein bethi huyi thi.Aruna aur Aakash apne kamre mein aur uncle bahar the.Toh main bhi hall mein pohonch gaya.
Divya Bua- Are Sushil kuch kahoge kya.
Main- Aisi koi baat nahi madam.Bas aise hi aap see baat karne ka mann kia.Bore ho raha hoon.
Divya Bua- Thik hai betho hum baat karte hai.
Main jamin par beth gaya.
Divya Bua- Are wahan kyu beth rahe ho.Upar betho.
Phir main upar beth gaya.
Divya Bua- Toh batao tumne age kyu padai nahi kia.
Aab age toh tabhi padunga jabh result niklega.
Main- Woh madam paise nahi tha mere pas toh age padh nahi paya.
Divya Bua- Acha.Tumhare gaon mein kyon hai.
Main- Madamji maine pehle hi bataya ki mere maa baap nahi hai.Bas ek Dadi hai.
Divya Bua- Par tumne toh pehle nahi bataya.
Main- Aapne pucha hi nahi.
Divya Bua- Par tum toh hamse paise nahi lete tabh unko kyon dekhte hai.
Yeh maine kya keh dia.Ghar mein akar jyada innocent banne ke liye bol dia bas rehne dijiye paise nahi chahiye.Aab Dadi bhi hai bol dia.Aab kya kahoon.Kuch soch Veer beta nahi toh aaj tera ram naam satte hai.
Main- Madam agar bura na maane toh ek baat puchoon.
Divya Bua- Haan pucho.
Main- Ji aapke parivaar mein kyon kyon hai.
Mere iss baat ko suunkar bua mere taraf dekha.Jaise mujhe scan kar rahi ho.Main toh ghabra gaya.Kahin shaq toh nahi ho gaya.Phir bua boli.
Divya Bua- Mere parivaar bas yeh logh hai jo mere ghar mein hai.
Main- Ji woh toh hai.Aapke maa pitaji kahan hai.
Aab dekhon kya kehti hai.Mere baat sunkar bua sar niche kiye bethi huyi thi.Maine ghaur se dekha toh bua ki ankhon mein asu the.Aab mujhe sab kuch malum pad gaya.Bua jorur Dadi ko miss karti hai.Aab mujhe asli baat ko pata lagana padega ki ghussa kis baat ki hai.Phir maine bua se bola.
Main- Madamji agar aapko bura laga hai toh maaf karna.
Bua sar uthaya aur ankhen pohnch kar boli.
Divya Bua- Nahi nahi aisi koi baat nahi.Asal mein main maa ko bahot yaad karti hoon.Unki bahot yaad ati hai.
Main- Woh kahan hai.
Divya Bua- Gaon mein.
Main- Acha.Waha par kyon hai jo unko dekhti hai.
Divya Bua- Koi nahi bas ek manhoos hai waha par jis bajase hum nahi jate waha par.
Iss baat ko kehte waqt bua ki ankhon mein maine ghussa dekha.Manhoos kya bua mere bareme baat kar rahi hai.
Main- Manhoos kyon hai.
Divya Bua- Hai koi jisne hamre zindaghi ulat palat kar dia.Aab tum jao aapna kaam karo.
Zindaghi ulat palat kar dia.Mere bareme baat kar rahi hai bua.Main waha se uthkar apne kamre mein chala aya.Maine aisa kya kia jo bua mujhse itna nafrat karti hai.Kya mere bajase bua Dadi se nahi milta.Ek baat toh clear hai ki bua mere bajase Dadi se nahi milta.Aab mujhe pata lagana hoga kya kia maine.Yeh toh bua bata sakta hai ya phir Dadi.Dadi toh kabhi nhi batayegi mujhe.Tabhi mere phone vibrate hone laga.Maine dekha Pari ka phone tha.Maine phone pick kia.
Main- Hello.
Pari- Hello Veer.
Main- Ji.
Pari- Kya aap mujhse abhi mil sakte hai.
Main- Kyu koi problem hai kya.
Pari- Nahi aisi koi baat nahi hai.Mujhe kuch joruri baat karni hai.
Main- Thik hai.Kahan pe?
Pari- Ji aap caffe a jaiye.
Main- Konsa caffe.
Pari- Ji main tumko address sent karti hoon.
Main- Ji thik hai.
Phir call cut ho gaya.Main sochne laga kya baat karni hai usko.Main aab colony mein toh nahi ja sakta.Iss kapde mein chalna padega.Main fresh huya.Aab bua ko kya kahoon.Chalo nayi bahana banati hoon.Main bua ke kamre mein chala aya.Bua diary mein kuch likh rahi thi.
Main- Madamji woh ghar mein chay patti khatam ho gaya.Woh lana padega.
Divya Bua- Thik Hai.Kaal le ana.
Main- Woh sahab ayega toh unko chay bhi toh dena padega na.
Divya Bua- Haan woh toh hai.Thik hai tum abhi jao.
Main- Thik hai madam.
Main jaldi jaldi nikal aya aur taxivala ko address bolkar nikal pada.....//cdn.jsdelivr.net/gh/twitter/twemoji@latest/assets/svg/1f49d.svg//cdn.jsdelivr.net/gh/twitter/twemoji@latest/assets/svg/1f49e.svg//cdn.jsdelivr.net/gh/twitter/twemoji@latest/assets/svg/1f496.svg
आप सभी साथ बने रहे दोस्तों....//cdn.jsdelivr.net/gh/twitter/twemoji@latest/assets/svg/1f49d.svg//cdn.jsdelivr.net/gh/twitter/twemoji@latest/assets/svg/1f49e.svg//cdn.jsdelivr.net/gh/twitter/twemoji@latest/assets/svg/1f496.svg